Well Iran bhi jawab ky Liya ready hoga Toh scene kharab hoony wala haa oper Sy war ki soorat Mai refuges Pakistan ki taraf ayngy panah ky Liya aur zahir ha Pakistan boarder open kary ga toh Kahi na Kahi aisa na ho Pakistan bhi iss war Mai shamil hooky WW3 start na kardy q ky Pakistan phir nuclear weapons use kary ga jo sabko pata haa just tabahi haa agr Kahi bhi gira Baki daikhty haa peace laany Waly idary Kya kirdaar adaa kary haa iss Mai aur hamara Bitcoin kaha pa jaaky revive ly ga iss saary damages ky baad
Aik baat batein k agar asa hota hy tu Pakistan apna Nuclear weapon kis k khalaf use keray ga ? Waisay asa tu kahbhi ni hua k koi mulk apnay hi Atahdi mulk p hamla kr day ? Pakistan Issreaal p tu neclauer bomb tu ni maar sakta kion k humari humkat tu regime change c ayee hy aur United states, Issreaal aur Pakistan aik hi team hien. Tu asa mein Pakistan apna Neclauer bomb Iran p user keray ka Labnon p
Well agar muamla kharab huwa or WWW3 shuru hoti hai to crypto market kaa to bera garaq samjo kiu ky ye to hai hi online. Or internet mutasir to ye mutasir. Baqi overall economy foob jaye gi. Behar hal dekhna ye hai ky next step kaya liya jata hai. Fillhaal ki bat karen to iss waqt Bitcoin struggling. So dekhty hen kiss taraf ko move karta hai ye.
Mera khyal c world war start tu hogi liken abhi itni juldi ni, mera mutlab hy k hume 7-8 moths mil jien gay aur bitcoin bull market aa jaiey gi aur aus k baad world war start ho sakti hy aur yeh aik bardi reason hogi bull market end honay ki aur bear market start honay, yeh mujhee asa lagtha hy, kion k World War aik daam start ni honi aur bitcoin ko kuch hi months chayee k situation normal rahay aur bitcoin bull market aa jiey.