My Entire 1:
2:
Alphabet BUse canva Graphic Tool :
Assalamualaikum Ye contests Kafi mazay dar ho Chuka hai kuin k Kafi participate ke entries ho gaye hai .Honda bahi AP k contests idea or every contest system
Shahzadafzal sir aur
Honday bahi Sy bhot bhot zayada me appreciate karta hun is Sy aik to hame aik competition Mila or watan Sy mohabat or khushi zahar karny ka muka Mila wo b Bina kis ko taqlif deye .Ab to har contests ke har cheeze finalized ho gaye hai. Inshallah Zindagi Rahi aur Allah pak ny hamy is forum me kayeem rakha to contests ke developing system quality basa or unique rakhien gay .
Kuin k dekha jey to kafi
participate Hand Drawn walien aur
tool walien hain .Ab to sab finalized ho Chuka hai . Mery mind me abi ye idea Aya tha k agar dekha jy 2 participate k selection k rewards hai aur 2 he method ka quality participate hain Hand Drawn aur Tools .Agar asa ho jata k 1 rewards hand drawing me distribut keya jata un ke quality base par , Aur aik rewards Tools participate me distribut keya jata wi alphabet bar he ,Asa karny dono participate me k Dil me koi bat nhi aye gi, inshallah ab b nhi asa kush nhi ho ga ,bat ase k Hand Drawn me mehnat zayada hai or un ko ye na lagy k ye alphabet Wala system aik Taran ke Korandazi Hoti hai jis me kis ke mehnat or quality nhi Dekhi jati , Rewards jotta ho Yan bar is Sy zayada important bat ye Hoti hai jab koi b competition me jita hai to os apni mehnat par bhot he khushi or gurwa masos hota hai .Bakie ab to sab Finalized hai .Mery mind me b ye Idea abi Aya tha agar phely ajata to sheyd asa hojata .
Letter: S
Assalamualaikum waaa
Shahzadafzal sir g apki entry ny contests ko 4 Chand Laga diye mashallah,me sabhi
Hand Drawing walon ko Bhot zayada appreciate karta hun . Mashallah Mashallah
Themen bahi Kamal kardiya me AP ko many many congratulations deta Hun ,AP ny hand painting bana kar akhir kardi . AP sab ko pata hai hand drawn painting me aik kashish Hoti hai wo osy he masos Hoti hai Jo masos karta hai .
Ab is hadees ke taraf chalta Hun ,Bhai is hadees me Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ny itna he farmaya hai k ye kalamat par Leye jien ye nhi kaha k ye likh kar lattka leya jy or na he is hadees Sy asa kush sabati hora hai ,aur na he Hazrat Abdullah bin umer razitallah unho Sy ye lattka ny wali bat zahar horahi hai .
Ye bat Hazrat Abdullah bin umer razitallah unho k potay kah rahien hai ,hamray Nabi Hazrat Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam nhi farmarahien is sy bahi sabat nhi ho Raha bahi zara gor karien hadees par .Aur dosri bat AP ll ny farmaya tha k umer razitallah unho k wasal k bad fitna shoro hojy ga .
Assalamualaikum bahi :
Hazrat-Abdullah-bin masood(r.t.a)
farmate hain ke Rasool-Allah{sall’Allaahu
ta’aalaa alaihi wa’sallam} ne farmaya
yaqinan ” raqiyah’ Taweez” ya “Shohar
biwi(hasband & wife)” ke liye mohabbat
paida karne ke khatir kisi chiz ko pahanna
Shirk hai. (Abu-Dauood/Musnad- Ahmad)
Hazrat-Aaqbah-Bin-Aamir(r.t.a) farmate
hain ke Rasool-Allah{sall’Allaahu ta’aalaa
alaihi wa’sallam}ne farmaya: jisne
“Taweez” latkaya Allah iski hajat puri na
kare. (Abu-Dauood)
Hazrat-Abdullah-Bin-Aakim(r.t.a) farmate
hain k Rasool-Allah{sall’Allaahu ta’aalaa
alaihi wa’ sallam} ne farmaya:jisne
“Taweez” latkai usne Shirk kiya.
(Musnad-Ahmad/Trmizi)
Hazrat-Imraan-Bin-Haseen(r.t.a) se
rawayat hai ke Nabi{sall’Allaahu ta’aalaa
alaihi wa’ sallam} ne ek Aadmi ke Hanth
(hand) me pital ka bana hua “Kada
(chodi)” dekha to daryaft kiya: Ye kya hai?
Isne jawab diya ke ye kamzori se bachne
ke liye hai’ To aap{sall’Allaahu ta’ aalaa
alaihi wa’sallam} ne farmaya: isse utaar
kar phek do’ isliye ke ye kamzori hi me
ezafa karega’aur isse pahne hue teri
“wafaat(death) ” ho gai to tu kabhi
kamyaab nahi hosakta”. (Musnad- Ahmad)
Hazrat-Makeem(r.t.a) se marwe hai Nabi
( sallallahu alaihi wa sallam) ne farmaya:
Jisne kisi cheez (taweez,dhaga) ko latkaya
to uska bharosa usi par kardiya jata hai.
(Tirmizi/Musnad-Ahmad)
Hazrat-Abdullah-bin masood(r.t.a) ki biwi
( wife) Zainab(r.t.a) ka biyaan hai ke
“Abdullah- bin masood(r.t.a)” ne meri
garden me ek “ Dhaga” dekha to pucha’ ye
kya hai? Main ne kaha” ye dam kiya hua
“Dhaga” mujhe diya gaya hai, To
“Abdullah-bin masood(r.t.a)” ne wo
“Dhaga” kaat dala aur farmaya: yaqinan “
abdullah ka khandaan shirk se door hai.
In kitabo k reference apke samne hai..
( sahih muslim book 24 hadees no.5280,abu dawood hadees 3883, ibne majah hadees no.3530, musnad ahmad hadees no 16951,16969,al nisai hadees no 50880,abu dawood hadees no.4222,musnad ahmad hadees no 17440,ibne maja hadees no 3531,hafiz ibne kaseer vol 2 page494)
or bhi kai hadees ki kitabo me taweez ko shirk kaha gya hai …allah hamari is shirk se hifazat farmaye aameen
Aik Mera friend tha os Sy b Meri asi he Tawiz wali bat par discuss hony lag pari os ny mujy kaha k ye Tawiz ke Jo tum bat karrahy ho Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam na mana farmiyien hai wo gairmuslam k Tawiz thy Muslmano k Tawiz ko mana Yan shirk nhi kaha ,Phir meny ye hadees osy dekhien k dekho is hadees me
Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam na koi farak keya k Jo Musalman Tawiz dy ,Me don Yan mery Sahab dien koi farak nhi dala .
Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ny farmaya jis ny Tawiz pehna os ny shirk keya ,jis ny Tawiz pehna wo os ka mohtaj hogaya ,jis ny Tawiz phena Allah os ke kabi hajat na puri Karie .Details
hadees oper dekh sakty hain
Faisal bahi fasial bahi sorry kuin kar rahien hai meny note keya hai k galti ho ya na ho AP dono kamon me sorry ke pehal phely karty hain . Is Sy ye bat sabit Hoti hai AP ka Dil bhot naram hai.
Mujy AP ke bat bhot ashi lagai ka jab b AP ko pata chal jata hai k ye bat Yan Kam Galt hai to AP fori Tarak kar dety ho ,han Tarak karny ke waja Dil me Allah ka dar ho asa he hai na AP Allah k dar Ke waja sy he fori Tarak or sorry karty ho,To bahi AP Khush qismat ho , ye moman ke nashaniyon me Sy aik nashni hai ka jab moman ko pata chalta hai k ye me gona kar raha Hun os k dil me fori allah ka dar ata hai or wo Toba karta hain .
Fasial bahi AP ny bikull thik kaha k neend me chalny ke haqekat Wohi Janta hai ,Jo har Kise k dilon k Hal Janta hai,aur jis ke muthi me ham sab ke Jan hai . Me ny is lihaz Sy bat kar di thi mery baray Bhai jab chottay thy to wo b neend me bhot Chala karty thy itna zayada chla karty thy k wo gate khul kar bahir Gali me ja kar sojaty thy ye neend me chalna zayada tar bachon me hota dekha hai aur jab mery Bhai k Sath asa hota tha to Ghar waly ye he guess keya karty thy ye din time bhot zayada khelta hai or thak jata hai .Ab mashallah wo father ban chunky hain or meny ab kabi unhy k Sath asa hoty howay nhi dekha .Baki is bat par koi shak nhi Jo AP ny bat ke hai Rooh wali K Allah pak he is ke haqekat janty hain .Beshak.
Changing waigera karwani ho to b Karwa sakhtay hai
Best of Luck All Members All Participants Entries Great job 👍 Meri b entry add kardeny