Bitcoin Forum
October 22, 2026, 12:36:24 PM *
News: Latest Bitcoin Core release: 31.1 [Torrent]
 
   Home   Help Search Login Register More  
Pages: « 1 ... 1711 1712 1713 1714 1715 1716 1717 1718 1719 1720 1721 1722 1723 1724 1725 1726 1727 1728 1729 1730 1731 1732 1733 1734 1735 1736 1737 1738 1739 1740 1741 1742 1743 1744 1745 1746 1747 1748 1749 1750 1751 1752 1753 1754 1755 1756 1757 1758 1759 1760 [1761]
  Print  
Author Topic: Pakistan  (Read 7321894 times)
Nanga Parbat
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1106
Merit: 555


Enjoy the beauty of nature 😊


View Profile WWW
Today at 08:24:06 AM
 #35201

Sabhi friends kese hain, multan me jo 15 saal Ke sath dardnaak waqia pesh ane wala waqia dil ko hila di hai. Waseem nami bacha jo electrician ka kaam sekh raha tha. Kaam ki jagah par pesh ane wali surat haal ke baad us ne wahan se jane ki koshish ki lekin ilzam hai ke contractor ne gaari se us ka pecha kiya aur takkar mar di, jis se bachay ki jan chali gayi.

Or is waqia ki CCTV footage bi hai jo har news per chal rahi hai aur police ne contractor tauqeer nazir ke khilaf qatl ka case darj kiya hai Is waqia ne bachon ki hifazat aur unki zimmedari lene walay afrad ke kirdar par sanjeda sawalat kharay kar diye hain k garib aur kamzor bachon ko khaas tawajjo aur protection ki zaroorat hoti hai unhein kaam seekhne ke naam par ghair mehfooz halaat mein nahi chhorna chahiye or bachon par tashaddud karne walon ke khilaf qanoon ke mutabiq sakht karwai honi chahiye aur aise waqiat ki ghair janibdar tehqiqaat zaroori hain Allah us bachy ki maghfirat farmaye .

In jese logo ko na roka gya is trha sy tu jaraim ka khatma mushkil ha. In ma sy bohat sy aisy cases ha inky pechy koi proper gangs nai balky ye log pesy ky zor py akarty ha. Or masoom logo ko tashadud ka nishana bnaty ha. Is liye CCD waly aisy steps lety ha.

Khair aj kal social media py campaign chal rahe ha jo bohat sy actors chala rahy ha or ma bhi unki demand sy ittefaq krta hon. Unka kehna ye ha ky jin logo ka encounter ye log kr rahy ha unki murda halat ma koi pic ya koi video bhi social media py dekhaye.

Qk inpy yaqeen krna mushkil lg raha ha kahe aisa tu nai ky insy bhari raqam ly ky inko mulk sy farar kr diya jata ho.

Abhi tk jitny cases bi inho ny btaye ha ksi ke confirm death ka kesy awam ko pta lgy. Tu ye point kafi valid ha, dekhy ab isky response ma CCD waly kiya krty ha.

Aur wase be hmary mulk sazaon ke news tu roz sunai jati magar in jaraim ma koi kami nai arahe balky izafa he ho raha ha. Hmara justice system abi bohat weak ha or isko kafi time lgny wala ha teek hony ma.

 
█▄
R


▀▀▀▀▀▀▀██████▄▄
████████████████
▀▀▀▀█████▀▀▀█████
████████▌███▐████
▄▄▄▄█████▄▄▄█████
████████████████
▄▄▄▄▄▄▄██████▀▀
LLBIT▀█ 
  THE #1 SOLANA CASINO  
████████████▄
▀▀██████▀▀███
██▄▄▀▀▄▄█████
█████████████
█████████████
███▀█████████
▀▄▄██████████
█████████████
█████████████
█████████████
█████████████
█████████████
████████████▀
████████████▄
▀▀▀▀▀▀▀██████
█████████████
▄████████████
██▄██████████
████▄████████
█████████████
█░▀▀█████████
▀▀███████████
█████▄███████
████▀▄▀██████
▄▄▄▄▄▄▄██████
████████████▀
........5,000+........
GAMES
 
......INSTANT......
WITHDRAWALS
..........HUGE..........
REWARDS
 
............VIP............
PROGRAM
 .
   PLAY NOW    
Mask.x
Member
**
Offline

Activity: 115
Merit: 14


View Profile
Today at 09:13:26 AM
 #35202

KPK ki bat kary to waha b siyasi or samji masail majod h or sirf hukomat badlny sy har chez thek ni ho sakti.
Pakistan my overall problems he problems haa agar kaise ak koo be sahi karne baith jaye too time lag
Pakistan ke hukumat nii balki pore nizam ko badalna chahia jo be hukumat aye hai pichli wali se bataren hai behtarn hukomat wo hai jo awam ka lia asani peda kare jb Pakistan azad howa to os dor ke hukumat achi te 1900 ma Jobe party ati te on ka dor Acha ta jo reforms butto ke sor  mai paish howe hai phr os trah ke koi kam nii howe hai phr jo be hukmat change hote te wo pichli se zyada kam karte te or 2000 se es traf olta hogya ab Sirf apni mafad ka lia ate hai.
Abdul Sami786
Full Member
***
Offline

Activity: 210
Merit: 100


★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!


View Profile
Today at 09:58:50 AM
 #35203

Sabhi friends kese hain, multan me jo 15 saal Ke sath dardnaak waqia pesh ane wala waqia dil ko hila di hai. Waseem nami bacha jo electrician ka kaam sekh raha tha. Kaam ki jagah par pesh ane wali surat haal ke baad us ne wahan se jane ki koshish ki lekin ilzam hai ke contractor ne gaari se us ka pecha kiya aur takkar mar di, jis se bachay ki jan chali gayi.

Or is waqia ki CCTV footage bi hai jo har news per chal rahi hai aur police ne contractor tauqeer nazir ke khilaf qatl ka case darj kiya hai Is waqia ne bachon ki hifazat aur unki zimmedari lene walay afrad ke kirdar par sanjeda sawalat kharay kar diye hain k garib aur kamzor bachon ko khaas tawajjo aur protection ki zaroorat hoti hai unhein kaam seekhne ke naam par ghair mehfooz halaat mein nahi chhorna chahiye or bachon par tashaddud karne walon ke khilaf qanoon ke mutabiq sakht karwai honi chahiye aur aise waqiat ki ghair janibdar tehqiqaat zaroori hain Allah us bachy ki maghfirat farmaye .

Sources
https://www.geo.tv/latest/687388-multan-employer-arrested-for-allegedly-chasing-running-over-15-year-old-orphan


Shukar ALLAH KA thek AP sunao b waqai ye bht afsosnaak or dil ko dukh dene wala waqia hai asa nahi Karna chahye tha use UN ko beth ke samjata Marna to nahi chahye tha maa bap ko chahye ke Jahan b Apne bacho ko Kam pe sikhane ke Liye dale to wahan jaye Apne bacho ka Puche ustad ko b pata ho ke piche ate hain police insaf de ya na de but walikon ne to dal liya hai in ko saza deni hai wakilon ne mara b Kafi hain Jo new pe video chal Rahi hai but Jo b hai bacho ki hifazat Karni chahye UN ko Kiya pata hum kiya Kar Rahe ye sahe hai ya Galt Hume UN ko samjana chahye ALLAH pak bachi ki magafirat farmaye or ghr walo ko sabar de Ameen

Jaweria parveen
Sr. Member
****
Offline

Activity: 420
Merit: 293


★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!


View Profile
Today at 10:15:52 AM
 #35204

Pakistan ke hukumat nii balki pore nizam ko badalna chahia jo be hukumat aye hai pichli wali se bataren hai behtarn hukomat wo hai jo awam ka lia asani peda kare jb Pakistan azad howa to os dor ke hukumat achi te 1900 ma Jobe party ati te on ka dor Acha ta jo reforms butto ke sor  mai paish howe hai phr os trah ke koi kam nii howe hai phr jo be hukmat change hote te wo pichli se zyada kam karte te or 2000 se es traf olta hogya ab Sirf apni mafad ka lia ate hai.
Full of nizam badalna ak bagawat hoo gaa joo ke opposition koo bilkul be hazam nahi hoo ge aur joo voo naya nizam hoo gaa uss par kud voo government still nahi reh paye ge magar iss se country my kaafi changes aye ge iss liye opposition ke taraf se pressure be aye gaa agar ya changes naa laye aur khod he government kaam sahi se kare too kuch be changes ke zaroorat nahi pary ge government tab ache hoti haa agar voo awam kaa faida kar rahe haa beshak voo corrupt kar rahi haa yaa nahi jis my awam kaa faida nahi voo government bilkul unfair haa voo iss liye acha taa tab petrol bohat he kaam price my taa magar aj ke time par calculate kare too bohat he zaida farak nahi hota jab petrol 60 kaa taa too aj 400 haa too farak be too haa naa (corrupt tax) tab aur be cheesy down tii too government koo jaise jaise corrupt hony ke tareeky milty gaye voo hoti gayi aur aj halat yaha tak haa aur next government be kaise galat ke hath lagi too hamay bohat he tangi kaa samna karna pare gaa

║
★
║
BIG WINNER!
[15.00000000 BTC]
║
★
║
▄████████████████████▄
██████████████████████
██████████▀▀██████████
█████████░░░░█████████
██████████▄▄██████████
███████▀▀████▀▀███████
██████░░░░██░░░░██████
███████▄▄████▄▄███████
████▀▀████▀▀████▀▀████
███░░░░██░░░░██░░░░███
████▄▄████▄▄████▄▄████
██████████████████████
▀████████████████████▀
▄████████████████████▄
██████████████████████
█████▀▀█▀▀▀▀▀▀██▀▀████
█████░░░░░░░░░░░░░▄███
█████░░░░░░░░░░░░▄████
█████░░▄███▄░░░░██████
█████▄▄███▀░░░░▄██████
█████████░░░░░░███████
████████░░░░░░░███████
███████░░░░░░░░███████
███████▄▄▄▄▄▄▄▄███████
██████████████████████
▀████████████████████▀
▄████████████████████▄
███████████████▀▀▀▀▀▀▀
███████████▀▀▄▄█░░░░░█
█████████▀░░█████░░░░█
███████▀░░░░░████▀░░░▀
██████░░░░░░░░▀▄▄█████
█████░▄░░░░░▄██████▀▀█
████░████▄░███████░░░░
███░█████░█████████░░█
███░░░▀█░██████████░░█
███░░░░░░████▀▀██▀░░░░
███░░░░░░███░░░░░░░░░░
▀██░▄▄▄▄░████▄▄██▄░░░░
▄████████████▀▀▀▀▀▀▀██▄
█████████████░█▀▀▀█░███
██████████▀▀░█▀░░░▀█░▀▀
███████▀░▄▄█░█░░░░░█░█▄
████▀░▄▄████░▀█░░░█▀░██
███░▄████▀▀░▄░▀█░█▀░▄░▀
█▀░███▀▀▀░░███░▀█▀░███░
▀░███▀░░░░░████▄░▄████░
░███▀░░░░░░░█████████░░
░███░░░░░░░░░███████░░░
███▀░██░░░░░░▀░▄▄▄░▀░░░
███░██████▄▄░▄█████▄░▄▄
▀██░████████░███████░█▀
▄████████████████████▄
████████▀▀░░░▀▀███████
███▀▀░░░░░▄▄▄░░░░▀▀▀██
██░▀▀▄▄░░░▀▀▀░░░▄▄▀▀██
██░▄▄░░▀▀▄▄░▄▄▀▀░░░░██
██░▀▀░░░░░░█░░░░░██░██
██░░░▄▄░░░░█░██░░░░░██
██░░░▀▀░░░░█░░░░░░░░██
██░░░░░▄▄░░█░░░░░██░██
██▄░░░░▀▀░░█░██░░░░░██
█████▄▄░░░░█░░░░▄▄████
█████████▄▄█▄▄████████
▀████████████████████▀
║
★
║
║
★
║
✔ Rainbot
✔ Daily Quests
✔ Faucet
Junii
Full Member
***
Offline

Activity: 364
Merit: 175


Not chasing hype just accumulating freedom


View Profile
Today at 10:39:36 AM
 #35205

Sabhi friends kese hain, multan me jo 15 saal Ke sath dardnaak waqia pesh ane wala waqia dil ko hila di hai.
 
Han bilkul mein ny bhe cctv video dekhii yeh contractor keh rha tha k is ki car slip hogai jo k sar asar jooth bol rha tha dosri bt yeh hy k is jaisy logo ki jitni bas chalti hy wo us limit mein zulam krtay hy rehem krna sunnat hy lekn jb practically bt atii hay toh achy acho ki aqal slip hojati hy ab yeh 15 saal ka bacha tha yateem koi bt zaror hogayi hogi jis sy is banday ka ego hurt huwa hy aur bt yaha tak pohenchii khair ab Allah karay k insaf ka faisla aaye qk humaray han judiciary ka bhe kuch alag he scene hy rato raat faislay badal jatay hy inka ziyada bharosa bhe nahi krsktay kuch bhe hoskta hy .   

BigTarget
Full Member
***
Offline

Activity: 174
Merit: 134



View Profile
Today at 11:45:50 AM
 #35206

Pakistan ke hukumat nii balki pore nizam ko badalna chahia jo be hukumat aye hai pichli wali se bataren hai behtarn hukomat wo hai jo awam ka lia asani peda kare jb Pakistan azad howa to os dor ke hukumat achi te 1900 ma Jobe party ati te on ka dor Acha ta jo reforms butto ke sor  mai paish howe hai phr os trah ke koi kam nii howe hai phr jo be hukmat change hote te wo pichli se zyada kam karte te or 2000 se es traf olta hogya ab Sirf apni mafad ka lia ate hai.
Full of nizam badalna ak bagawat hoo gaa joo ke opposition koo bilkul be hazam nahi hoo ge aur joo voo naya nizam hoo gaa uss par kud voo government still nahi reh paye ge magar iss se country my kaafi changes aye ge iss liye opposition ke taraf se pressure be aye gaa agar ya changes naa laye aur khod he government kaam sahi se kare too kuch be changes ke zaroorat nahi pary ge government tab ache hoti haa agar voo awam kaa faida kar rahe haa beshak voo corrupt kar rahi haa yaa nahi jis my awam kaa faida nahi voo government bilkul unfair haa voo iss liye acha taa tab petrol bohat he kaam price my taa magar aj ke time par calculate kare too bohat he zaida farak nahi hota jab petrol 60 kaa taa too aj 400 haa too farak be too haa naa (corrupt tax) tab aur be cheesy down tii too government koo jaise jaise corrupt hony ke tareeky milty gaye voo hoti gayi aur aj halat yaha tak haa aur next government be kaise galat ke hath lagi too hamay bohat he tangi kaa samna karna pare gaa
Nizam badalna bagawat nahi hoti yai bohut hee hoslai ka kaam hota hai aur yai kaam corrupt log nahi ker saktai Pakistan mai is waqat top per jeetnai log hai ziada ter corrupt hai jo kai apnai interest kai liai kissi bee had tak ja sakta hai aur awam ko keerai makorai samajtai hai jis ki masal kuch din pahlai senat mai pass honai wala bill hai blue passport kai hawalai sai.

Is kai baad yaha per generals aur judges completely corrupt hai jo kai kissi bee tor per apni power nahi chorna chahtai to aap kaisai nizam change kerai gai is sai bari aur kia baat ho gee sab sai bara leader jail mai bagair kissi solid case kai KPK ka chief minister kidnap speaker assembly kidnap aur mpas gaib koi puchnai wala nahi hai to aap kia karai gai kaisai nizam badlai gai is kai liai bohut strong movement ki zarurat hai jo is waqat momukin nahi hai.

Pakistan ko dabo dia hai Pakistanio nai hud apni harkato sai aur apnai amal sai aur kuch bee nahi hai ab.

Pages: « 1 ... 1711 1712 1713 1714 1715 1716 1717 1718 1719 1720 1721 1722 1723 1724 1725 1726 1727 1728 1729 1730 1731 1732 1733 1734 1735 1736 1737 1738 1739 1740 1741 1742 1743 1744 1745 1746 1747 1748 1749 1750 1751 1752 1753 1754 1755 1756 1757 1758 1759 1760 [1761]
  Print  
 
Jump to:  

Powered by MySQL Powered by PHP Powered by SMF 1.1.19 | SMF © 2006-2009, Simple Machines Valid XHTML 1.0! Valid CSS!