Bitcoin Forum
May 29, 2024, 02:21:15 AM *
News: Latest Bitcoin Core release: 27.0 [Torrent]
 
  Home Help Search Login Register More  
  Show Posts
Pages: « 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 [20] 21 22 »
381  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 28, 2023, 08:39:39 AM
G bilkul bhai. Hamein Pakistani brands ko hi promote and use karna chahie.. Balke mein to ye suggestion hai k hamare shop keepers bhaion ko apni Shop par Pakistani brands Sab se aage hi rakhna chahie.. and customers ko batae k agar aap ye (isreali brand) le rahe hain to is sey acha hai k aap ye wala (Pakistani brand) k items lein.. q k aksar logo ko pata hi nai hota k wo ks country ka brand le rahe hain.
Brother Main search kr rha tha k kya kya Pakistan products me israel k hain to pta chala k sb e products 90% Pakistan mai israel k use hoty. Ese e to nahi aids miltien. inki cheezy he buy krty hain hum log Our Inko strong bnane mai hmara bhi hath hai.
Humny Pakistani chezain use kr skty hain Pakistani brand jo israel ki ni hain. Hum aam awam ka yehi jihad hai israel k hilaf sb ko mil ake ismka shanil hona chaya

Sb bhaio sy request ha Column mein jo Israeli products ki list hai woh asal mein un mulkon ki products ki list hai jo Israel ko support kar rahay hain. Is liye inko boycott karen. Our 2nd column mein jo Pakistani products hain unko istemal karen or isko he promote kart


382  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 27, 2023, 07:55:29 AM
GSMA Report 4.3 Billion Smartphone Owners

link
Assalam o alikum bhio GSM Association ki riport ke mutabiq duniya bhar mein 4.3 arab log smartphone istemal kar rahe ha jo dunia ki abadi ka 55% ha jin mein se 4 arab internet apne smartphones ke zariye istemal kar rahe hain. Farq mazahir ha North America aur East Asia mein zyada 4G istemal hota ha jab ke Sub-Saharan Africa aur Middle East mein bari tadad mein log 3G par bhi aitmaad kar rahe ha. Mobile internet mein izafa hone ke bawajood 3.4 arab log ab bhi internet ke muqami faide se mehroom ha khaas tor par Sub-Saharan Africa aur South Asia mein. Our 600 million log internet feature phones se istemal karte hain aur mukhtalif rukawatein smartphones ke sahi istemal mein aarahe ha jo mali nuqsaan aur dehati abadi ko mutasir kar rahi ha jis par fori digital shamil karne ki zaroorat hai.
383  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 26, 2023, 04:10:40 PM
Quote
DHA TechTalk: Building the Future - A Consultative Seminar

Date:   12th Dec 2023
Time:   1600 hrs to 1800 hrs
Venue:   Country & Golf Club, DHA Karachi

The seminar aims to achieve various goals, including raising awareness among stakeholders about DHA Karachi's aspirations for establishing an IT Park. Additionally, it seeks to chart the strategic course for planning, executing, and establishing a cutting-edge IT Park. The event also delves into exploring how both IT Parks and Software Technology Zones (STZs) can effectively foster Industry-Academia Collaboration, promote innovation, establish incubation centers, and support technology-driven startups.

Our event will feature speeches by DHA representatives, IT industry experts and include a Q&A session that will comprehensively explore various aspects of establishing an IT Park in DHA, Karachi.

Additionally, you will have an opportunity for networking and collaboration with other industry leaders, government officials, IT professionals and key stakeholders who will be attending the event.

It is invite based and you must register here before attending the event.

Click here for the registration: https://docs.google.com/forms/d/e/1FAIpQLScMBgQTWujYDgb-JiTcXgm3GBZCNkT_klAlgZ5ittkMPofVTw/viewform

Select "Freelancer" as your role if any other role doesn't apply to you.
Shukriya Sir ya registration link share kanry ka liawy many join kar liya or koshish kro ga ya event join karo or ap say mukaqat hu jaye to mazzy ay jaye ga our kuch seekhnay ko mily gay Ya 12th December hu gay jasy he apply kiya ik confirmations note milla hai Kh ap IT seminars par Tuseday wlay din ay kar Join kary. Shukriya Sir
384  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 26, 2023, 06:06:52 AM
Fulbright Program Fully Funded Opportunities for Pakistani Students


link
Assalam o alikum bhaio,  Fulbright Student Program ab Pakistani umedwaron ke liye khuli hai USEFP ke zariye in 2025. Ye program United States mein Master aur PhD ke liye puri funding faraham karta hai, jis mein taleem ke fees, guzara, insurance, aur hawai safar shaamil han or gre bi required ha mojy lgta han. Applicants eligibility criteria jaan ne aur kisi bhi sawal ke liye info@usefp.org par email kar sakte hain. Apply karne ki deadline February 28, 2024 hai
Apply karne ke liye. www.usefp.org

385  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 26, 2023, 03:53:03 AM
Israel or Palestine ki jang ne puri duniya ko hila kr rakh diya hai, Boht se mashoor log Israel ke sath hain or both se mashoor log Palestine ke sath hain,
Pakistani cricketers bhi Palestine ke sath hain. World Cup ke dooran Rizwan ne Palestine ke haq mai bat ki toh India ke kisy aik lawyer Rizwan ke upper case kr diya magar is Rizwan ko kuch na hua or Pakistan team ke bhaki khilari bhi ground mai agye or unho ne b Palestine ke haq mai bat ki.

Dusri tarf Israel ke sath bhi bhot se mashoor log kharey hain mashoor football Messi bhi Israel ke sath hain.
Palestine ki halat tv par dakhni ni jastti kasy Israel nay bombari kar ka pory Palestine ko tubah kar diyaa han muslmain sary counties sb sy zadya han arab counties bi khol kar support ni kar rahi ha jast iran nay sath diga ha lkain dunya ka zadya power wly countey Israel ka sath jasy ki wajah say wo inti zulam kar rahah ha muslimoano par Allah ka azab nizal hu os par Babar or Rizwan bhat achay plyae final ma ik Australia nay Palestine ki shirt phen kar ground ma enter hva or Virat kholi ko mila ja kar sari dunya nay dkaha
386  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 25, 2023, 05:07:22 AM
Pakistan Telecom Trends October Shifts PTA Reports


السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Pakistan ke telecom sector ma PTA ki monitoring ke mutabiq, teledensity, NGMS penetration aur 3G/4G users mein September ke mukabley October mein thora sa kami nazar aayi. Jabke cellular subscribers overall thori izafi hui kuch khas companies ne apne 3G aur 4G users mein tabdeeliyan dekhi. Jazz ne 3G users mein taqseem dekha jabke Zong aur Ufone ne dono mein tabdeeliyan dekhi. Telenor ne dono user types mein kami dekhi, jisse telecom sector mein thori si tabdeeliyan aayi.
https://www.phoneworld.com.pk/an-overview-of-cellular-internet-penetration-in-pakistan-oct-23/
387  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 25, 2023, 03:28:29 AM
RABTA Pakistan Railways Revolutionary Travel App
Yeh toh ache baat haa Chalo kahi to development ho rahe haa Paksitan Mai warna ta barbadi NY koi shoaba Nahi choota, aur barbadi koi aur Nahi yeh corrupt politicians, bureaucrat etc haa Jo demak Ki tarah Har idary ko andhar Sy khookla kar rahy haa, yeh cheezy inko bohout pahly Karna chahiya taa q ky woh zamana Gaya ky ticket kynliya ganto line mai Kara Hona hoga, Chalo ab bhi Sahi dair ayai drust ayai. Hum aksr Duniya Sy kuch qadan peechy Chalty haa so unky haa 10yr pahly aye haamry liya ab so iss Mai shock hony Ki zaroorat Nahi q ky yeh koi new baat thoore ha Grin
Hehe Sae kah rahy humry Pakistan ma technology tab atti han jab dunya osy chor kar agy nhar ja chukai hota ha ya to hall ha humera dunya chand par punch chuki dunya jia huemea hunesiya mulak bi chnad par apnay qadma jama chuka ha or ab jaa kar ham nay online Railways ticket ko app luch ki ha wasy bra faoso ki bat ha let see dakhaty kia ksty agy bi corrupt hukmrion ko apni jayeb bhar sy fhurset ni or ya mulak ka dewali kar ka chor gya or oper sy rahi qasar armay nat sisyat ma tang urda kar posri kar di han.
388  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 25, 2023, 03:01:06 AM
Aj Karachi ka mosam both acha or khush gwar hai. Aj karachi mai 24 degree temperature hai jo ke both acha temperature karachi ke lyaz se. Karachi mai zada thand ni par thi, Karachi sardiyoin mai bhi garmi hoti hai phr iss dafa Karachi mai mosam bara khush gwar.

Karachi ke log iss weather ko both enjoy kr rahe. Or sirf Karachi mai hi ni Lahore ka mosam bhi both acha aur mazedar hai, Lahore mai karachi se bhi zada thand hai, abhi iss Lahore ai 22 degree temperature hai jub k Karachi 24 degree. Pakistan ke or bhi mojoda sheroh ka mosam both acha hai
Karchi ma shyed is dafa sardion ay jaye jasy mousam hva ajj or kal raat ka bra acha alag rhaha ha wsy to normal zadya trag girmion hoti ha lakin ya dakh kar khushsi hvau kafi kh miusam 24 degrre sy bi kam hu rhaha han baqi Lahore ir Faisalabad ma to har dafa he Sardiaon zadya hoti ha lakin karchai khass tor par sumandar ka pass ha is lay full sardi ma temperance noraml he rahta ha lakin mojy laag rha us dafa shyed karchi ma bi kuch temperature chnage hu ga or karachi wlaybor ma kaafi zadya ya mousam enjoy kro ga
389  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 24, 2023, 01:18:04 PM
RABTA Pakistan Railways Revolutionary Travel App
Assalam o alikum Pakistan Railways ne RABTA ko mutarif karaya hai jo train safar ko aasan banane ke liye behtareen application hai jis mein sair o safar ki planning aur management ko asaan banaya gaya hai. Ye naye tajarbaat wali app musafiron ko teen ahem train routes se jor kar ticket booking ke ilawa hotel booking, taxi arrangements aur meal orders jaise mazeed services bhi faraham karti hai. RABTA safar ke tajurba ko buland karna chahta hai, musafiron ke liye aik jagah ka hal faraham kar ke mulk bhar mein train safar mein aram aur efraat ki ehmiyat ko buland karti hai.

Link
390  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 24, 2023, 07:36:09 AM
FREE Blockchain Developers Course fo Everyone

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Jasy kh many last post ma blockchain ka course share kro ga free ma sb join kar skatay han. BlockChain developers Pakistan or apny bhter rojghar kam skaty han ya couse YouTube par muft mein available hai jo Blockchain ki marifat aur iske karobari aur masharti fawaid ko shamil hai.  Blockchain ke mukhtalif honnor, history aur Blockchain ke maen Advantages par mushtamil hai. Is ke saath hi ye course diff content jaise ke mulki supply chain, diamonds supply chain, Walmart produce supply chain aur Blockchain, AI aur data sciences ke case studies ke baray mein maloomat faraham karta hai. Is course ke zariye aap Blockchain ki technical information aur iske karobari asraat ko samajh sakte hain.

Blockchain Course YouTube Link
391  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 24, 2023, 05:47:42 AM
Earning Opportunities through Blockchain in Pakistan

Assalam o alikum bhaio,
WA Allaikum Assalam, boss keep continuing bohout acha work kar rahy ho aur daikho apko uska Poora reward bhi mil raha haa bs iss consistency ky sath Jari rakho, Baki rahi baat blockchain developers Ki toh woh toh bilkul soony ky bawo bikh rahy haa rare Jo haa aur salary toh itne aala ky 22 grade government officers bhi 5 Mila ly tab bhi iske salary zyada Hoge. Aur mazy Ki baat yeh ky apko direct USA Mai job mil skate haa toh aur Kya chahiya bs yahi toh bandy ka SAPNA hota ha😜😎
Hehe Sir ya sba shafqat han ap kay jo appreciate kiya panay dil khush hu gay Shukria shukria sae kha rhahay han blockchain developers ki sallary to government officer ya apny Prime Minister say bi zadya han lakin ya skill seekhna inta easly bi nahe ha boht mahnet talab kam ha din raat ik kar ka ya agar koi skill seekah lay to wary niray hu jaye ga Usa kia kasi bi country ma early job mil skati hai inshallah next post ma share kro ga blockchain developers ap kasy ghr beth kar online bi seekha ksat han
392  Bitcoin / Bitcoin Discussion / Bitcoin Holders Hesitant to Sell Despite Price Surge on: November 24, 2023, 04:02:18 AM
I think The amount of unused Bitcoin which is now at its highest ever at 70%, shows that people who own it don't want to sell, even when the price goes up. This Bitcoin hasn't been used for over a year. Since Bitcoin reached its highest value in 2021, people who plan to keep it for a long time have shown they really believe in it, despite problems in the market and with the economy.
Bitcoin Percent of supply Last active 1+ years ago



Also the amounts of unused Bitcoin for two, three and five years have also reached their highest levels ever showing that these investors are staying strong. Even though Bitcoin's price went up a lot this year to $37,000, the owners don't want to sell it soon. Reflexivity Research thinks selling Bitcoin right away is not likely, even though it's worth more now. But when Bitcoin becomes available in new investment ways like ETFs and futures things might change and the situation might be different
Source
393  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 24, 2023, 02:57:34 AM
السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Pakistan ne BRICS group mein shamil honay ke liye 2024 mein official application di hai, jaise ke Ambassador Muhammad Khalid Jamali ne Russia ko bataya hai.
Wa alaikum asalam, wesy yeh hai to badhy tajub ki baat ky Pakistan dedolarization my hisa ly rha hai, America ky khilaf ja rha hai, shaed ab to BRICS gya ya fr slang language my kahain to Pakisstan agr BRICS my ja rha hai to BRICS kidr jai gi haha. Khair fun aside yeh to bs kisi kism ka public stunt hai,

as pta to hm sb ko hai ky BRICS means dedolarization jo ky US dollar sy seedha muqabla hai or jo possible nhi tmam countries ky liya.

Lekin phr bi achi try ki hai Pakistan ny
Hehehe agr Pakistan BRICS ma ja rah to BIRCS kidr jaye gay waqaia sochy ki baat han mojy bi asa he lagrm rahy han kh shyed ya public stunt kiukh Pakistan bhoul kar bi America ka khailf ni jaye gaya lakin kasi bi country mo apnay mafadat phly apny zhen ma krny cahey inti bi ghulami ni krni chaye or dollar sy jab boari country muqabal kar rahu ha to Pakistan ko bi is block ma lazman hissa lena chayee han lkain dkahta han is application  ka response kia atta han
394  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 23, 2023, 03:30:10 PM
Pakistan Bid BRICS Membership Pursuit for 2024
السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Pakistan ne BRICS group mein shamil honay ke liye 2024 mein official application di hai, jaise ke Ambassador Muhammad Khalid Jamali ne Russia ko bataya hai. Member countries se support talab karte hue Pakistan Russia ki presidency ke doran is tanzeem ka ahem hissa bane ki koshish kar raha hai. Russian Deputy Foreign Minister ne 2024 ke Kazan summit se pehle partner-state candidates ki finalization ki tarekhain zikar ki BRICS ke connections ko Latin America mein bhi barhana hoga. South Africa ke summit mein hui invitations mein Saudi Arabia, Egypt, UAE, Argentina, Iran aur Ethiopia shaamil thay, jo is talluqat ka izhaar karte hain ke yeh taawun kisi bhi mumalik ke liye khuli hai.

link
395  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 23, 2023, 08:25:57 AM
Earning Opportunities through Blockchain in Pakistan

Assalam o alikum bhaio, Pakistan mein blockchain ki taraf rujhan munfarid or earning ka huwaly sy kafi moku paish karta hai kich details ma article read kar ka likhi umeed han sb ko achi lagy ge

Blockchain Developers:
Blockchain developers ki pakistan ma bht kami han lakin PIAIC jaisay tarbiati programs traind professional ki talaash mein madadgar hotay hain. Developers ki kami badi maqsadat aur munafa bakhsh jobs mein tabdeel hoti han.

Data Analysts:
Blockchain ki transparency ke saath he market ke trends ka tajziya ahmiyat afzai karta ha. Data ki nigraani aur market ke tabdeeliyon ko samajhna munafa bakhsh insights de sakta hai.

Blockchain Ki Taleem:
Trained professionals ko taleem dena bhi aik aham mauqa hn jis ki buland darkhwast ki wajah se hukoomat ya alag alag programs ke zariye mumkin hai, jo ke beshumar faiday pesh kar saktay hain kr Pakistan ma earning opportunity ka aziafa hy skat han or is link say ap mazeed mulamoot lay sakty ha
https://www.phoneworld.com.pk/opportunities-blockchain-provides-in-pakistan/
396  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 22, 2023, 05:42:02 PM
Quality Over Price Navigating Purchases in a Digital Market


link

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
log aksar mukhtalif social media platforms par cheezon ki qeematain muqabla kartay hain, sasti cheezein talash kartay hain lekin qeemat par kumari ki taraf rujoo karte hain. Sellers customer satisfaction ki taraf rujoo karte hain, samaan ko mehnga na karkay munasib qeematon par bechte hain. Lekin masla woh waqt paida hota hai jab cheezon ki achaar daamadari nazar andaz ki jaati hai! kyunkeh sasti cheezein aksar achi quality nahi hoti.

 Sellers ko achi quality ki farahmi pe tawajjuh deni chahiye takay ethically business ka chalan chaltay rahe. Kabhi kabhi customers sasti cheezon ko mehngi qeemat par khareed kar, samajhte hain keh unho ne seller ko bewakoof banaya ha lekin asal mein woh khud ko nuksaan pohanchatay hain. Hamesha bharosay ke sellers se cheezein khareden, qeemat ke baray mein quality ki maloomat hasil kare jisse aapka khareeda hua samaan aapke liye faydeman ho.
397  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 21, 2023, 08:02:03 PM
WhatsApp Beta Introduces AI Chatbot Feature for Authentic Information
السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
WhatsApp jo ke Meta ki malikana company ha ne apni Android beta version mein AI chatbot ka aghaz kia hai. Pehle hi Meta ne bataya tha ke WhatsApp mein AI chatbot ko shaamil karne ka irada hai jiska maqsad users ko mukhtalif topics par durust maloomat faraham karna hai. Yeh naya feature beta users ko AI chatbot se baat karne ke liye ek shortcut deta ha jese ke Chat gpt jisse ke asaan tareeqay se durust maloomat hasil ki ja sakti ha

link
398  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 21, 2023, 08:32:42 AM
YouTube Introduces New Rules for AI Content Disclosure

Well apki post ache haa but ap kuch cheezo ka dihaan Nahi rakh rahy haa, especially apki images over size haa , aur doosre Mai pahly bhi kafi time logo ko smaja Chuka hu ky jab bhi Kisi ky post ko quote Karo toh agr jawab Kisi specific point Ko daina haa toh USS point ko quote Karky reply do na ky poory post ko quote Karky just ik line ka Jawab do soore yeh ky jab bhi ksii ky post ko quote Karo toh agr uss Mai images ho toh image ko skip kardo matlab ky link hatwa do aur agr zaroori haa dikhana toh phir uski size ko km kardy, so apni iss wali aur neechy wali post Mai yeh cheezy correct Karly.
Abhi iss post ky image ky size ko istarah adjust kary Mai Jo code dy raha hu isko apny post ky image link Sy exchange Karwa dy aur neechy Jo post Kiya USS Sy images link hatwa dy
Code:
[img width=420 height=450]https://i.ibb.co/GTdxJCY/FB-IMG-1700370148754.jpg[/img]
Shukria brother guide krny ka lay ma is image ko small karny ka mojy idea ni tha lakin ya code ko ab ma follow karo ga width=420 or height according to select kar skaty ha is say kia faida hu gya han kh image ab achi lagti han or dosra quote ki bat khai apny kh full message ko quote krny ki bijay choty message ko cut karny ka reply dy skaty han or image ko skib kr diya karo ga
399  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 21, 2023, 05:22:06 AM
Sam Altman Joins Microsoft to Lead AI Research Team

Assalam o alikum, Sam Altman jo ke pehle OpenAI ke CEO thay ab Microsoft mein ek naye AI research team ko lead karenge Greg Brockman ke sath jo ke AI research mein aham qadam hai. Altman ke OpenAI se taza rukhsat hone ke bawajad Microsoft unki partnership par pur bharosa rakhta hai. OpenAI, temporary hukoomat ma ne Mira Murati ko temporary CEO banaya hai jab ke Emmett Shear company ko lead karenge. Microsoft ka jari rehna innovation ke liye sath hi Altman aur Brockman ke mil jane se AI research aur technology collaboration mein aik ahem tabdeeli ki nishaandahi karta hai.


link
400  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: November 20, 2023, 06:28:55 AM
               
             


Asalamualikum mere bhaio sub kese ho kal ka match to sub ne deka hoga wesy match bhut zabardast hoa ta india ne pore tournament may ek match be nahi hara 1 match just hara wo be aisa match hara ky wo jo sary win kiya wo ek match be kam nahi aya wesy mouqbala bhut hi zabardast aya Australia ky start hone may 3 wicket gir gaye ty agar travis Head aur Marnus Labuschagne aram aram se ya partnership na karte to shyed ye match india win kar jata Virat Kohli bechara bhut khafa khafa lag raha hai wo kehte hai ky jo acha khelte hai wahi fatah karte hai beher hal ye match ka qanoon hai ek jeet jata hai aur dosra win karta hai ye match Australia ky naseeb may ta so wo win kar gaye. Travis Head bhut acha khela well played and conguralation Australia Team.
Australia deserve kart tha final jasy wo khalay ha maza aya gya dakh or India ki haar dakh maza aya kiu kh India ne hamare mulk ka mazaq udaya, agar bhi yeh sirf aik khail tha magar un logon ne khail ko bhi jang ka darja diya.
India ne media par musalsal hamare players ka morale down rakha aur hamare mulk par musalsal yeh log hasta rahe. India ne hamare pakistani fans ko match dekhne ki ijazat tak nahi di. Jab bi Pakistan dosri teams ke khilaf haar gaye to un ke official logon ne camera ke samne nach pesh karke ICC ke asoolon ki khilaf warzi ki. Oru Aaj indian players ke utre hue chehre dekh kar sukoon sa munsar hua jasy to tasa
Pages: « 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 [20] 21 22 »
Powered by MySQL Powered by PHP Powered by SMF 1.1.19 | SMF © 2006-2009, Simple Machines Valid XHTML 1.0! Valid CSS!