Bitcoin Forum
October 20, 2026, 04:15:24 PM *
News: Latest Bitcoin Core release: 31.1 [Torrent]
 
   Home   Help Search Login Register More  
Pages: « 1 ... 1708 1709 1710 1711 1712 1713 1714 1715 1716 1717 1718 1719 1720 1721 1722 1723 1724 1725 1726 1727 1728 1729 1730 1731 1732 1733 1734 1735 1736 1737 1738 1739 1740 1741 1742 1743 1744 1745 1746 1747 1748 1749 1750 1751 1752 1753 1754 1755 1756 1757 [1758] 1759 »
  Print  
Author Topic: Pakistan  (Read 7321384 times)
Doll2233
Full Member
***
Online Online

Activity: 448
Merit: 163

View Profile
October 18, 2026, 11:15:47 PM
 #35141

[ FUN ] Complete a Word Challenge (Round 16)
Waalaikum asalam wa ahmatullahi wa arakatuh. Welcome back. M b aksar gar k kamo m masrof hone ki waja c is challenge m participate karny sey rh jati hon. Har time mobile ke touch m rehna mumkin ni hota or jab notifications dekti hon to challenge pehley hi end ho chuka hota hai. Pehly Round 1 sey Round 10 tak m kuch rounds m participate kr pai thi lekin Round 11 sey Round 16 tak abi ek bar b participate ni kar saki. Is bar m time manage karney ki koshish karo gi aur counting m b apki help karo ge. Ma update dene ki koshish karo ky kis user ney kitne guesses kye h. Honestly, yeh challenge community k lye kafi beneficial h ku  is se posts aur merit dono ki activity barhti h aur sath hi fun bi hota h.  Chhy users ky guesses si ho ya wrong unki participation sey community m activity barhti h. Itni achi initiative shoro karney or community ko engage rakhny ke lye apka boht shukria.

GbitG
Hero Member
*****
Online Online

Activity: 1652
Merit: 658

View Profile WWW
October 18, 2026, 11:57:47 PM
 #35142

.....

What did you think Guys.
Next move kyaa ho saktaa haaa.

DYOR !

Forex Factory
Walikumaslam shukar ALLAH KA thek AP sunao Bhai AP thek ho or Bilkul bhai aapki bt theek hai ke strong US economic data ki wajah se DXY me strength aa sakti hai jo Bitcoin or baqi risky assets par pressure dal sakti hai Mere khayal se abhi market me volatility rehne ka chance hai is liye jaldi me koi trade lena risky ho sakta hai Agar DXY strong rehta hai to BTC me mazeed downside dekhne ko mil sakta hai lekin agar market sentiment improve hota hai to recovery b aa sakti hai Is liye important support or resistance levels ko monitor karna or proper risk management ke sath decision lena zaroori hai.
I doing well.....

Bro DXY maa strength a saktee nahi ayee haa..... App chart ko monitor kar to AP ko clearly pataa lag jayaa haa kaa DXY last month saa kitnaa rise kar chukaa haaa data kaa lihaz saa like previous month or iss month maa Index kafi strong ho chukaa haa q kaa all economic data just better represent ho rahee ha or iss waja saa DXY better hotaa haa rahaa ha.

Baqi pichly weak Bitcoin approximately $82,000 ke qareeb close hov sarf 0.6% down tha jabke Nasdaq mein 2% sy zyada girawat dekhi gayi. Is sy lagta ha ke Bitcoin mein abhi buyers kuch support de rahe hai. bitcoin abi $81,100 ke ass pass tarde hu raha hai. I think bitcoin ka $80k say $81k ka area bohtt important hai. Agr BTC is level ko hold kar leta hai to market ma buying wapas aati ha to price $83,000 sy $85,000 ki taraf ja sakti hai. but agr $80,000 ka support toot jata ha aur price is sy neeche close hoti ha to $77k tak ya below tak ho sakta hai. Is liye filhal jald bazi ma entry lene ke bajaye apni researchers krna huge
Wa Alaikum Salam

Han bro apke bath Sahi haa q kaa zahir kaa Jan economy achee haa to Fed q rates cut kara ga like next door maa.

Iskaa ilawaa NASDAQ kaa to clearly sentiment Nazar a rahaa haa kaa Bullish haa or app dakh b skataa haa continuously rise kar rahaa. Ham yaa tora drop to ataa haa like next move ko prepared hoana ka leyaa.

NASDAQ-100 or mini dono just pullback ka leyaa drop howa haa.

Noorooo
Member
**
Offline

Activity: 210
Merit: 65

View Profile
October 19, 2026, 03:57:17 AM
 #35143

1. P _ _ _ n o m _ _ _ _ z _ t i _ _
2. _ _ d i _ _ _ _ g _ _ s h _ _ i _ _ _ y
3. _ o _ _ e r _  e _ _ _
4. _ t t _ _ _ e _
5. B _ _ a _ _ i _ _
6. _ _ s o _ _ e _ _
sir my answers
4.Attacker
5.Basically
Multani Boy
Newbie
*
Offline

Activity: 28
Merit: 17

View Profile WWW
October 19, 2026, 05:59:42 AM
 #35144

As Salam alaikum Guys.....!!!!
Kasa haa app sab log umeed kartaa hoon sab kharyat saa hongaa......

So guys maa na recently posted keyaa taa Bitcoin kaa hawala saa like previous week maa jis ma maa naa mentioned keyaa taa kaa hamraa pass few Macro haa Jo kaa agar positive ayee to Bitcoin maa hamaa visible move mil skataa haa otherwise DXY strong haa or yaa price ko push karwaa saktaa haa towards down......

So ultimately hamraa pass abb wo events ho chukaa haa or app sab logo naa monitor b ekyaa hogaa kaa kis kara Bitcoin kaa price naa impact keyaa. Sara data app clearly dakhaa skataa haa kaa. Akk retails sales kaa ilawaa sab CPI ho yaa pir PMI donoo forecast saa kahi above ayaa ho. Yaa clearly indication haa kaa US economy still strong haa jis ke waja DXY strong hotaa ja raha haa risky assets decline kar rahaa haaa.

What did you think Guys.
Next move kyaa ho saktaa haaa.

DYOR !

https://www.talkimg.com/images/2026/10/17/UxhP2f.jpg
Forex Factory

Wa Alaikum Assalam bro.

Mere khayal mein ye data short term mein Bitcoin par pressure daal sakta hai. Core PPI forecast ke 0.3% ke muqable mein 0.7% aya hai jabke overall PPI 0.6% ke forecast ke muqable mein 1.3% raha. Retail sales bhi expected se strong rahi. Ye numbers Fed ke liye interest rates jaldi cut karna mushkil bana sakte hain kyun ke inflation abhi bhi concern hai.

Lekin ek baat yaad rakhni chahiye ke strong economic data ka matlab ye nahi ke Bitcoin lazmi dump karega. Market pehle se hi in expectations ko price mein include kar sakti hai. Interesting baat ye hai ke 15 October ko strong inflation data ke bawajood dollar mein weakness bhi dekhi gayi thi. Is se pata chalta hai ke market ka reaction sirf ek economic report par depend nahi karta.

Ab next move ke liye main DXY aur US Treasury yields ke saath BTC ke important support levels ko bhi watch karunga. Agar dollar aur yields dono upar jate hain to Bitcoin par mazeed downside pressure aa sakta hai. Lekin agar ye news pehle hi price mein include ho chuki hai aur dollar weak hona shuru hota hai to Bitcoin recovery bhi kar sakta hai.

Is liye mere khayal mein sirf data ko dekh kar direction decide karne ke bajaye ye dekhna zyada important hai ke market us data par react kaise karti hai. DYOR
Bityar
Full Member
***
Offline

Activity: 196
Merit: 103

★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!

View Profile
October 19, 2026, 06:44:09 AM
 #35145

9 Bitcoin stories and Fun Facts

Asslamualaikom umeed hay aap log kheriat say hongay aaj kuch interesting topic mila bitcoin kee history kay baray may toh soch kay yaha bee share karoo..

1. Satoshi Nakamoto ka Raaz
Satoshi nakamoto yeh aik unknown person thaa jis ka name kesee banday nay yaa kesee bando kay group nay bitcoin ka design kiya thaa or nakamoto kee identity kesee ko bee nhi pata ye aik mystery hay.

2. Unused mine Bitcoins
Start may satoshi nay millions bitcoins mine kiye thay jo abhi bee unkay wallet may mehfooz parhay hay kabhi bee use nhii huwe.

3. FBI largest Bitcoin wallet
Silk road name kee aik dark web market place ko band krnaay kay baad fbi kaypaas dunyaa kee sab say barii bitcoin wallets agaye jiskii valuse us waqt takreeban $120 million thee isitarah fbi sab say barii bitcoin holders may shaamil hogayaa.

4. Lamborghini and Bitcoin
Lamborghini wo wahid or pehli car company thee jisnay bitcoin ko khareedofarokht kayliya accept kiya.

5. Pizza day
Iskay baary may toh aap sab ko pata hee hoga 22 may 2010 bitcoin pizza day manaya jata hay jo kay pehli baar 10000 bitcoins use huwe thay wo bee sirf $25 kay 2 pizza kharednay kayliyay.

6. Lost hard drive
2013 mein aik shakhs jis ka naam james howells thaa jisnay apna ik purana hard drive jis may takreeban 7500 bitcoins thay wo is say ghum gaya thaa yeh story bee dunya bar may kaafi mashhoor huwi thee.

7. Shuruat may tax reporting
2015 may sirf 802 logo nay apnay bitcoin income kay baray may IRS ko bataya irs jo kay US may tax department hay. Kyonkay us waqt log crypto par tax kay baray may zyada nhi jantay thay.

8. Bitcoin in outer space
2016 mein aik genesis company nay aik 3D btc model ko weather balloon kaysaath bandh kar space may bheja tha.

9. Bitcoin hash power
China kay paas takreeban 60% of bitcoins hash power hay like wo 60% kay tamam new bitcoins mine kartay hay.

source

Mask.x
Member
**
Offline

Activity: 114
Merit: 14

View Profile
October 19, 2026, 08:43:20 AM
 #35146

9 Bitcoin stories and Fun Facts

Asslamualaikom umeed hay aap log kheriat say hongay aaj kuch interesting topic mila bitcoin kee history kay baray may toh soch kay yaha bee share 1. Satoshi Nakamoto ka Raaz
Satoshi nakamoto yeh aik unknown person thaa jis ka name kesee banday nay yaa kesee bando kay group nay bitcoin ka design kiya thaa or nakamoto kee identity kesee ko bee nhi pata ye aik mystery hay.

W salam
Umeed karta ho ap be kheriyat sa hongy
Apne bitcoin ke bare mai bohat achi information share ki hai bitcoin ke history haqiqt mai ak interesting story hai or sab se interesting satoshi nakamoto ki story hai jo ke Abhi tak mystery bani howe hai es trah bitcoin ki or be interesting or heran kun story hai 10000 bitcoin se 2 pizza buy ki es sa pata chalta hai ke waqt or technology ke sat chezi Kitni badalti hai bitcoin ak digital currency nii balki financial technology ke tarikh ka ak iham hisa hai.
Shanaira
Newbie
*
Offline

Activity: 1
Merit: 0

View Profile
October 19, 2026, 01:51:42 PM
 #35147

Asslam-o-Alaikum...kya hal hain sab k umeed krti hn sb khairiat se hon gy...m is page pe new hoon r mjy koe bht zyda idea ni hai yhan pe kam krny ka meri ap sb se request hai k k yhan pe kam krny r seekhny main ap log mujy help kren..kiun kay new member ki hasiat se mjy lgta hai k ap sb ki support k bger m yhan pe grow nahi kr skti...M ny Geography m M.phill kia hua hai r mere subject k related agr main kisi ko b help out kr skun to ye bht khushi ki bat ho g mere liey...
Fragrance1122
Member
**
Offline

Activity: 168
Merit: 14

View Profile
October 19, 2026, 02:13:04 PM
 #35148

Asslam-o-Alaikum...kya hal hain sab k umeed krti hn sb khairiat se hon gy...m is page pe new hoon r mjy koe bht zyda idea ni hai yhan pe kam krny ka meri ap sb se request hai k k yhan pe kam krny r seekhny main ap log mujy help kren..kiun kay new member ki hasiat se mjy lgta hai k ap sb ki support k bger m yhan pe grow nahi kr skti...M ny Geography m M.phill kia hua hai r mere subject k related agr main kisi ko b help out kr skun to ye bht khushi ki bat ho g mere liey...

Walakumslam! Yahan par bitcoin kay hawalay say posting Hoti hay usually or general informations bhi share Ki jati hay current affairs kay hawalay say.. Geography subject yahan par kaafi useful sabit ho sakta hay.. KOshish kijiye k Jo information Aap share karain wo genuine ho mtlb apni creativity use kar liya karain.. Jitni quality posting karogi Aap utni zyada aap KO performance appraisal milega or aap ko iss say merit bhi milega , apnay seniors say.. Lekin time dena zarori hay.. Kyunke activity or merit dono KO dekha jata hay is forum par. AI use na karain, ye Mera personal experience hay k AI use karnay say aapko nuqsan Uthana par skta hay or aapka trust negative may ja sakta hay.. Baqi yahan par seniors maujood hay.. Insha Allah wo apko assist karaingay time to time.. All the best for your future endeavors.
yvesp110
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1120
Merit: 501

View Profile
October 19, 2026, 02:38:25 PM
Last edit: October 19, 2026, 06:10:42 PM by yvesp110
 #35149

Peshawar incident ka sun ky dil ko bohat dukh poncha, dil abhi PIMS incident se bahir nai nikla tha ek or buri news sunny ko mil gye.

Aj ma social media dekh raha tha jahan mujhe pta chala ky kis trha school owner khud ko bachany ky liye justifications dy raha tha ye sb Qudrati waja sy hua halaky school building ma acha material use hua ha matlba wo masom bachy jin ke jan gye unki koi qeemat he nai.

Ek jga mane news dekhi ek he ghar ky 2 bachon ke death hui, jbky ek jga ek family ka aklota beta jo kai salo ky bad Allah ny unhe diya tha wo be chal basa. Or bi pta nai kitni dardnak stories hoge. In logo ko bilkul nai chorna chaye, awam ko chaye sb mil ky awaz othaye. ab school pora mafia ha jo fees or admission fee ky nam py itny pesy lety ha magar facilities ky mayaar py pora nai otarty.Inka bycott hona chaye ab tu sari school buildings ka survey hona chaye. Qk ye koi first incident nai hua aisy incident barhty ja rahy ha.
Social media ki waja sai bohut sari cheezai open ho rahi hai aur awam ko pata chal raha hai yai mulak kaisai chal raha hai kiunkai is sai pahlai bee halaat aisai hee thai aur kuch bee development nahi ho rahi thee laikin media ko control ker kai ham nai bohut tareeqi ki thee ab yai cheezai open ho gai hai aur pata chal raha hai konsi tareeqi huee hai aur kis nai kaha sai kaisai loota hai is mulak ko.

Mujai aap log batai kissi ko umeed hai is mamlai mai kuch ho ga kuch bee nahi kiunkai yaha per sab kuch beekta hai bas aap ki jaib mai paisa hona chahia baki koi tension nahi hai agar yai kaam Punjab mai huwa hota to shaid kai cheezai open hee na hoti kiunkai yaha per bohut tareeqi ho rahi hai kagzo mai baki halaat awam kai sab provinces mai aik jaisai hee hai bas yaha aap kal in kap apnai agent hai to sab kuch acha hai baki Allah ham per raham karai. Boycot aur survey to baikar ki cheezai hai aur in sai kuch bee change nahi honai wala kiunkai yai sab kuch waha hota hai jaha qanun ho yaha per to courts hee andhai hai aur wo kissi bee qabil nahi hai kai kuch karai aur awam ko relief dai.
qurbanshah02
Hero Member
*****
Offline

Activity: 784
Merit: 607

View Profile WWW
October 19, 2026, 03:13:03 PM
 #35150

Asslam-o-Alaikum...kya hal hain sab k umeed krti hn sb khairiat se hon gy...m is page pe new hoon r mjy koe bht zyda idea ni hai yhan pe kam krny ka meri ap sb se request hai k k yhan pe kam krny r seekhny main ap log mujy help kren..kiun kay new member ki hasiat se mjy lgta hai k ap sb ki support k bger m yhan pe grow nahi kr skti...M ny Geography m M.phill kia hua hai r mere subject k related agr main kisi ko b help out kr skun to ye bht khushi ki bat ho g mere liey...
Walaikum Aslam
G Alhamdulillah thk ap sunain sister.
G bilkul ap new ha is liye Apko yaha per Kam Krny ka Zada idea Ni ho ga Magar Apko tora bohat idea ho ga ky fourm ko kesy use krna ha. Sab se pehly ap fourm visit kry Jo main thread ha jis per ap zaroor Jaye Gambling, Bitcoin Disscion, trading, economy, politics, Meta, bounties in section per ap view kry or unky rules me Apko de deta ho ye forum strict to Ni ha Magar agar usky kilaf Jaye gye to ye bohat hi strictly Kam lety ha. Is liye Apko chaiye ky ap galti Ki ganjaish na kry or apny liye masla na banaye. Ta ky Apki growth me koi rukawat Ni bany gi.

Ab yaha per growth hony ky liye Apko merits hasil Krny ho gye Jo ky Apki meaningful, quality, helpful post ho gi to Apko kud ba kud merit mil Jaye ga Jo ky bahir se bi mily ha or community me moderator + merit source + community se mily gye. Baqi agar Apko Crypto or Bitcoin ky Bary me idea ha to Apki ye degree Apko or Zada strong KR sakty gi english likny me. Baqi apky liye economy ka section Zada acha rhy ha Apki degree ky hawaly se.

Unofficial list of (official) Bitcointalk.org rules, guidelines, FAQ

Rank
Description
Tag
Brand New:0 posts, gets 1 gold coin under his name.
Newbie:(none), gets 1 gold coin under his name.
Jr. Member:Activity: 30, gets 1 gold coin under his name.
Member:Activity: 60, gets 2 gold coins under his name.
Full Member:Activity: 120, gets 3 gold coins under his name.
Sr. Member:Activity: 240, gets 4 gold coins under his name.
Hero Member:Activity: 480, gets 5 gold coins under his name.
Legendary:Activity: the Legendary membergroup has no universal activity requirement.
You are guaranteed to become Legendary somewhere between 775 and 1030 activity,
but the exact point in this range at which you become Legendary is random per user.
Gets 5 gold coins under his name of which the last is half dark blue.

Uper fourm ky rules bataye ha or sath me Nichy Har rank ky Bary me bataya ha. Baqi agar Apko mazeed Kisi cheez Ki zaroorat ho gi to Apko information de don ga. Baqi mehnat kry or time den ta ky apky liye is forum me growth ky rasty easy ho Jaye.

Merit:

In addition to Activity you now need Merit to achieve each rank. The required merit is detailed below:

Brand new: 0
Newbie:   0
Jr Member: 1
Member: 10
Full Member: 100
Sr. Member: 250
Hero Member: 500
Legendary: 1000

MusaPk
Sr. Member
****
Offline

Activity: 1484
Merit: 480

View Profile WWW
October 19, 2026, 03:29:06 PM
 #35151

Walaikum Aslam
G Alhamdulillah thk ap sunain
Wah g wah ye Kia bat ap ny challenge Chala dia ha Magar ham jeso ky liye ye sirf contest dekny ky liye ha agar ham kuch der late ho Jaye to community ky member isy complete KR dety ha. Koi hamay bi time den ham bi koi search kry ta ky ham bi is contest me hisa lye PAYE. 15 mint me is contest ko pora KR dia ha community me bohat hi fast service milti ha haha baqi Hafiz Bhai vo reward Ki koi bat Bani ya Ni kuch ideas ly ly ye to Apko ab Bata Dena chaiye Ta ky ye Jo 15 mint ka gap ha sirf 5 mint ka gap reh Jaye ga haha Abhi to members ko reward ka pata Ni ha agar pata Chal Jaye to contest or Zada tezi se Chaly. Wesy is bar to words kafi Bary Ty or muje to milny bi nai Ty haha chalo hamary 2 bhaio ny isy pora KR dia ha congratulations in members ko jino ny ye complete Kia ha ✅

Shah Ji ma bhe yahe soch rha tha ka ma na to jb bhe ya contest dekha hy to isko close he paya hy. Matlab ya ka yahn contest launch hua aur saath he sub ka answers bhe a gya. Agr is contest ma hisa lena ho ga to bnda ko boht quick hona parya ga nhi to ap bus haath malta reh jyn gy. Waisa boht ache knowledge hy hmarya members ke, mera lea to shayd mushkil ho jata in words ko pora krna pr hmarya dosto na kamal mahrat sa in sub words ko sahe sa fil kr dea. Mare trf sa tmam members ko mubarakbad jinho na is contest ma hisa ly kr sahe answers kea. Umeed hy next time ma bhe is ma hisa ly pyn ga.

qurbanshah02
Hero Member
*****
Offline

Activity: 784
Merit: 607

View Profile WWW
October 19, 2026, 04:06:41 PM
 #35152

Bhai is ky liye hamay apny local board ka notification lagana pary ga Jo ky Bitlist me lagy ga us se jab bi koi post kry Ga to uska notification hamay telegram per ajaye ga. Agar to hamary pass apny apny mobile ya laptop hon gye to ham Foran se is challenge me hisa lye PAYE gye. Warna ham sab mu hi dekty reh Jaye gye haha. Baqi ye bat bi Sai ha me to in words mo dek hi Hiran ho Gia ho ky agar kuch time mil bi Jaye to mery se ye word pora krna kafi mushkil ho sakta ha. Baqi ap next time kosish kry ky next 7 days ya 10 days per Hafiz Bhai is challenge ko Chala de gye q ky vo ab time ky sath is contest ko agy barha rhy ha. Or muje lagta ha ky next content me hamay reward dekny ko mily Ga or me bohat hi Zada interested ho.

Ab de villiers
Full Member
***
Offline

Activity: 560
Merit: 197

View Profile
October 19, 2026, 04:21:15 PM
 #35153

9 Bitcoin stories and Fun Facts

Asslamualaikom umeed hay aap log kheriat say hongay aaj kuch interesting topic mila bitcoin kee history kay baray may toh soch kay yaha bee share karoo..

Iskay baary may toh aap sab ko pata hee hoga 22 may 2010 bitcoin pizza day manaya jata hay jo kay pehli baar 10000 bitcoins use huwe thay wo bee sirf $25 kay 2 pizza kharednay kayliyay.
Ye to asie baatien hai  jo Bitcoin ke sath jornie wale har shakhs ko yaad rakhni chahiye. Bitcoin ki history me bohat se aise waqiat hain jin se hamein bhout kush sekhne ko milta hai k agar ham longterm enter hona chah rahien hain to bitcoin ki price chahe jo bi ho enter ho jayien or  pizza day wali story ko ham to bol he nhi saktien kun ke pizza day contest run hota hai or  hamari Community me be kaafi members un me hissa lete hain or jo  James Howells ki lost hard drive wali story jo  hamein seekhati hai apni private keys aur wallet backup ki ahmiyat batati hai jo hamray liya kitna zarori hai bitcoin ke sabi purane waqiat  users ke liye seekhne aur samajnie  zariya bi hain ap ne ye facts share karke bohut asha kiya hai kyun ke community me aisi maloomat ka huna old aur new dono member ko fiada hai.

Cheema02
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1302
Merit: 737

View Profile
October 19, 2026, 06:01:38 PM
 #35154

9 Bitcoin stories and Fun Facts

Asslamualaikom umeed hay aap log kheriat say hongay aaj kuch interesting topic mila bitcoin kee history kay baray may toh soch kay yaha bee share karoo..

Iskay baary may toh aap sab ko pata hee hoga 22 may 2010 bitcoin pizza day manaya jata hay jo kay pehli baar 10000 bitcoins use huwe thay wo bee sirf $25 kay 2 pizza kharednay kayliyay.
Walikum Salam bhai Allah pak ka shukr hai ap nay Bitcoin ki history kay baray ma boht achi information share ki hai. Mery khyal sy aik aur interesting story Hal Finney ki hay jo Bitcoin kay sharu waly users ma say aik thy. January 2009 ko Satoshi nay Hal Finney ko ten Bitcoin send kiye thy. ya Bitcoin ki pehli sb sy baqri transactions ma say aik thi. Us waqt Bitcoin naya naya launch hua tha aur iski koi khaas market value ni thi but aaj Bitcoin duniya ki famous digital currencies ma shaamil hai. sochian agar us waqt kisi ko pata hota kay future ma Bitcoin itni popularity hasil kary ga toh shayad log isay itni aasani sy ignore na karty jasy us waqt karty. mujy lagata kisi ba new technology ki value sharu ma samjna mushkil hota hai but waqt kay sath woh duniya badal sakti hai inti power. bhai mujy ni lagta future ma koi aur digital currency Bitcoin ki trah famous ho skati hai eth ny takhar deni ki koshsih ki the but bitcoin ki apni punchan hai

AgriTrack
Full Member
***
Offline

Activity: 686
Merit: 176

View Profile
October 19, 2026, 06:33:19 PM
 #35155

Asslam-o-Alaikum...kya hal hain sab k umeed krti hn sb khairiat se hon gy...m is page pe new hoon r mjy koe bht zyda idea ni hai yhan pe kam krny ka meri ap sb se request hai k k yhan pe kam krny r seekhny main ap log mujy help kren..kiun kay new member ki hasiat se mjy lgta hai k ap sb ki support k bger m yhan pe grow nahi kr skti...M ny Geography m M.phill kia hua hai r mere subject k related agr main kisi ko b help out kr skun to ye bht khushi ki bat ho g mere liey...
Wa Alaikum Assalam sister! Welcome to the forum Sab sie pehle baat to ap bilkul pareshan na hon har member shuru mein new hotia ha aur dheerie seekh kar hi grow karite ha. Meri ap ko yehi suggestion ha ke sab se pehle forum ke rules ko achi tarah read karein seniors ki posts ko observe karei aur discussion mein actively participate karein. Koshise kareian ke sirf rank barhane ke liye posts na karein balke aisi informative posts share karein jin se dosire members kio bhi kuch seikhne kio milie

Sister, ap ne Geography mein MPhil kiya hua ha jo ap ke liye aik achi opportunity ha. ap apne subject ki knowledge ko Politics & Society section mein bhi use kar saktei ha kyun ke geography ka politics, society aur public issues ke seth connection ha. political topics par post karte waqt koshish karein ke facts aur reliable sources ko importance dein aur apni discussion kio balanced rakhein. Is tarah aap apni academic knowledge ko forum par achi tarah utilize kar sakti hain aur doosre members ke seth apna experience bhi share kar saktie ha. patience aur learning ke seth ap yahie achi progress karein gi. Best of luck

Misbah2002
Member
**
Offline

Activity: 131
Merit: 12

View Profile
October 19, 2026, 06:42:32 PM
 #35156

Aslamu Alaikum.
Kuch masrufiat aur kuch mulki halaat ijazat hee nahi dair rahai banda kuch bee asani sai aur achai sai ker sakai laikin phir bee koshish jary hai aur jari rahai gee kiunkai ab kuch cheezai hamarai hatho mai nahi hai jo kai sab kuch jaldi sai achi ker sakti hai.

Pakistani media hamaisha ki tarah aik hee raad alaap raha hai sab kuch acha hai laikin sach na bata saktai hai aur na hee dekha sakta hai kiunkai sab ko pata hai ham kis taraf ja rahai haai aaj daikha Mohsin Naqvi Field Marshal ki tareefo kai pul band raha tha jabkai Iran walo nai in ko mukamal nanga ker dia hai aur yaha tak kah dia hai yai American agents hai laiakin baisharmi ki hadai paar ho chuki hai aur sab kuch acha aur mai ho na wala seen chal raha hai.
PTI kai helaf aur ab KPK mai koi terrorist activity nahi ho rahi kiunkai in tauts kai pass jado ki chari hai jo sabi ker rahi Allah raham karai aur in jaisai bagairto sai hamai bachai kiunkai ham in kai chungal mai phansai huwai hai aur kuch bee nahi ker saktai.
JunaidAzizi
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1400
Merit: 664

View Profile WWW
October 19, 2026, 06:53:41 PM
 #35157

Walaikum Aslam
G Alhamdulillah thk ap sunain
Wah g wah ye Kia bat ap ny challenge Chala dia ha Magar ham jeso ky liye ye sirf contest dekny ky liye ha agar ham kuch der late ho Jaye to community ky member isy complete KR dety ha. Koi hamay bi time den ham bi koi search kry ta ky ham bi is contest me hisa lye PAYE. 15 mint me is contest ko pora KR dia ha community me bohat hi fast service milti ha haha baqi Hafiz Bhai vo reward Ki koi bat Bani ya Ni kuch ideas ly ly ye to Apko ab Bata Dena chaiye Ta ky ye Jo 15 mint ka gap ha sirf 5 mint ka gap reh Jaye ga haha Abhi to members ko reward ka pata Ni ha agar pata Chal Jaye to contest or Zada tezi se Chaly. Wesy is bar to words kafi Bary Ty or muje to milny bi nai Ty haha chalo hamary 2 bhaio ny isy pora KR dia ha congratulations in members ko jino ny ye complete Kia ha ✅

Shah Ji ma bhe yahe soch rha tha ka ma na to jb bhe ya contest dekha hy to isko close he paya hy. Matlab ya ka yahn contest launch hua aur saath he sub ka answers bhe a gya. Agr is contest ma hisa lena ho ga to bnda ko boht quick hona parya ga nhi to ap bus haath malta reh jyn gy. Waisa boht ache knowledge hy hmarya members ke, mera lea to shayd mushkil ho jata in words ko pora krna pr hmarya dosto na kamal mahrat sa in sub words ko sahe sa fil kr dea. Mare trf sa tmam members ko mubarakbad jinho na is contest ma hisa ly kr sahe answers kea. Umeed hy next time ma bhe is ma hisa ly pyn ga.
Ap dono bhaio ke leye arz ha ke ye contest es waja se entni jaldi close up ho jata ha q ke ye guess karna kafi zyada asan ho chykka ha pehle agr daika jaye tu wording kafi zyada mushkil huwa karti ti ma ne kahe dafa es ko daik ke chor deia ta q le guess karna mushkil ta per ab chukne Hafiz bahi ne wording easy kar di ha tu es waja se users jaldi jaldi guess kar daite hain aur waise be ye wording crypto se related hoti ha article news aur paper read karte waqt nazar ma words ahe jate hain.
Ab es ma ye 3 nbr word mere khyal ma Convergence ha aur muje aysa lag raha ke ye pechli dafa ya pir os se pechli dafa be aya ta may be ma ghalat ho sakta hun per muje aysa lag raha ha ke ye word ma na dubra yahan es contest ma daika ha. Tu ab ap dono dil chota na kare agli dafa words mushkil ayenge tu ap ko be pura time melega Grin

Webetcoins
Hero Member
*****
Offline

Activity: 2800
Merit: 559

View Profile
October 19, 2026, 07:12:04 PM
 #35158

UAE Introduces a New Way to Buy Bitcoin Through Banks

!........السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
UAE my paihla international bank ban gaya haa joo eligible clients koo apne bank accounts ke zariye directly Bitcoin buy karne ke sahulat de raha haa iss service se clients koo alag crypto exchange par account banane ke zaroorat nahi hogi kiun ke voo bank ke platform ke zariye he crypto trading kar sakenge Bitcoin buy ke liye eligible client apne Standard Chartered account my login kare crypto trading service open kare Bitcoin select kar ke amount enter kare aur price aur applicable fees check karne ke baad transaction confirm kare Bank crypto ke custody aur transaction settlement be handle kare gaa Filhal ya service UAE ke eligible Professional Investors ke liye haa har customer ke liye nahi ya development traditional banking aur cryptocurrency ke darmiyan barhte hoye connection koo zahir karte haa aur future mein crypto koo bank ke zariye buy aur manage karna zaida convenient bana sakte haa
https://www.facebook.com/share/p/19xrHa39q3/
UAE dunya aik aisai countries mai sai hai jo sirf businesses ko sahultai dai ker agai ja rahai hai is waqat crypto kai hawalai sai jeetni development ho rahi hai is mai in ka share bohut ziada hai jis waja sai in ko crypto dunya mai bohut ahmiat hasil hai aur yai issi ka faida utha rahai hai dosri baat yai kai yaha per government bee aisee policies lati hai jin sai business community khush ho ker ziada investment kerti hai mera hayal hai is development ki waja sai UAE mai bohut ziada crypto craze aai gai aur investment kai nai door ka bee agaz ho ga. Pakistan mai bee kuch aise policies aani chahia laikin yaha per jo kuch bee ho raha hai wo sirf apnai ana aur akar ki waja sai zaya kia ja raha hai kal Faisalabad mai aik aur business man ko goli maar di gai jabkai kai Nani420 jahaz ki jhontai lai rahi hai samaj sai bahar hai kaisai log hai aur kia ker rahai hai.

UAE in mushkil halaat mai bee bohut hee taizee sai development kai zeenai tai ker raha hai jis sai lagta hai yai jald hai aik developed countries ki list mai bee aa jai gai agar middleeast mai peace ho gia aur business kai liai mazeed halaat achai ho gai.
HustleZ
Full Member
***
Offline

Activity: 448
Merit: 220

While they gamble, DCA.

View Profile
October 19, 2026, 07:46:14 PM
 #35159

Ap dono bhaio ke leye arz ha ke ye contest es waja se entni jaldi close up ho jata ha q ke ye guess karna kafi zyada asan ho chykka ha pehle agr daika jaye tu wording kafi zyada mushkil huwa karti ti ma ne kahe dafa es ko daik ke chor deia ta q le guess karna mushkil ta per ab chukne Hafiz bahi ne wording easy kar di ha tu es waja se users jaldi jaldi guess kar daite hain aur waise be ye wording crypto se related hoti ha article news aur paper read karte waqt nazar ma words ahe jate hain.
Another reason yeh bhi hai ke mostly log Ai use kar rahy hain and im observing alot of Ai answers. Bas yeh total number of letter Ai ko send kar dete hain or guesses yahan share ho jaty hain even though un me boht obvious ghaltiyaan bhi hoti hain. Baqi its good ke is contest se log extra posts kar lety hain. Agar kam time me zyada posts chahiye tho this is the best way  Grin wese to koi efforts nahin daal sakta in merits ki khaatir he posts karengy because they are here for merits not contribution 😐

1. P _ _ _ n o m _ _ _ _ z _ t i _ _
2. _ _ d i _ _ _ _ g _ _ s h _ _ i _ _ _ y
3. _ o _ _ e r _  e _ _ _
4. _ t t _ _ _ e _
5. B _ _ a _ _ i _ _
6. _ _ s o _ _ e _ _
sir my answers
4.Attacker
5.Basically
Haha  Grin i had a good laugh reading this.

██ ████████           R O L L B I T      │      THE #1 SOLANA CASINO           ████████ ██
█████████████████████████████████████████████████████████████████
|    5,000+ GAMES    |    INSTANT WITHDRAWALS    |    HUGE REWARDS   |    VIP PROGRAM   |]www.rollbit.com██ ████████           R O L L B I T      │      THE #1 SOLANA CASINO           ████████ ██
█████████████████████████████████████████████████████████████████
|    5,000+ GAMES    |    INSTANT WITHDRAWALS    |    HUGE REWARDS   |    VIP PROGRAM   |
Cheema02
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1302
Merit: 737

View Profile
October 19, 2026, 09:15:03 PM
 #35160

Aslamu Alaikum.
Kuch masrufiat aur kuch mulki halaat ijazat hee nahi dair rahai banda kuch bee asani sai aur achai sai ker sakai laikin phir bee koshish jary hai aur jari rahai gee kiunkai ab kuch cheezai hamarai hatho mai nahi hai jo kai sab kuch jaldi sai achi ker sakti hai.

Pakistani media hamaisha ki tarah aik hee raad alaap raha hai sab kuch acha hai laikin sach na bata saktai hai aur na hee dekha sakta hai kiunkai sab ko pata hai ham kis taraf ja rahai haai aaj daikha Mohsin Naqvi Field Marshal ki tareefo kai pul band raha tha jabkai Iran walo nai in ko mukamal nanga ker dia hai aur yaha tak kah dia hai yai American agents hai laiakin baisharmi ki hadai paar ho chuki hai aur sab kuch acha aur mai ho na wala seen chal raha hai.
PTI kai helaf aur ab KPK mai koi terrorist activity nahi ho rahi kiunkai in tauts kai pass jado ki chari hai jo sabi ker rahi Allah raham karai aur in jaisai bagairto sai hamai bachai kiunkai ham in kai chungal mai phansai huwai hai aur kuch bee nahi ker saktai.
Walikum salam bhai, asal masla hi yahi hai ky KPK ki awam ky vote sy anay wali hukoomat ko gira kar Governor Raj laga diya gaya hai jabky asal maqsad America ko madaniyat nikal kar dena hai jo KPK ki awam ka haq banta hai. Agar madaniyat nikalnay sy tabahi ky asraat aam awam par atay hain to iska nuqsan bhi ghareeb awam ko hi bardasht karna paray ga. wsy ma harran hu kpk ki awam ny mayoos kiya hai wo niklay ni hai is dafa shyed hallat mukmal establishment ka control ma hain but sohal afardi ki bad baqi qadyat to nikal skatai the plan b ki according

Non-League ki is corrupt hukoomat ko achi tarah pata hai ky hum kis tarah vote lay kar aaye hain isi liye awam ky bunyadi huqooq aur unki awaaz ko dabaya ja raha hai. Mary khayal sy hukoomat ko siyasi intiqam ky bajaye awam ki mukhilat par tawajjo deni chahiye hai qkh mulk pehlay hi bohat se masail ka shikar hai aur mazeed siyasi afaratafri ka sab sy zyada nuqsan aam Pakistani ko hi hona hai PTi ny jo krna tha kar diya imran khan khud jael
ma hai wo jitna apni awam ka lay kar skata tha kar gaya hai ab bari awam ki hai but mujy lagta ya awam ni nikaly ge apny haq ka lay Allah pak he hidyat dy

Pages: « 1 ... 1708 1709 1710 1711 1712 1713 1714 1715 1716 1717 1718 1719 1720 1721 1722 1723 1724 1725 1726 1727 1728 1729 1730 1731 1732 1733 1734 1735 1736 1737 1738 1739 1740 1741 1742 1743 1744 1745 1746 1747 1748 1749 1750 1751 1752 1753 1754 1755 1756 1757 [1758] 1759 »
  Print  
 
Jump to:  

Powered by MySQL Powered by PHP Powered by SMF 1.1.19 | SMF © 2006-2009, Simple Machines Valid XHTML 1.0! Valid CSS!