السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Kaya haal Hy dosto AAP sab kaa umeed Karta hun ap sab kheryat sy hon gy. To Aaj Monday Hy or ap sab ko pata hy KY Meri chotti C update aati Hy market Ki is din. To chalen BAAT karty hen USS baary my.
To Aaj subh Bitcoin ny APNA musalsal downtrend chor Diya Tha. Or thora saa gain up Aya Tha or shorts position Walton Ki liquidate Kiya. Iss waqt Bitcoin 63k sy above trade ho raha hy. Jo KY EK acha sign Hy. Saylor kaan32 Bitcoin bechna phir Blackrock Ki entry ny Bitcoin ko nuqsan pohncha lekin ye Aaj Kal hota rehta hy. Or log keh rahy thy Strategy to bankrupt ho Jaye gi lekin wo Abhi BHI pur Azam hen. Or 32 Bitcoin sirf EK Chala Thi. Or mujy lagta Hy Saylor again buy kary Ga. Abhi ye baten Karna KY Bitcoin 100k tak Jaye gaa yaa ESA kuch to ye to fill haal iss summer my mumkin Nazar nai araha. Or Abhi BHI khatra talla nai Hy Bitcoin Abhi down a sakta hy. Lekin musalsal downtrend KY bad Bitcoin Ki ye achi move rahi.
Bitcoin Current Price 
Wa Alaikum Salam.....!!!
Alhamdulillah Bro sab kuch khairyat saa haa. App sunyaa kasaa haa app...
Bitcoin kee update lataa haa. So ultimately Bitcoin kee price naa ak massive fall keyaa from 84k saa 59k tak. Iss kaa baraa maa maa naa 6 weeks ago kaha taa kaa yaa ak fake move ho saktaa haa q kaa price naa low grab hee nahi keyaa taa. Like Yaa clearly justify taa kaa price itnaa drop dikhaa daa. Haa yaa bath drust haa kaa price ham reversal kaa jal soch raha taa lakin price naa uss level tak recognize karnaa tak 43 day spend leyaa jab kaa drop kaa leya only 21 day. So yaa clearly evidence haa kaa big player sell maa entry howaa nakaa buy maa.
Baqi Khair abi kaa leyaa price naa apnaa 4 month range kaa high and low laa leyaa haa or ak new dealing range banaa rahaa haa or abb hamara deceive move hogaa or even agar price health price action dikhaa Dee to 4-7 moth kaa bjyaa ham 3-4 month maa abi bull track par asaktaa haaa like 100k
DYOR !