Bitcoin Forum
May 07, 2024, 11:21:53 AM *
News: Latest Bitcoin Core release: 27.0 [Torrent]
 
  Home Help Search Login Register More  
  Show Posts
Pages: [1] 2 3 4 5 »
1  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: May 06, 2023, 06:05:18 PM
Challenges of Business and Economy in Pakistan
Agar aap Pakistan mein karobar ko barhta dekhna chahte hain toh do ghar do dukano ke ilawa bhari tax lagana chahiye lekin Land Cruiser. Karobari aadmi kabhi itni badi raqam kabhi ek gaadi par nahi lagata, woh woh 50 lakh ki gaadi le ga aur baqi sara paisa phir kisi kaam mein laga de ga. Sirf Lahore mein survey karwa ke dekhein har badi gaadi ke peeche real estate ya siyasatdan nazar aye ga.

5 saal pehle plot lia tha ek crore ka, aaj 5 crore ka ho gaya aur yeh ek bohat badi wajah thi log industry se peeche hat kar real estate mein paisa laga rahe hain. Agar aaj se das saal pehle 100 million thi, aaj 1000 honi chahiye thi lekin yahan jo thi woh band ho gayi. Jo chal rahi hain woh band hone ke paas hain, aapki production band ho chuki hai na ab tax aye ga na revenue generate ho raha hai. Truck aur train industry jo kabhi peak thi band ho chuki hain.
Ab ho kya raha hai? Ab jis bande ke paas 20-30 acre zameen hai wo industry ke chakkar mein nahi parta. Wo sochta hai yahan roz government tabdeel hoti hain, har government ki apni policy hoti hai aur wo apne investors ko hi raazi khush karte hain. Dusra, jaise hi thora bohat profit hota hai, 5 adaray peeche aa jatay hain. Un ke afsaron ko maal pani dena parta hai, afsaron ki chaplusi karni parti hai, dafaa karo.

Chup kar ke wo 30 acre ki planting karta hai, pata chalta hai 6 arab ki zameen ban gayi hai. Society banata hai, bechta hai aur jab itne paisay aa jatay hain to Pakistani system hi aap ke haath mein aa jata hai. Phir wo aaram se family Canada Australia shift karta hai aur baqi zindagi Pakistan ko sirf khabron aur TV par dekhta hai.

Kabhi kabhi un ki biwiyaan saal mein ek adha martaba Pakistan chakkar lagati hain, properties ke saalana kiraya jat wasool karti hain. Thora bohat apne ghareeb rishtay daaroon par lagati hain, apne saal bhar ke Pakistani kapray banati hain aur ye jaa... wo jaa.
Ye hai Pakistani maeshat ki androoni kahani.
2  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: May 03, 2023, 11:30:36 AM
Some interesting facts Herat angayz Maloomat of India (bharat) Everyone should know it
1. Duniya ke ziyada tar ghareeb log india mein paye jate hain.
2. Duniya ke ziyada tar un educated india mein paye jate hain.
3. Duniya ke ziyada tar bayrozgar log india mein paye jate hain.
4. Kam az kam 200 million log Bharat mein choohon ka istemal karte hain.
6. Bharat ke 70% abadi ko bunyadi safai se mutasir honay ka moqa nahin milta.
7. India hi dunya ki aisi watan hai jahan gaon ke bahar billboard har ek gaon mein yeh elan karta hai ke us gaon ke har shakhs bikau hai.
8. India mein ghurbat ki wajah se khudkushi ki sab se ziyada tadad hai.
9. Bharat ke pas kharji qarz ki raqam $500 billion se ziyada hai.
10. India ke pas $377 billion kharji mubadalat reserve hain jo ke us ke apne nahin hain, balkay bankon se 8% ke munafa ke sath qarz liya gaya hai. India ke 29 rajyo mein se 22 azadi ki darkhwast karte hain. Kam az kam 100 private fauj rebellion ki sada par hain. Bharat ke alag alag rajyo mein, Pakistani insan ko marana aam baat hai. Duniya ke sab se bade insani ijtima Kumbh Mela ke doran har 12 saal baad india mein hota hai. India ik Atomi power country han
3  Economy / Speculation / Re: Wall Observer BTC/USD - Bitcoin price movement tracking & discussion on: May 03, 2023, 07:10:16 AM
Perfect! Lol

4  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: May 03, 2023, 04:22:07 AM
Hukamot pdm ne 2022 April mein sambhali ,das arab dollar Pakistan ke haath mein thay, jatay jatay selected hukoomat imf se muahiday toar chuki thi, jis ki wajah se maali bohraan sir par latak raha tha, June 2022 se June 23 tak 24 arab dollar ki adayigyan / warz laazmi karni theen warna bank corrupt matlab Pakistan ne dewalia hojana tha, pdm ne siyasi hungamon dewalia pan ki ladkhadte talwar ke saaye mein apni siyasat ko dao par laga kar hukoomat snhbali , maali saal 2023 ko poora honay mein abhi taqreeban 2 mah baqi hain, 11 arab dollar cash qarz adaigi hochuki, 6 arab dollar Qarz ree schedule hue, 3 arab dollar mzid ree schedule par baat chal rahi hai, aur March tak 19 arab dollar tijarti khasaray mein bachat ki hai, baqi teen arab dollar qarz ka bhi bandobast hojaye ga is par kaam ho raha hai.

Pdm k bad Sb sy main issue ya han Yuganda ki fauj ko aap koi bhi naam de sakte hain siwaye fauj ke. Yeh duniya mein sab se zyada property ka business karte hain aur iss waqt darjano chhoti badi societies baik waqt chala rahe hain, iss liye aap unhein property dealer keh sakte hain. Yeh duniya mein iss waqt sab se zyada army public school, army nursery aur army children school ke naam se seenkron school chala rahe hain, iss liye aap unhein business main keh sakte hain. Yeh iss waqt darjano chhote bade army hospitals chala rahe hain, iss liye aap unhein munjhe hue ameer investor keh sakte hain.
Yuganda ki fauj ka record hai keh yeh kabhi koi jung nahin jeet sake siwaye un jungon ke jo unhon ne apni awaam ke khilaf lari hain. Aap yeh samjhein keh Yuganda mein koi idara ya koi munafa bakhsh karobar iss waqt tak nahin chal sakta jab tak wahan ki fauj iss mein shamil na ho, yeh biscuit banane se lekar fawji cement tak aur phir khelon ka samaan banane se lekar fawji jahazon tak, sab kuch khud banate aur chalate hain. Dilchasp baat yeh hai keh Yuganda ka koi bhi general ya army chief retired hone ke baad apne mulk mein kabhi nahin rehta, woh issi waqt hamesha ke liye bahar mulk chala jata hai. Suna hai ab Yuganda ki awam ne unhein sabak sikhane ka irada kar liya hai, wahan ki awam ka kehna hai keh jab kabhi kisi dushman mulk se jung hui to hum neutral rahenge kyun ke hamare naseeb mein to ghulami hi likhi hui hai phir woh dushman mulk ki ho ya dost mulk ki.umeed han Ap smaj gye hu gy.
5  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: May 01, 2023, 03:01:09 PM
Happy Labour Day to DIGITAL MAZDOORON
Assalamalikum Aap sab DIGITAL MAZDOORON ko Labour Day ki mubarakbad! Aaj ke din, hum sab un sabhi ko yaad karte hain aur qadar karte hain, jo hamari zindagi ko asaan banane ke liye digital duniya mein mehnat karte hain. Modern maeeshat digital mazdooron par tika hua hai jo daily ke zindagi mein istemaal ki jane wali infrastructure aur technology ko chalate hain. In mahir e khaas jin mein social media managers se lekar digital marketers aur data analysts shaamil hain, hamari digital duniya ko bina rukawat chalane mein bahut ahem hain.
Is Mazdoor Day par, chalo ham kuch waqt nikalein aur apne dil ki gehraiyon se shukriya ada karein sabhi digital mazdooron ke liye, jo hamare online jeevan ko behtar banate hain. Hum aapke saare kaam ko qadar karte hain aur aapki lagan aur mehnat ka aitbaar karte hain. Apni achhi kaam shuruat jari rakhein! But we digital workers were still working today 😊


Image Source: Facebook
6  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: April 29, 2023, 04:08:02 PM
Anmol Tajaweez
kisi dost ko karzzzz dainay se pehlay yeh soch len ke aap dono ko kho satke hain .apni yad dasht par bharosa nah karen, tamam mamlaat kaghaz par tehreer kar liya karen.jab aap ghar khareedna ya taamer karna chahtay hain to 3 ahem cheeze yaad rakhen؛ location, location, location. kisi ko is ki mazdoori is ka kaam khatam honay se pehlay nah do .
apne jevan saathi ka intikhab ahthyat se karen kyunkay woh aap ki 90 feesad khushi ya na khushi ka zimma daar hai .
agar aap chahtay hain ke aap ka din acha guzray to der se nah soyen .
 jab aap ki walida kehti hain ke aap ko aisa karne par pachtaawa ho ga, to aap aksar pachtae ge .
bahadur bano, aur agar tum bahadur nahi ho to bahadur ban'nay ka dikhawa karo, koi bhi farq mehsoos nahi kere ga .
Haqeeqat han Pakistan mein qarzz dar ap par do dafa ehsan karta aur jataata hai.Pehli dafa ehsan qarzah maangte hue jataata hai, yeh keh kar keh Waise to mujhe qarz dene wale bohat sare log hain magar banda banday ko dekh kar hi qarz maangta hai. Ab har airey ghairay se to banda yeh baatein nahi kar sakta.
Yeh baat keh kar woh aapke ander yaktai ka ehsas aur achai ka aisa jazba bhar deta hai ke dil karta hai ke isko qarzah nahi balkay yeh paise sadqahatayn diye jayen.
Dusri dafa ehsan woh aapke bar bar qarzah wapas maangne par muqarrar tareekh ke ek do saal baad qarzah wapas dete hue jataata hai, yeh keh kar keh, Qasam se ghar mein bimar bhi thay. Ghee rashan ki tangi bhi thi aur teen char aur log bhi thay jinke qarzay wapas karne thay lekin mein ne kaha ke nahi sab se pehle apka qarz chukana zaroori hai kyunke woh bohat achay insan hone ke sath sath bimar bhi hain. Aur aap ehsanmandi aur darr ki mili juli khafeet mein paise jeb mein daalte hue kehte ho ke, Agar zarurat hai to wapas rakh lejiye
7  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: April 28, 2023, 09:54:36 AM
Teaching License in Europe
Europe ke aksar countries mein pistol ka license lena aasan hai lekin teaching ka license lena intehai mushkil kaam hai. Unka kehna hai ke is silah se koi aadmi sirf utne log maar sakta hai jitni goliyan uski pistol mein hain lekin ek na-ahil teacher utne log maar sakta hai jinki ginti karna bhi mumkin nahin. Hamare haan jis ko kehne job nahin milti woh teacher ban jata hai. Yaad rakhein ek na-ahil teacher bandook se zyada khatarnak hota ha
8  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: April 26, 2023, 01:19:23 PM
The Neom kya hai?
Mohammed bin Salman saudi prince ka yeh project jo Neom bhi kehlaya jata hai, dekha hai to insan ki aqal hairan ho jati hai. Yeh woh project hai jis par gore Dubai ko keh rahe hain Saudi Arabia tum logon ki tourism industry ko zinda nigalne ja raha hai. Iska total area 26,500 Km hai aur yeh 170km ek seedhi line mein ek shehr se doosre shehr ke darmiyan ek seedhi line mein banaya jana wala ek pura shehr hoga jo Arab ke sahraon se guzre ga. Is shehr mein koi road koi gaadi nahi hogi, uske andar jadeed tareen train chalayi jayegi jo ek kone se doosre kone tak kuch minute mein pohnchegi. Yeh shehr apni bijli khud paida kare ga aur is shehr mein 9 million logon ko abad kya jayega aur abadi ki barhti hui surat-e-haal mein ek line mein 170 km par ek pura androon shehr abad karna technology ki duniya mein wasail ke behtareen istemaal ka ek kamal shahkar hoga
9  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: April 26, 2023, 07:22:58 AM
Herose hamesha Ali Baloch
Ali Baloch jaisa nishana baaz na pehle koi paida hua na koi aayinda paida ho ga. Faqeer Kala Khan meri Baloch Sufi thay. Angrezon ne 1870 mein jab Balochistan par hamla kya to Faqeer Kala Khan ne tasbeeh chhod kar bandook uthai. Phir muzahimat ki tareekh raqm kar daali. Mojudah Balochistan ke zila Kohlu ki tehsil Kahand ki ek pahadi par Angrez army ko chaar saal rokay rakhha, British army topoon bandookon se musallah ghera tang karti rahi mahinon ke muhasire aur sinchoron foujon ki halakat ke baad jab pahadi par qabza kya gaya to bhook se nadhal Kala Khan meri Baloch apne do saathiyan Jalami Baloch aur Raheem Ali Baloch samait pakra gaya. Muqadma chala phansi ki saza di gayi. Yeh tasveer 1891 mein phansi se pehle li gayi jis mein Kala Khan meri Baloch apne saathiyan samait pakra gaya tha.
Sawal yeh hai, hum apne heroes se la ilm kyun hain, jaan boojh kar unki tareekh qoum se kyun chhupayi gayi? (Shayad Aqa Angrez ko khush karne ke liye!) In par filmain, dramas kyun nahi bane?
Kala Khan Baloch ko phansi ke baad Kolkata jo taar bheja gaya us mein likha tha "Is jaisa nishana baaz na pehle koi paida hua na koi aayinda paida ho ga
10  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: April 22, 2023, 06:17:24 PM
Eid Mubarak to All My Pakistani Community

Tamam meray piyare bhaio or apki Family Members ko Eid Mubarak! Umeed h ky is Eid KY moqay par apki Life my Allah Pak khushi, sukoon, taraqi, apni rehmat or apni barkat sy nawazy. Is khushgawar mauqay ko hum bhai chary or dosti ky rishtay ko mazboot karny ky leye istemal Karen gay or jaha bi jay khushia or meharbania philay gay Allah hamary duaon or naik amaal ko qabool karen or is Khushi ky din par hamay maafi aur hidayat ataa karen. Phir sy Eid Mubarak! Allah apko or apky pyaaron ko syhat, khushi aur kaamyabi sy nawazy Ameen 🤲
Meri taraf se aap sab ko Eid Mubarak! Umeed hai ke yeh Eid aapke liye khaas hogi, aur aapko khushiyan aur pyar se bhar degi. Dil se dua hai ke aapki zindagi mein hamesha khushiyon ki chamak rahe, aur aapke chehre par muskurahat hamesha bani rahe. Eid ka yeh pyara tyohar aapke dil ko behlaye, aur aapko taqat aur umeed de, taa ke aap har mushkil se samna kar sakein. Khush raho, hamesha haste raho, aur apne aas paas ke logon se pyar karte raho. Chand raat ki khushbu aur chaand ke noor se roshan ho aapki Eid. Eid Mubarak
11  Alternate cryptocurrencies / Bounties (Altcoins) / Re: [Bounty] COMBO Network ex COCOS-BCX | 🚀 100k USD Worth of Tokens 🚀 LISTED on: April 22, 2023, 06:07:02 PM
#PROOF OF REGISTRATION
Forum Username: jenny56
Forum Profile Link: https://bitcointalk.org/index.php?action=profile;u=3418512
Telegram Username: @Jhon560
Participated Campaigns: Youtube video and Signature
BSC Wallet Address: 0xe2Ea4ACE3f0Bab3c597dCe9AbfAFa87F630e745b
12  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: April 21, 2023, 06:01:45 PM
Lailutul Jaiza ( inaam wali raat )
 Aaj wali raat jisay hum chaand raat kehte hain ki ahadees mubarikah mein bohat barri fazeelat warid hui .
jin ke ro se is raat ki jani wali duayen radd nahi hoten .
jo is raat mein ibadat kere ga uskay liye jannat wajib hojati hai .
jabkay aik hadees farmaya ke jis ne is raat ko zindah kya is tarah k is mein ibadat ki uska dil nahi murda nahi hoga is din jis din saaray dil murda hunge .
lehaza guzarish hik_h is raat ko baazaaron hujron ya doston ki mehafilon mein guzaarne ke bajaye rab ke huzoor srbsjod hokar guzaraian. aur mtzkrh baala fazail ke haqdaar banin .
Note! is raat koi khaas ibadat Shariat mein tay nahi. lehaza tilawat, dua, zikar o azkar ya fair Nafil namaz sab kiye jasaktay hain .
mumkin ho to apne bhai ko apni maqbool duaon mein zaroor yaad karen .
Shab-e-Jazah, yaani Fawaid Ata Karne Ki Raat, jo ke Eid ke do raaton mein hoti hai, usse Chand Raat kehte hain.
Pyare Nabi (S.A.W.W) ne irshaad farmaya: Jo shakhs dono Eidon ke pehle raaton mein ibadat mein khara ho kar apne Rab se umeedwar ho, uske dil ki maut hojayegi jab dusre dilon ki maut hojayegi. (Ibn Majah)
Allah humare ibadat, duaon ko qubool kare aur hum sabko apni hifazat aur hidayat se nawaze hamesha. Chand Raat Mubarak ho
13  Local / Other languages/locations / Re: Pakistan on: April 17, 2023, 10:19:54 AM
Kamiyab hua wo shakhs jo urooj mein takabbur aur zawaal mein nashukri se mehfooz raha.
Is ka matlab hai ke kamyaabi wo shakhs haasil karta hai jo apni taraqqi ki bulandi pe khud ko hargiz numayan nahi samajhta aur dusron ke saath madad aur coperation ka ehsaas jari rakhta hai. Jab woh apne maqam ya muqaam mein pahunchta hai, to woh kabhi takabbur nahin karta, balkay apni khudrati ahmiyat aur allah ki naimaton ka shukr ada karta hai. Aur jab koi ghareeb, fakir ya musibat mein mubtala shakhs uski madad ya sahara talash karta hai, to woh uski madad ke liye hazir ho jata hai. Isi tarah, jab koi kamyaabi se door ho jata hai, to uski nashukri nahin karta, balkay apni ghalatiyon se seekhta hai aur agle maqam ki talaash mein naye josh ke saath agey barhta hai.
Isliye, kamyaab hona sirf khud ko hi nahin balkay dusron ki khushi aur madad ke liye bhi zimmedar hona hota hai
14  Economy / Games and rounds / Re: [RAFFLE] Utopia - P2P Ecosystem | Free Bitcoin Raffle Weekly 💎 Round 6 on: April 06, 2023, 05:32:55 PM
Bitcointalk Username: jenny56
Utopia Public Key: 263F0AB153FDFC78819F3C0451F0300F9AD4156DD832A66B52D5B25BF144C63D
BTC Address: bc1qjksglf95sunr2m2rtccj6pyqhkfxewaj7x7wkv
Message Deep Link (Chat link): https://utopia.im/d53b4431fd604e2f0261792444797aa4?tid=1643579058704354466
Slot No: 39
15  Economy / Services / Re: 🍀🍀 whirlwind.money | Review Campaign | Write a review & earn up to $100! 🍀🍀 on: April 06, 2023, 07:38:20 AM
My Review whirlwind.money
When I am using this on andriod with Clearnet link on the Opera browser with VPN, I noticed that after off the VPN, the browser appeared blank and unresponsive "Backend offline" issue Please try again later but I reloaded the page I was pleased to see that this issue resolved itself after restarting the browser.


Fast and Note on Whirlwind
 The Curiosity led me to explore the two methods available on the website - Fast and Note. Upon testing both methods, I discovered that the only difference between them lies in the first step. In the Note method, we do not need to provide a BTC address, but it is crucial to keep and write down the Private Note as it functions similarly to a private key. Losing or damaging the Private Note would result in the loss of deposited funds, hence the need to handle it with care.





In the second step, there is no difference between the Fast and Note methods. The critical divergence lies in the final step, where the Fast method allows users to wait for their mixed BTC to arrive in their wallet without having to revisit the website. On the other hand, the Note method requires users to withdraw their mixed BTC.



Fast Method
While using the Fast method, I encountered a minor issue with the address box being too small to view in its entirety. I suggest that the developers extend the size of the box to facilitate double-checking and ensure that the mixed address is accurate.



Some suggestions
:
Use a "Refreshing, please wait" message instead of a screen refresh.
Allow users to enter exact amounts for multiple addresses instead of using percentage sliders.
Provide the option to split notes as well as combine them.
Determine if two confirmations are necessary for small deposits.
Increase the size of the address field on the withdrawal page for easier verification.
Consider lowering the minimum deposit to allow for consolidation of multiple small deposits.



Conclusion
I found the Whirlwind Money and its mixing methods to be easy to use and effective in maintaining my privacy when conducting transactions. However, I urge other users to exercise caution when handling the Private Note and double-checking the mixed address to prevent any potential loss of funds.


Btc address: bc1qjksglf95sunr2m2rtccj6pyqhkfxewaj7x7wkv
16  Alternate cryptocurrencies / Bounties (Altcoins) / Re: [BOUNTY] GOLD Stablecoin – $200,000 - payouts in BTC, ETH, GOLD on: April 01, 2023, 06:45:10 PM
#PROOF OF REGISTRATION
Forum Username: jenny56
Forum Profile Link: https://bitcointalk.org/index.php?action=profile;u=3418512
Telegram Username: @Jhon560
Participated Campaigns: Content Creation
ERC-20 Wallet Address: 0xe2Ea4ACE3f0Bab3c597dCe9AbfAFa87F630e745b
 
Article 1. https://link.medium.com/ub1fgXlmEyb
Articel 2. https://link.medium.com/4vpM6WrmEyb
Article 3. https://link.medium.com/1P48GytmEyb
17  Economy / Gambling discussion / Re: ODI cricket and general cricketing discussion [self - mod] on: March 31, 2023, 04:08:06 PM

South Africa's chances of winning were high in this match. The Netherlands was not a strong opponent. But the way the Netherlands started the innings, I thought they would collect more than 250 today. In the first 10 overs, they collected 54 runs losing only one wicket. But apart from Vikramajit and Nidamanuru, none of the batsmen were able to stay at the crease for long. As a result, the innings of the Netherlands stopped at only 189 runs. And a win against South Africa is not possible given such a low score target. South Africa will win this match easily.
The Netherlands did not put up a strong total on the board, and it will be a challenging task for them to defend their score against the formidable South African team.but cricket is a game of uncertainties, and anything can happen on the day of the match. The Netherlands has some skilled bowlers who can make early breakthroughs but they cannot. Additionally, the pitch and weather conditions can also play a significant role in determining the outcome of the match thay fever in south africa.while South Africa may seem to have an advantage going into the match thay only need 104 runs in 32.2 overs and 9 wickets in his hands. So thay can easly win
18  Economy / Games and rounds / Re: [RAFFLE] Utopia - P2P Ecosystem | Free Bitcoin Raffle Weekly 💎 Round 5 on: March 30, 2023, 07:07:47 AM
Bitcointalk Username: jenny56
Utopia Public Key: 263F0AB153FDFC78819F3C0451F0300F9AD4156DD832A66B52D5B25BF144C63D
BTC Address: bc1qjksglf95sunr2m2rtccj6pyqhkfxewaj7x7wkv
Message Deep Link (Chat link): https://utopia.im/d53b4431fd604e2f0261792444797aa4?tid=432859963119289941
Slot No: 77
19  Economy / Speculation / Re: Wall Observer BTC/USD - Bitcoin price movement tracking & discussion on: March 29, 2023, 04:58:14 PM
 GMarf should I drop this Spotify playlist. making the final adjustments to make sure the transition between songs is just right 👌


https://twitter.com/duderadnft/status/1638533189252554755?t=3YUK2aa6f2QBSZ2VaUrPNg&s=19
20  Alternate cryptocurrencies / Bounties (Altcoins) / Re: 👉{OPEN} BillionAir Bounty Campaign | 4 wks | $50,000 worth $AIRB | 5 Platforms. on: March 28, 2023, 12:48:14 AM
 #PROOF OF REGISTRATION
Forum Username: jenny56
Forum Profile Link: https://bitcointalk.org/index.php?action=profile;u=3418512
Post count (Including This one): 64
Participated Campaigns: Signature
BSC Wallet Address: 0xe2Ea4ACE3f0Bab3c597dCe9AbfAFa87F630e745b
Pages: [1] 2 3 4 5 »
Powered by MySQL Powered by PHP Powered by SMF 1.1.19 | SMF © 2006-2009, Simple Machines Valid XHTML 1.0! Valid CSS!