Bitcoin naa ultimately 82k ko break kar deyaa jokaa bohat hee good indication haa next price action kaa leyaa. Recently Clearity Act bill to pass nahi howaa lakin Fed naa rate hike kar dee jis kaa impact al market par paraa lakin Bitcoin naa better move dikhyaa ann iska main wajaa mera khyal saa yaa haa kaa yaa ak money rotation ke wajaa saa howa like ETF inflow b ayee or sath maa baqi kaa market saa b flow ayee q kaa S&P500 and NASDAQ naa recently ATH banyaa or profit booking naa flow Bitcoin maa push keyaa.....
Baqi kahir next dakhataa ha kaa price 90k ko break kartaa haa nahi q kaa monthly 50% Jo mera khyal saa toraa kuch rejection kar waa saktaa haa.
Baqi next week hamraa pas few events haa agar +ve ayaa to hama 92 tak easily gain mil skataa haa
DYOR !
Bitcoin na to waqe boht ache rally mare hy aur price is watq $86,000 pr ja ponche hy. Zayda log yahen khayal kr rhya thy ka Bitcoin $80,000 ke had ko aboor nhi kr pya gap pr Bitcoin na sub ko eik bar phr galat sabit kr dea hy. Ma na 'Clarity Bill Act' ka barya ma kafi suna hy pr sache baat to yah y ka time nhi nikal pya is ko stuy kra pr. Ab lag to yahe rha hy ka Bitcon asane sa $90,000 tk jya ga pr phr bhe Bitcoin ke market ma kuch confirm nhi.
Ma PSX (Pakistan Stock Exchnage) ka 100 Index dekh rha tha to wahan market normal hy koe boht zayda mandee ya tazee wala scene to nhi. Agr Index 150,000 tk ata hy to phr ya eik acha moqa ho ga market ma entry dena ka. Abhe ap jis stock ma interest rekhta hn, bus us pr nazar rekhan thora sa.