Bitcoin Forum
May 27, 2026, 05:13:06 PM *
News: Latest Bitcoin Core release: 31.0 [Torrent]
 
   Home   Help Search Login Register More  
Pages: « 1 ... 1537 1538 1539 1540 1541 1542 1543 1544 1545 1546 1547 1548 1549 1550 1551 1552 1553 1554 1555 1556 1557 1558 1559 1560 1561 1562 1563 1564 1565 1566 1567 1568 1569 1570 1571 1572 1573 1574 1575 1576 1577 1578 1579 1580 1581 1582 1583 1584 1585 1586 [1587] 1588 »
  Print  
Author Topic: Pakistan  (Read 7275320 times)
Sawera2255@
Newbie
*
Offline

Activity: 14
Merit: 2


View Profile
May 26, 2026, 02:05:33 PM
 #31721

اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ

Allah k Nam sa shuru jo bara meharban nahayat raham krnay wala hai

Ayay sab say phlay hum sab log mil k Rasool (S.A.W) or in ki zat py darood shareef peray ...


بِسْمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِیْمِ

اَللّٰهُمَّ صَلِّ عَلٰى مُحَمَّدٍ وَّعَلٰى آلِ مُحَمَّدٍ، كَمَا صَلَّيْتَ عَلٰى إِبْرَاهِيْمَ، وَعَلٰى آلِ إِبْرَاهِيْمَ، إِنَّكَ حَمِيْدٌ مَّجِيْدٌ
،اَللّٰهُمَّ بَارِكْ عَلٰى مُحَمَّدٍ وَّعَلٰى آلِ مُحَمَّدٍ، كَمَا بَارَكْتَ عَلٰى إِبْرَاهِيْمَ وَعَلٰى آلِ إِبْرَاهِيْمَ، إِنَّكَ حَمِيْدٌ مَّجِيْدٌ


Kesay hain ap sab umeed krte hn sab khairiat sa hon gay Allah pak ka bara shukr karam ,fazal or rehmat hai k jis nay humay sunatay Ibrahimi ada krnay ki himat or tofeeq ata fermae


https://talkimg.com/images/2026/05/26/UjwdlH.jpeg
https://talkimg.com/images/2026/05/26/Ujwwmg.jpeg
https://talkimg.com/images/2026/05/26/UjwAVI.jpeg
https://talkimg.com/images/2026/05/26/UjwHDd.jpeg


Meri sb group walo k leyay dua hai k Allah pak nay Jin Jin ko Qurbani krnay ki tofeeq ata fermae ha un sab ki Qurbani ko Qabool o manzor fermayay or jo log halat k paishay nazar qurbani nhi kr pa rhy Allah pak in sb k leyay b asbab paida fermayay or Allah pak hum Sb ko himat or tofeeq day k anay walay sal may is community may majood sb logo ko Haj e Baitulah ki saadat naseeb ho or sb log wha py ja k sunatay Ibrahimi ko Ada keray or Roza e Rasool (S.A.W) py ja k ba adab tareekay sa slam paish keray or apny leyay or apny chahnay walo k leyay or mulkay Pakistan k leyay bht sari duayay keray

Ab Bula Legeay Na Madina A Rha Hai Yeh Haj Ka Maheena
Dill Mera Yeh Tut Jayay Kahe Na Al Madad Tajdare Madina
Kash Is Shan Say Hazri Ho Mujpay Dewangi Chah Gae Ho
Har Rukawat Wha Hut Gae Ho Bs Nazar May Ho Shahay Madina
Bara Haj Py Anay Ko Gee Chahta Hai Bulawa Kb Ayay Ga Ab Ya Illahi
Karam Aesa Kr Day Madina May A Kr Guzaro Ma Phr Rozo Shub Ya Illahi
Ma Makkay May Ao Madina May Ao Bna Koe Aesa Sabab Ya Illahi.........





qurbanshah02
Sr. Member
****
Offline

Activity: 630
Merit: 494



View Profile WWW
May 26, 2026, 03:08:42 PM
Last edit: May 26, 2026, 03:48:47 PM by qurbanshah02
 #31722

Eid - UL - Adha Mubarak All Pakistan Community Member



Assaslaikum
All community member are good
Aj youm E arfa ka Roza Tha Jo ky Alhamdulillah Allah ky fazil raka bi KR khol bi Lia. Allah Ki Rehmat or sabar ny is Roza me sath dia. Islamic calender ky mutabik magrib ky bad din change ho jata ha to iska mtlb aj Eid ho chuki Mera mtlb Eid wla din Shuru ho Gia ha. To tamam Pakistani Bhai jitny bi is forum me ha sab Ko Eid Ul adha Mubarak ho. Aj Eid Ul adha ha Jo ky bohat hi Zada khass din ha is din Hazrat Abraham As ny Hazrat Ismail As ko ziba Krny ka din Tha. Magar Allah ny unki is azmaish ko psnd farmaya or apny bety Ki qurbani Ki bajaye dumba bej dia subhanallah. Or aj vohi sunnat Jo ky Hazrat Ibrahim AS Ki lye KR Nabi Pak SAW Ki sunnat tak or qayamat tak chalti rhy gi Alhamdulillah. To aj sab Jo qurbani deny ka rhy ha sab hi Dil me niyat kry ky Allah hamari qurbani ko kabool kry or hamary dilo me Kisi ko nicha dekany ky liye takabar or garoor ko khatam KR de is ky begair qurbani kabool nai.  
shahzadafzal
Themepen
Irfan_Pak19
Hamza2424
ZAINmalik75
Compromise me
Nanga Parbat
GbitG
Unknown Op
Adiljutt156
hafiztalha
Zaka1221
Publictalk792
Rustam Meraj
Faisal2202
WatChe
snowpega
JunaidAzizi
Cheema02
Doll2233
ITExpert
Jaweria Parveen
Shussainshah
Junii
MusaPk
Farhan99
CryptoYar
welevobit
Misbah2002
BTC FutureKing
Ab de villiers
Agritrack
HustleZ
Bityar
BitcoinPak
Bitcoin_Budha
Bitwalhr
Localalone
Alone055
Abdulsami78
Uptober


Agar koi Bhai reh Gia to mazrat or unko bi Eid Ul adha Mubarak or is din ham sab ko zok or shok se Allah Ki reh me qurbani krni chaiye or apny liye ahkirat me APNA janwar yani sawari tiyar krni chaiye.

Bitcoin_Budha
Member
**
Offline

Activity: 134
Merit: 19


View Profile
May 26, 2026, 03:43:19 PM
 #31723

Eid - UL - Adha Mubarak All Pakistan Community Member

Assaslaikum
All community member are good
Aj youm E arfa ka Roza Tha Jo ky Alhamdulillah Allah ky fazil raka bi KR khol bi Lia. Allah Ki Rehmat or sabar ny is Roza me sath dia. Islamic calender ky mutabik magrib ky bad din change ho jata ha to iska mtlb aj Eid ho chuki Mera mtlb Eid wla din Shuru ho Gia ha. To tamam Pakistani Bhai jitny bi is forum me ha sab Ko Eid Ul adha Mubarak ho. Aj Eid Ul adha ha Jo ky bohat hi Zada khass din ha is din Hazrat Abraham As ny Hazrat Ismail As ko ziba Krny ka din Tha. Magar Allah ny unki is azmaish ko psnd farmaya or apny bety Ki qurbani Ki bajaye dumba bej dia subhanallah. Or aj vohi sunnat Jo ky Hazrat Ibrahim AS Ki lye KR Nabi Pak SAW Ki sunnat tak or qayamat tak chalti rhy gi Alhamdulillah. To aj sab Jo qurbani deny ka rhy ha sab hi Dil me niyat kry ky Allah hamari qurbani ko kabool kry or hamary dilo me Kisi ko nicha dekany ky liye takabar or garoor ko khatam KR de is ky begair qurbani kabool nai. 
shahzadafzal
Themepen
Irfan_Pak10
ZAINmalik75
Compromise me
Nanga Parbat
GbitG
Unknown Op
Adiljutt156
hafiztalha
Zaka1221
Publictalk792
Rustam Meraj
Faisal2202
WatChe
snowpega
Doll2233
Jaweria Parveen
Shussainshah
Junii
MusaPk
CryptoYar
welevobit
Misbah2002
BTC FutureKing
Ab de villiers
HustleZ
Bityar


Agar koi Bhai reh Gia to mazrat or unko bi Eid Ul adha Mubarak or is din ham sab ko zok or shok se Allah Ki reh me qurbani krni chaiye or apny liye ahkirat me APNA janwar yani sawari tiyar krni chaiye.
Aslamu Alaikum Merit taraf sai be sab community kai dostro ko advance mai Eidh ul Adha ki mubarak baad @qurbanshah02 bhai aap nai mera naam nahi likha laikin phir bee mai nai aap ki Eid ki mubarak baad qabool bee ker lee aur wapis bee dai dee ab meri taraf sai aap ko advance Hero Member ki mubarak baad bee dai raha hu.
Mai nai upper ki kuch posts pary hai jis sai andaza hu raha hai mahangai aur zulam kai helaaf mahaz tayar ho raha hai laikin yai abee tak sab zabani harach ho raha hai umeed hai yaha kai nujwaan bee kabee kuch positive karai gai aur ham be developing sai developed nations mai aai gai.
Bitcoin abee tak stable hai jo kai achi baat hai kiunkai is mai abee movement ka chance nazar nahi aa raha geopolitics jo hai is per kafi asar andaaz ho rahi hai jis mai America Iran tanaza aik baar phir sheedat ikhtiyar ker raha hai lagta hai Eid kai baad Pakistan mai bee is kai asraat nazar aai gai.
Misbah2002
Jr. Member
*
Offline

Activity: 64
Merit: 5


View Profile
May 26, 2026, 03:52:21 PM
 #31724

Pakistan ka constitution mera khyal ma sirf eik jumla hona chahya aur wo ya ka "jis ke lathi, us ke bhans". Pechla 78 saalon sa constitution to majood hy pr hota wohe hy to taqat war chahta hy. 28 kya agr Fauj chahya to 2800 amendments bhe ho saqte hn, kyun ka taqat ka mamba un ka pass hy.
I think ye Hadees Shareef ky hi alfaz hen agar my galat nai Hun to. Mafhoom he ky "Tum sy pehly wali qomen issi waja sy barbad huwi q ky wo taqatwar KO Chor deti thi or kamzor par zulam karti thi" to iss sy ham bhi andaza laga sakty hen ky ham Kahan kharry hen. Or baa hassiyat qom sirf issi waja sy hi hamary zameer marry huwe hen. Lekin koi BAAT nai unqareeb zalimo KO lag pata Jana he jab mery Rab ki be away laathi NY Aaan parna he.

Or wo my NY kissi kitaab my bhi patha ky adliya, ashrafiya ki khareedi huwi baandhi he. Wo jab chalen jahan chahy uss KO nachwa lety hen. To insaf ki twaqqo to ham Kar nai sakty iss liye in ky anjaam ky ki baddua zarur Kar sakty hen.
Bhai aap nai bohut hee achi baat ki hai aur Hadees bhee achi bayan ki hai kiunkai is ki ab zarurat bee hai kiunkai waqat mai pahli qumai issi liai tabah ho gai kiunkai uno nai zulam ki intiha ki aur Allah ki nafarmani ki is waqat ham bee wahi kuch ker rahai hai laikin ham bachai huwai hai kiunkai ham Allah kai mahboob mai ummati hai aur kuch bee nahi hai hamarai pass.

Deekhawa aur fazul harchi itnee ziada ho gai hai kai Allah ki pana is kai sath ab bohut kuch wo ho raha hai jis kai barai mai kaha gia hai is ko pardai mai rakho laikin ab wo bee hatam ho gia hai aik dosrai sai nafrat itni hai jis ka socha bee nahi ja sakta mai nai aik rikshay walai ko dekha kareeeban 70 sai 80 saal ka aur riksha chala raha tha kiunkai potai aur poti ko roti khini mai sary raat so nahi saka ham kaha ja rahai hai.
qurbanshah02
Sr. Member
****
Offline

Activity: 630
Merit: 494



View Profile WWW
May 26, 2026, 04:05:47 PM
 #31725

Aslamu Alaikum Merit taraf sai be sab community kai dostro ko advance mai Eidh ul Adha ki mubarak baad @qurbanshah02 bhai aap nai mera naam nahi likha laikin phir bee mai nai aap ki Eid ki mubarak baad qabool bee ker lee aur wapis bee dai dee ab meri taraf sai aap ko advance Hero Member ki mubarak baad bee dai raha hu.
Mai nai upper ki kuch posts pary hai jis sai andaza hu raha hai mahangai aur zulam kai helaaf mahaz tayar ho raha hai laikin yai abee tak sab zabani harach ho raha hai umeed hai yaha kai nujwaan bee kabee kuch positive karai gai aur ham be developing sai developed nations mai aai gai.
Bitcoin abee tak stable hai jo kai achi baat hai kiunkai is mai abee movement ka chance nazar nahi aa raha geopolitics jo hai is per kafi asar andaaz ho rahi hai jis mai America Iran tanaza aik baar phir sheedat ikhtiyar ker raha hai lagta hai Eid kai baad Pakistan mai bee is kai asraat nazar aai gai.
G Apko bi Eid Mubarak or khair Mubarak. G mazrat Bhai darasal muje BHul Gia Tha is liye ab me ny kafi members ko add KR dia ha or Apka name bi add ho Gia ha. Baqi shukria Apka Jo apny muje Eid Mubarak per yad rakna.

Baqi muje ye Mubarak kabool nai jab me senior bano ga tab hi muje wish kariye ga haha. Me Kisi Ki bi advance wish lin ga Magar jab Meri post aye gi tab sab ko Mubarak Deni ho gi haha.

Baqi Bitcoin dump ho ky still ho Gia ha or ab or Zada dump ho sakta ha. Filhal me ny news Ni check Ki ky middle east me Kia halat Chal rhy ha. Baqi pir bi Bitcoin ny itna dump Ni Kia Jesy dusri Jungo me hota ha. Baqi ye Jung rukti ha to price uper Ki taraf Chaly Jaye gi.

Mask.x
Newbie
*
Offline

Activity: 28
Merit: 0


View Profile
May 26, 2026, 04:08:16 PM
 #31726

Bhai pir Kia kry agar mehangai ho Gai ha to Kia Kia Jaye. Ab inki government bi 5 sal Chaly gi to tab tak to wait krna pary ga. Or aik 28 tarmeem Jari Krny ja rhy ha ky ky PM kitni mrzi government Chala sakta ha. Ab inky ye Kam deko kesy ky ye ha mery kayal se government sirf 2 honi chaiye Thi ta ky awam Sona new leader chun saky. Or in 2 salo me milk ko Kari taraki de ja Sakti ha. Baqi mehangai ab itni ho Gai ha ky log new order hi nai lety or Jin Ki Zada chalti ha pir Uno ny to order krna hi ha na.

Baqi Mandi ky halat is bar Zada tez ha q ky zad achy bakery bi itny itny mehanga mil rhy ha. Or is bar ham ny first time gar me Pala ha to uska benefit kafi achy hon gye or agly sal bi in sha Allah is Kam ko Jari raky gye ta ky janwar Ki dek bhaal bi ho Jaye. Baqi vo to Bhai society ha na ap us taraf na Jaye jab ye Sara kuch ho ga pir Mandi hi Jana pary ga. Abhi is Cheez me kafi time ha is liye is ko Zada na sochy haha.

Pakistan ka constitution mera khyal ma sirf eik jumla hona chahya aur wo ya ka "jis ke lathi, us ke bhans". Pechla 78 saalon sa constitution to majood hy pr hota wohe hy to taqat war chahta hy. 28 kya agr Fauj chahya to 2800 amendments bhe ho saqte hn, kyun ka taqat ka mamba un ka pass hy.

Ya to ap na boht acha kea ka ghr ma qurbani pali hy. Jo chees ghr ma pali ya us sa lagyo zayda hota hy aur us ke qurbani deta hua bnda thora emotional bhe ho jata hy. Mera pass agr jagha ho to ma bhr janvar ghr ma he paal lon pr jagha ke tangi ke wajha sa ya nhi kr pata. Bar bar hman ya dua krne chahya ka Allah hmari is qurbani ko apna han qabool aur manzoor farmya.
Apki ye BAAT bilkhul thek Hy ki "Might is Right". Jo k Pakistan ki 78 years ki history ka mo bolta saboot Hy. Pakistan ki constitution buht best Hy lekin srf likhny ki had tak, JB implementation ki BAAT ajaye tu result zero. Q KY JB implement Karne wale honest nahi hongy Yu wo kabhi bhi constitution ko us tarah implement nahi karyngy jis Tarah k ye Hy. Aur ye process TB tak chalta rahe ga JB tk awam vote ke power ko pehchan nahi pate.
HustleZ
Full Member
***
Offline

Activity: 294
Merit: 183


While they gamble, DCA.


View Profile
May 26, 2026, 05:03:16 PM
 #31727

Well said.....!!!!
This aligns with my thinking too.....

Wasaa maa b aksar in log kee post par kaa rotaa b hoon or hanstaa b hoon like crying isee bath par kartaa hoon kaa in Dull heads ko Knowledge kaa "K" b nahi maloom. Or laughing iss par kartaa hoon kaa yaa itnaa bawakoof haa kaa jo mooo maa ayaa pas panktaa Jao pochnaa walaa koi nahi. Ultaa sidhaa b likho koi parwaa nahi.

Khair iss post ko dakh kaa muja b bit awkwardly feeling ayee tee q kaa har bath he worng aspect par haa koi ak hee point b sense nahi banataa.
Sadly haamrey pass yahan technical knowledge rakhne wale boht kam log hain, technical knowledge sab se important hai as Bitcoin to sara technical hi technical hai. Agar ap ke pass technical knowledge nahin to ap Bitcoin ko nahin jantey or aap bitcoin ko nahin jantey to yahan phir kyun aye hain kisi or jagah esi baaten karle, im sure yeh log is forum ko chor denge agar kahin or same pay milne lagey as yeh knowledge in ke bass ki baat nahin. Knowledge usi ke paas ati hai jo mehnat karta hai and kuch hardworking members ke ilawa nahin hain yaha par koi mehnat mushaqqat karne wala. Yahan par zyada log technical discussions me hissa bhi nahin lete which I don’t think is good for our image too. Afsos Mehnat 0 or hame Local board chahiye.

██ ████████           R O L L B I T      │      THE #1 SOLANA CASINO           ████████ ██
████████████████████████████
|    5,000+ GAMES    |    INSTANT WITHDRAWALS    |    HUGE REWARDS   |    VIP PROGRAM   |]www.rollbit.com██ ████████           R O L L B I T      │      THE #1 SOLANA CASINO           ████████ ██
████████████████████████████
|    5,000+ GAMES    |    INSTANT WITHDRAWALS    |    HUGE REWARDS   |    VIP PROGRAM   |
MusaPk
Sr. Member
****
Offline

Activity: 1330
Merit: 439



View Profile WWW
May 26, 2026, 05:25:54 PM
 #31728

Eid - UL - Adha Mubarak All Pakistan Community Member

Wah Shah Ji Wah. Ap ka unique style eik bar phr sa.

Kamal kr dea ap na. Ma ns sub sa pehla apna naam dekha ka wo hy ya nhi. Wo mila to mujhya chayn aya ka Shah Ji ke nazron ma hum bhe hn. Mari trf sa ap ko aur ap ka tmam ghr walon ko dil ke gaheryn sa boht boht Eid mubarak. Ap bus ab chand qadam dor hn Hero member rank sa aur wo aj ya Kal ap ko mil jya ga. Agr wo mil jata hy to ap ke Eid to kushyian do bala ho jyn ge. Shah Ji na bari ache effort ke hy ka hr bnda ko fardan fardan naam ly kr mubarakbad de hy.

Emitdama
Sr. Member
****
Offline

Activity: 2324
Merit: 361



View Profile
May 26, 2026, 05:52:51 PM
 #31729

Well said.....!!!!
This aligns with my thinking too.....

Wasaa maa b aksar in log kee post par kaa rotaa b hoon or hanstaa b hoon like crying isee bath par kartaa hoon kaa in Dull heads ko Knowledge kaa "K" b nahi maloom. Or laughing iss par kartaa hoon kaa yaa itnaa bawakoof haa kaa jo mooo maa ayaa pas panktaa Jao pochnaa walaa koi nahi. Ultaa sidhaa b likho koi parwaa nahi.

Khair iss post ko dakh kaa muja b bit awkwardly feeling ayee tee q kaa har bath he worng aspect par haa koi ak hee point b sense nahi banataa.
Sadly haamrey pass yahan technical knowledge rakhne wale boht kam log hain, technical knowledge sab se important hai as Bitcoin to sara technical hi technical hai. Agar ap ke pass technical knowledge nahin to ap Bitcoin ko nahin jantey or aap bitcoin ko nahin jantey to yahan phir kyun aye hain kisi or jagah esi baaten karle, im sure yeh log is forum ko chor denge agar kahin or same pay milne lagey as yeh knowledge in ke bass ki baat nahin. Knowledge usi ke paas ati hai jo mehnat karta hai and kuch hardworking members ke ilawa nahin hain yaha par koi mehnat mushaqqat karne wala. Yahan par zyada log technical discussions me hissa bhi nahin lete which I don’t think is good for our image too. Afsos Mehnat 0 or hame Local board chahiye.
Merai bhai yai jo members yaha per technical knowledge share ker rahai hai na to in kai pass 2 damag hai aur na hee yai log koi dosry mahloq hai yai bee hamari tarah hai bas faraq yai hai kai in mai sai ziada ter study kertai rahtai hai aur knowledge hasil kernai kai koi bee mouqa hath sai janai nahi daitai jabkai ham sirf daal roti kai chakker mai rahtai hai.

Yaha per aik member huwa kerti thee @Lauda is ko shaid ab koi bee yaad nahi kerta laikin us ki aik baat mai aaj tak yaad rakhi hai wo yai kai agar tum achai member banana chahtai ho to ziada sai ziada posts study kero technical or dosry apnai knowledge mai izafa is tara momkin hai ab to ham kissi bee post ka urdu mai translation ker kai bee per sakta hai bas shoq ki baat hai. Hamarai din mai ha maa ki ghod sai qabar tak ilam hasil karo per ham mai sai ziada ter is ko bhool chukai hai.

JunaidAzizi
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1246
Merit: 618



View Profile WWW
May 26, 2026, 06:27:00 PM
 #31730


Assalamualaikum warahmatullahe wabarakatuho

Ap sub bhio behno ko meri taraf se buhat buhat Eid ul Adha mubarak .

Eid tu kaal ha per ma ne abhi se kar leya ha , aksar tu Mubarak bad eid ke nemaz ke bad banti ha per jaise ke apko sub ko oata hoga ke kaal hum sub ne kasaye banna ha tu pir mowa nahe melege widh karne ka aur janwar se free hone ke bad banda etne buri tareeqe se taak chuka hota ha ke post tu dor ki bat ha wo ut be nage sakta .

Tu es cheez ko madenazar rakte hywe ma ne oehle he wish kar deia ap logo ko. Allah ap sib bhai behno ko hamrsha Khush rake.

BTC FutureKing
Full Member
***
Offline

Activity: 434
Merit: 213



View Profile
May 26, 2026, 06:34:27 PM
 #31731

Eid - UL - Adha Mubarak All Pakistan Community Member

Assaslaikum
All community member are good
Aj youm E arfa ka Roza Tha Jo ky Alhamdulillah Allah ky fazil raka bi KR khol bi Lia. Allah Ki Rehmat or sabar ny is Roza me sath dia. Islamic calender ky mutabik magrib ky bad din change ho jata ha to iska mtlb aj Eid ho chuki Mera mtlb Eid wla din Shuru ho Gia ha. To tamam Pakistani Bhai jitny bi is forum me ha sab Ko Eid Ul adha Mubarak ho. Aj Eid Ul adha ha Jo ky bohat hi Zada khass din ha is din Hazrat Abraham As ny Hazrat Ismail As ko ziba Krny ka din Tha. Magar Allah ny unki is azmaish ko psnd farmaya or apny bety Ki qurbani Ki bajaye dumba bej dia subhanallah. Or aj vohi sunnat Jo ky Hazrat Ibrahim AS Ki lye KR Nabi Pak SAW Ki sunnat tak or qayamat tak chalti rhy gi Alhamdulillah. To aj sab Jo qurbani deny ka rhy ha sab hi Dil me niyat kry ky Allah hamari qurbani ko kabool kry or hamary dilo me Kisi ko nicha dekany ky liye takabar or garoor ko khatam KR de is ky begair qurbani kabool nai.  

BTC FutureKing



Agar koi Bhai reh Gia to mazrat or unko bi Eid Ul adha Mubarak or is din ham sab ko zok or shok se Allah Ki reh me qurbani krni chaiye or apny liye ahkirat me APNA janwar yani sawari tiyar krni chaiye.
Bohat bohat Mubarak hou Eid kei sab freinds kou. Or ap tou har bar hei first per yeh post ker dety hai thanks friends mery kayel sey es waqat sab apny kamo mai masroof hai or ek apkou dek ker mai aggressive hota hou key ap kesy etna active reh sekty hai. Btw bari Eid mai bara gosht nei hou tou bari Eid nei legti. Es leye community mai Themepen friend ney Gaye deka ker bari Eid kai pora mahool bana dia hai. meri taraf sey bei sab friends kou Eid Mubarak hou sab khush rehy abaad rehy. Mery kayel sey sab Friends kou mention chalye gia hou gai ager kesi kou nei bei hoa tou voh apkou keh ker edit ker wa leye tai key ek yaadgar ban jaye.

GbitG
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1498
Merit: 616



View Profile WWW
May 26, 2026, 07:00:50 PM
 #31732

Eid - UL - Adha Mubarak All Pakistan Community Member

Walaikum Salam.....!!!!

Mera taraf saa Pak community kaa tamam members ko Mubarak. Kal Eid UL Adhaa kaa din haa, Yaa Dina hamara leyaa naa sirf Eid kaa din haa balkaa Ak Ibadat haaa jo hamaraa abaa Ibrahim (as) naa kee. Or Yaa Allah kaa bohat ihsan haa kaa aj hamaa janwar kaa zabihaa kar kaaa hamare ibadat pore hote ha warnaa Ibrahim (sa) naa to apnaa Aziz son Ismael (as) kaa zabeeha ka irada keya but wo Allah naa usko janwar like Maandy Jo sheep ke ak kism ha sa tabdel keya or ise tara hamaraa leya yaa ak sunat ban gaye nahi to kon apnaa bataa ko is dor ma Qurbani ka leya agree hota jaha sab name ka Muslim rah gyaa isleya tab ka shukriya ada karaa jo hum par asani karde.


.....اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ....

JunaidAzizi
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1246
Merit: 618



View Profile WWW
May 26, 2026, 07:05:20 PM
 #31733

Assaslaikum
 
Walaiqumassalm warahmatullahe wabarakatuho
Din tu shuro ho jata ha per Mubarak bad nemaz ke bad hoti ha per ma ne be apne post ma waja bata di ha ke ma be abho se karne wala hun .and apko be Mubarak ho buhat buhat.

Is kai baad dosry baat yai hai kai ham itnai taqseem ho chukai hai ab ham kuch soch hee nahi saktai in masail ko hatam kernai kai barai mai pathan baloch punjabi aur sindhi is kai baad bralvey deobandi shia aur alhadees ab hamary sheenahat yai ho chuki hai baki Allah Tallah sai dua kertai rahai laikin apni koshish bee karai shaid sab kuch bahter ho jai.
They divided us ke bahi enko apas me mutahid na rako tu en per hukamrani achintrah ho sake gi. En logo ne es waja se pushtun aur Baloch ko be suppress kar ke raka huwa ha q ke wo mutahid hote hain . Khair hum khud be ya nahe chhate ke mutahid ho jaye sindhi punjabi balochi pushtoon ye sub Pakistani ha per yahan ye sub ek dusre ko galiyan daite hain aur pir apne apne he cast ma larte be ha asan alfaz ma agr kehdo tu agr ghar.ma do bhai ho tu wo apes ma mutahid nahe hote tu qoum aur pir mulk tu bujat dur ki bat ha

Shussainshah
Full Member
***
Offline

Activity: 266
Merit: 181


Stack Sats. Stay Quiet.


View Profile
May 26, 2026, 07:14:00 PM
 #31734

Eid - UL - Adha Mubarak All Pakistan Community Member

Walkum asalam Bohat Shukriya Shah Gee Apko Be Mubarak Hoon.
Wesey Shah Gee Ap Ney Sab Se pehley Wish Kiya Huh or By Name Wish Kiya 🙏. Wesey Apkey advanced Eid wish Post se 2 hour bad Eid ka elan howa Hamrey City Main. Baqi Mere Taraf se Tammam BTT Pakistan Community Ko Bohat Mubarak Hoon. ALLAH hamrey Qurbani Ko Qabool Farmiyan . Or Allah Humko Iska Jaza Dy . Allah Hamrey Duwayain , Qurbaniyan Or Naik Amal Qabool Framyain. EID ke Khusyain Apkey Ghar main Dungni Hoon. Or Sab Dosto Ke Crypto Bag be Khubsorat Or Green Hojayain. JAZAKALLAH 💚

✨️🌙سب دوستوں کو عید مبارک


HustleZ
Full Member
***
Offline

Activity: 294
Merit: 183


While they gamble, DCA.


View Profile
May 26, 2026, 07:46:24 PM
Last edit: May 26, 2026, 08:15:36 PM by HustleZ
 #31735

Merai bhai yai jo members yaha per technical knowledge share ker rahai hai na to in kai pass 2 damag hai aur na hee yai log koi dosry mahloq hai yai bee hamari tarah hai bas faraq yai hai kai in mai sai ziada ter study kertai rahtai hai aur knowledge hasil kernai kai koi bee mouqa hath sai janai nahi daitai jabkai ham sirf daal roti kai chakker mai rahtai hai.
Meray bhai to yahi main bhi keh raha hun naa, ap ki baat ke na hi to technical knowledge walon ke saath 2 dimagh hain or na unke seengh hai balke wo bhi hamarey tara insaan hain jo ke mehnat karke knowledge hasil karte hain or share karte hain, hamey un jese members chahiye nake wo jo bas jo mun me aye bol jaye. Abhi muje samajh nahin ayi ke ap meri baat ko support kar rahe hn ya muje taunt kar rahe hain. Or rahi @Lauda  Grin ki baat to main bhi same idea par hi baat kar raha hun. Yahan knowledgeable members ki post read karen un se seekhen or puir share karey ye nahin ke bas jo bhi bol diaa.

██ ████████           R O L L B I T      │      THE #1 SOLANA CASINO           ████████ ██
████████████████████████████
|    5,000+ GAMES    |    INSTANT WITHDRAWALS    |    HUGE REWARDS   |    VIP PROGRAM   |]www.rollbit.com██ ████████           R O L L B I T      │      THE #1 SOLANA CASINO           ████████ ██
████████████████████████████
|    5,000+ GAMES    |    INSTANT WITHDRAWALS    |    HUGE REWARDS   |    VIP PROGRAM   |
Doll2233
Full Member
***
Offline

Activity: 294
Merit: 121



View Profile
May 26, 2026, 08:13:47 PM
 #31736

Eid - UL - Adha Mubarak All Pakistan Community Member

Doll2233

Khair Mubarak aur Eid ul Adha Mubarak qurban shah bhai apko b or baqi sab local board bhaio or behno ko b. Allah hum sab ki qurbanio, hamari ebadato aur hamari duao ku qabul farmaye aur is khubsurat din Eid Ul Adha hum sb ki zindagi m khushia lay, aman wali zindagi lau aur zibdagi m barkat laaye. Ap ne as pas zaroray mand logo ka bi khasosi khayal rakhe aur unki help karein aur eid moke pr narazgio ko b qurban kren. Allah humri qurbanio ko qabol frmay aur hamsha apna kram banye rakhy aur apke elaky m Eid ul Adha ki namaz kb ada ki ja rahi h.

@ThemePen aur @Hustlez bhai ap dono ka qurbani ka janwar Mashallah Mashallah boht he peyara h mene abi dikha Mashallah Allah qabool farmaye.

Farhan99
Hero Member
*****
Offline

Activity: 980
Merit: 530


Trade Big, Win Bigger!


View Profile
May 26, 2026, 08:43:46 PM
 #31737

Eid - UL - Adha Mubarak All Pakistan Community Member



Assaslaikum
All community member are good
Aj youm E arfa ka Roza Tha Jo ky Alhamdulillah Allah ky fazil raka bi KR khol bi Lia. Allah Ki Rehmat or sabar ny is Roza me sath dia. Islamic calender ky mutabik magrib ky bad din change ho jata ha to iska mtlb aj Eid ho chuki Mera mtlb Eid wla din Shuru ho Gia ha. To tamam Pakistani Bhai jitny bi is forum me ha sab Ko Eid Ul adha Mubarak ho. Aj Eid Ul adha ha Jo ky bohat hi Zada khass din ha is din Hazrat Abraham As ny Hazrat Ismail As ko ziba Krny ka din Tha. Magar Allah ny unki is azmaish ko psnd farmaya or apny bety Ki qurbani Ki bajaye dumba bej dia subhanallah. Or aj vohi sunnat Jo ky Hazrat Ibrahim AS Ki lye KR Nabi Pak SAW Ki sunnat tak or qayamat tak chalti rhy gi Alhamdulillah. To aj sab Jo qurbani deny ka rhy ha sab hi Dil me niyat kry ky Allah hamari qurbani ko kabool kry or hamary dilo me Kisi ko nicha dekany ky liye takabar or garoor ko khatam KR de is ky begair qurbani kabool nai.  
وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
Thanks brother apko bi meri taraf se dil ki gehraiyon se advance Eid ul Adha Mubarak hu. Allah apki har sab qurbani ko qabool farmaye apko aur apke ghar walon ko hamesha khush sehatmand aur kamyab rakhe ha. Hazrat Ismael ki yaad ma qurbani start hovvi belqul sahi kaha ap ne Qurbani wale din sab kasai ban jate ha aur phir itni thakan hoti ha ke mobile uthana bi mushkil lagta ha Allah hum sab ko apni rehmato aur barkaton se nawaze or Allah apkai is qurbani ka sqqday ap ka sab community walo ka rizzaq ma aziffa famarye. Mari taraf say sab bhaiyon aur behnon ko advance Eid ul Adha bohat bohat Mubarak

GbitG
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1498
Merit: 616



View Profile WWW
May 26, 2026, 09:03:45 PM
 #31738

Well said.....!!!!
This aligns with my thinking too.....

Wasaa maa b aksar in log kee post par kaa rotaa b hoon or hanstaa b hoon like crying isee bath par kartaa hoon kaa in Dull heads ko Knowledge kaa "K" b nahi maloom. Or laughing iss par kartaa hoon kaa yaa itnaa bawakoof haa kaa jo mooo maa ayaa pas panktaa Jao pochnaa walaa koi nahi. Ultaa sidhaa b likho koi parwaa nahi.

Khair iss post ko dakh kaa muja b bit awkwardly feeling ayee tee q kaa har bath he worng aspect par haa koi ak hee point b sense nahi banataa.
Sadly haamrey pass yahan technical knowledge rakhne wale boht kam log hain, technical knowledge sab se important hai as Bitcoin to sara technical hi technical hai. Agar ap ke pass technical knowledge nahin to ap Bitcoin ko nahin jantey or aap bitcoin ko nahin jantey to yahan phir kyun aye hain kisi or jagah esi baaten karle, im sure yeh log is forum ko chor denge agar kahin or same pay milne lagey as yeh knowledge in ke bass ki baat nahin. Knowledge usi ke paas ati hai jo mehnat karta hai and kuch hardworking members ke ilawa nahin hain yaha par koi mehnat mushaqqat karne wala. Yahan par zyada log technical discussions me hissa bhi nahin lete which I don’t think is good for our image too. Afsos Mehnat 0 or hame Local board chahiye.
Merai bhai yai jo members yaha per technical knowledge share ker rahai hai na to in kai pass 2 damag hai aur na hee yai log koi dosry mahloq hai yai bee hamari tarah hai bas faraq yai hai kai in mai sai ziada ter study kertai rahtai hai aur knowledge hasil kernai kai koi bee mouqa hath sai janai nahi daitai jabkai ham sirf daal roti kai chakker mai rahtai hai.

Yaha per aik member huwa kerti thee @Lauda is ko shaid ab koi bee yaad nahi kerta laikin us ki aik baat mai aaj tak yaad rakhi hai wo yai kai agar tum achai member banana chahtai ho to ziada sai ziada posts study kero technical or dosry apnai knowledge mai izafa is tara momkin hai ab to ham kissi bee post ka urdu mai translation ker kai bee per sakta hai bas shoq ki baat hai. Hamarai din mai ha maa ki ghod sai qabar tak ilam hasil karo per ham mai sai ziada ter is ko bhool chukai hai.
Asal maa fact Yaa haa kaa ya logo just $$$ kaa pechaa lagaa haa like in logo kaa maqsad knowledge gain karana nahi hotaa just signature criteria ko fill karnaa hotaa haa. Agar Yaa logo knowledge kaa hungry hotaa to zaroor kuch seek lataa lakin Yaa saraa just spamming kaa leyaa ayaa howaa haa or jab knowledge kee bath atee haa to bawakoof ultaa sidhaa likh kaaa post kar dataa haa. Bad maa jab pochtaa haa fear kee wajaa reply b nahi kartaa. Asal maa in logo kaa pas knowledge hotee ha nahi to reply kasaa da daa..

Yaqeenan karaa mujaa In logo par bohat gussa ayaa howaa haa. Yaa langraa lulaa members ko hamaraa Pak community kee image ko notorious banataa haa....

Yaa forum asal maa tee Technical staff kaa leyaa. Satoshi naa Yaa banayaa he taa developer kaa leyaa lakin bad yaa jo Dull heads ayaa to unho naa iss dollar earnings kaa forum samjaa. Mujaa nahi maloom kaa inn logo ko support q deyaa jataa haa even moderator b blindly trigger pull kartaa haaa  Huh Huh.

Bityar
Jr. Member
*
Offline

Activity: 42
Merit: 6


View Profile
Today at 02:04:51 AM
 #31739

Eid - UL - Adha Mubarak All Pakistan Community Member
.

Walaikomsalam khair mubarak apko bhee eid mubarak or mere taraf say tamam pakistan community ko eiduladha bohot bohot mubarak ho. Allah pak is Mubarak din par hum sab par apni rehmat nazil farmaye. Hamarii ibadat or qurbanion ko qubool farmaye aur hum sab ko saath milkar khushian manany kee taufeeq ata farmaye. Aap sab apni eid enjoy Karein or duaon may yaad rakhain
Mask.x
Newbie
*
Offline

Activity: 28
Merit: 0


View Profile
Today at 02:17:10 AM
 #31740

Salam…
Eid ul Adha Mubarak!
Ap aur ap ki family ko Eid ul Adha Mubarak ho. 
Allah Tala hum sab ko agle sal Haj ki saadat naseeb farmaye. Hamari tamam ibadaat qabool farmaye, mazeed ibadat ki taufeeq de or hamy har us cheez se nawaze jismein hamare liye khair o afiyat, khushi aur sukoon ho. Ameen.

Allahu Akbar, Allahu Akbar, 
La ilaha illallah, wallahu Akbar, 
Allahu Akbar, walillahil hamd .
Pages: « 1 ... 1537 1538 1539 1540 1541 1542 1543 1544 1545 1546 1547 1548 1549 1550 1551 1552 1553 1554 1555 1556 1557 1558 1559 1560 1561 1562 1563 1564 1565 1566 1567 1568 1569 1570 1571 1572 1573 1574 1575 1576 1577 1578 1579 1580 1581 1582 1583 1584 1585 1586 [1587] 1588 »
  Print  
 
Jump to:  

Powered by MySQL Powered by PHP Powered by SMF 1.1.19 | SMF © 2006-2009, Simple Machines Valid XHTML 1.0! Valid CSS!