Yar koye XRP ka bara m btao keya is ko buy krna thk rha ga is time.Is waqat 1 XRP = $0.204505 ka.Keya Futuer hai XRP ka or keya Pakistan m kEse bank ka shat xrp buy or sell kar skty hai
XRP Acha Coin Hai Isa $0.18 Price Par Buy Krna Ka acha moka hai.Future Acha Hai is Coin Ka.Han Laken Pakistan M Ap Is Ko Kese Be Bank sa Buy ya Sell Nahe Kar Skta aP KeW kA Pakistan M Crypto Ban Hai.
XRP aik stable coin ha par is ilawa or buhat se coins ha jinhe ha jin se ap acha earn kr sakte ho. par us ke malomat hone zarori ha.. agar new ha to XRP se start kre umeed ha sab acha he ho ga.