Yep but can U put a sight on US economy......
......
DYOR !
Wesy Dekha Jaye NAA to unqareeb mujy koi rate cut hoty huwy nazar Nahi arahy hen or wesy Bhi Saal ky 2 mahiny reh Gaye hen. Lekin yahan hamen liquidity Bhi Dekhna hogi ky wo Bhi enter ho rahi hai market my ky Nahi or sirf DXY or yeilds ky bharosy Nahi Beth saky. Agar to pesa market my enter karma hai to definitely market ki movement achi ho Sakti hai Nahi to phir sideways to hen hi. Or agar market sideways my rehti hai to my ye samjta Hun ky iss ky bad dump Bhi aa sakta because ye next month ky bad Christmas Ka mahina Bhi hai or tab outflow hota so minor dump Bhi aa sakta hai. Lekin uss ky bad price my upward movement Bhi Dekhi jaa Sakti hai. So filhaal dekhty hen ye Q4 abhi Kaya Kaya gul khilata hai?
Nazar nahi pakaa haa mera matlab haa ka Fed naa express kee haa kaa rate cut still same rahaa gaa q kaa economy stimulus still good haa. So isleyaa. Baqi liquidity kaa hawala saa maa app ko bathaa chaloon kaa Yeidl or DXY he to zarya haa liquidity inject karnaa kaa. Treasury yield saa money flow karaa gaa to tab he money flow risky assets maa ayee gee. Matlab kaa agar logo ko 2.3% interest miltaa haa on Treasury stake too wo w kaa risky assets maa jump karaa gaa gaa.
Baqi Bitcoin abi b achaa level par haa to maybe next month rise kar laa gaa. Q kaa kaa Q4 haa or sath maa few years saa agar app naa notice keyaa hogaa to Q4 maa price rise kartaa haa naa kaa drop like big players naa kahaee years saa abb logo ko isee Christmas profit book kaa Illinois par trape keyaa haa.
DYOR !That's F**king Disaster......!!!!

👀 Is that real I am just Numb......!!!!
What's going on here @CZ

Literally it's stop my heart beat.... Mera fund kaa kyaa banaa gaa CZ...... Bahi yaa kya ho gyaa. Verify kar dee haa officially Binance to hack kar deya gyaa.
Ohhh Fuck look all crypto are just dumping Guys......
I don't know what to do.....

...
Assalam-o-Alaikum Wa Rehmatullahe Wabarakatuhu!
Bhai kiya hal chal hai aapka? Apke sath bhi to koi scene nhi ho geya? Like funds hack ke related, jahan tak Binance ne bola hai, abhi tak users ke funds abhi tak safe hain, aur I think Binance ke apne funds hack howay hain. Baki bro agar ap ke funds safe hain to tension ki koi baat nhi hain onko move kar lo hor kesi safe jaga par. Aur other than this, agar ap trading kar rhy thy spot section main still meray khayl mai masly wali baat nhi hai as jab market recover ho gi apka loss bhi recover ho jayeega. Baki future ka to phir apko pata he hai. Main future na he recomend karta ho aur na he kabhi future mai trade ki hai. So, agar ap ki koi trade future main long position ke liya open thi phir to apke rasty paky lag gye hongy. Aur agar short to phir ap still safe hoo. DYOR!
Wa Alaikum Salam.......!!!
Alhumdullah Bro sab kuch Kharyat saa haa.....app sunyaa kasaa haa app.....
Nahi Alhumdullah safe haa sab kuch bus uss time just panic howaa haa q kaa uss waq clear koi news nahi taa just rumors tee kaa Binance ko hack keyaa gyaa haa..... Baia Alhumdullah fund be safe haa mere just casually equity Binance paa haa baqi ko maa naa diversify kee haa. Lakin abb maybe maa iss Binance saa apnaa equity b dosraa exchange par transfer kardongaa q kaa last 11th months maa yaa dosraa loops hole haaa Jo mujaa skeptical karata haa inn kaa privacy par
Baqi weakend taa koi trades nahi taa just Gold maa lee tee or wo be successfully dusted howee tee.... Anyway thanks for Ur love bro.....