Well yeh buree Baat haa aisy Kisi ki mehnat ka credit free Mai nahi laity, uss ghareeb bandy ko toh training ky Liya Sahi mahool aur samaan bhi available nahi ta isky muqably Neeraj ka training camp daikh ly hairaan hojyngy. Aur teek ha agr government ny sponsor Kiya toh yeh government ka haq ta aur yeh awam ky tax ka paisa ta showbaz sharif ka zaate paisa nahi ta agr woh zaati tar par training samaan camp aur sponsor karta tab credit ly laita
but woh Kya kehty ha kamyabi ky so baap hoty ha jabky nakami Mai koi apky sath nahi hota ha. Anyway Arshad ky pas kafi paisa Aya ab isko Issy Sahi Sy utilize karna hoga koi business start karky q ky Mai NY bohout saary aisy medal winners ko daikh ha jo rizk ko phir tarasty ha. Aur government ko chahiya ta kaisy cricketer ko police ambesder banwty ha aisy isko bhi ik job dy daity taaky yeh Sahi Sy apny work par focus kar skay
Bhai agar yai family aisee harkatai nahi karai gai to in ko numbers kaha sai milai gai aur waisai bee is ko aisai hee nahi joker azam kahtai yai is ka shuru sai hee tareekai wardaat raha hai achai kamo ka credit laina aur kuch na ker kai bee sab sai acha ban jana ab bijlia kai bill in ki waja sai itnai ziada aa rahai hai laikin dono parties is per hamosh hai kiunkai dono hee is mai share holder hai.
Pakistan mai sports ko tabah in logo ki policies nai kia hai warna yaha per bohut ziada talent hai aur ab bee nojwan bohut kuch ker saktai hai per in mai mayusi itni ziada hai wo bahar bhag rahai hai jis ka nuksan bee hamai hee uthana hai.
@Shahzadafzal bhai ko bohut mubarak ho 3000 merits ka target achieve kernai per aur sab bahyo ko bee bohut mubarak ho is gold medal ki wo hamai bahli baar mila hai is nojwan ki waja sai.