PGP Tutorial For Windows (in Broken Urdu/Hindi)
Pehle sai he bol deta hu ki ye ek basic tutorial hain. Jo advanced users hain, sayad un logo keliye ye kuch nahi hain. Ye Tutorial Windows users ke liye. Linux aur Android Tutorial bhi very soon post karunga.
PGP Kya hain?PGP ka full form hain Prett Good Privacy. Ye aisa ek technology jis se ap specific ek aur multiple person ko encrypted message send kar sakta ho. Ye encrypted message wo log bina koi decrypt nahi kar paye ga. PGP important kis liye jan ne ke liye ap
ye topic read kar sakta ho.
PGP Software DownloadHum sikhne ke liye Gpg4win software download kar lunga. Download karne ke liye ye link par jao
https://www.gpg4win.org/get-gpg4win.html yaha paypal aur $15 by default main set hain. Ap $0 main click kare aur phir Download button main click kare. Apka download start ho jaye ga.
Download hone ke bad ap software install karlo. Umeed hain ki ap sab log install kar paoge.
PGP Pblic key generate: Software install one ke bad, Cleopatra name ka ek shortcut create ho jaye ga aur desktop par ap inko dekhega. Agar desktop par nahi hain, to search karlo. Ab, Cleopatra open karo. Phir File main click kare aur New OpenPGP Key pair par click kare. referance ke liye screenshot dekho.
Iske bad apna name aur ek email de do. Yaha email verification karna jauri nahi. ap dummy email use kar sakta hain. kuch bhi likh sakta ho yaha par. Ab Protect the generated key with passphrase ka checkbox main tick de do aur advance settings par click karo
By default is software main 3 sal ka key pair generate hota hain. Agar ap chahta hain to unlimited validity ka key pair generate kar sakta ho. Agar unlimited validity chahta ho to Valid Untl check box se tick utha do.
Iske bad phir Ok button par click kare aur ek accha aur Strong password dale jo important hain. Password dalke Ok button par click kare jis se apna PGP key generate ho jaye ga.
PGP Public key aur Fingerprint kaha milega?Screenshot ki tarah Certificate par click karo, phir jo key pair ap generate kya hain, usme right click karo, phir export button par click karke apka computer ka ek directory par file save kare. Ab apna file open kare. Voilaaaaa, Ye hain apka PGP Public key! Agar ap chahte ho to apna public key public server par publish bhi kar sakta ho. Iska fayda ye ki jab koi apko koi encrypted message send kare ga, wo apka finger print search karke public server se apka public key add kar sakta hain.
ye hain mera test PGP public key
-----BEGIN PGP PUBLIC KEY BLOCK-----
mDMEZR1nixYJKwYBBAHaRw8BAQdA2y6v78vPSeXublwXFD5KwXk5AjsImUql9VB6
oPu6Ij60FHRlc3QgPHRlc3RAdGVzdC5jb20+iJMEExYKADsWIQSgq6qoHSBTc3G0
T9rEM2MgYN1FywUCZR1niwIbAwULCQgHAgIiAgYVCgkICwIEFgIDAQIeBwIXgAAK
CRDEM2MgYN1Fy80JAQCAwIUQ1n3J+QdJWwL3Z3wV7jE14O0V03QLUqYGegGapwD/
QqT9jCr/XNkyHR+dIz19u4/Oajl9n0VLIsFv+EfhrAK4OARlHWeLEgorBgEEAZdV
AQUBAQdArMCsf7UQHQr1J6rHmYDZdWPFae3vOsNKbWFFGdc1bFcDAQgHiHgEGBYK
ACAWIQSgq6qoHSBTc3G0T9rEM2MgYN1FywUCZR1niwIbDAAKCRDEM2MgYN1Fy7LL
AP9dqnFI1C8g2zjFx0hss6Kl1iw9KXoC9ZH8NU1BDsz30QD/a44bjf28GDe+NoT3
jPD3d/thmk91gQGtmzuZ+iPkBg4=
=Ogvn
-----END PGP PUBLIC KEY BLOCK-----
Aur ek dosri chees hain hai apna Secret key backup create karna. Same way apna key pair par right click karo, phir Backup Secret Keys par click karo aur backup save karke rakho. Ye backup key kisise share mat karna.
Fingerprint ke liye apna ey pair par right click karo, phir details par click karo, screenshot par dekho mera Finger print ye hai:
A0AB AAA8 1D20 5373 71B4 4FDA C433 6320 60DD 45CBMessage Encrypt kaise kare?Kisko encrypted message send karne ke liye unki Public key aur Fingerprint chahiye. Main yaha BitcoinGirl.Club ka public key liye zo hain ye;
-----BEGIN PGP PUBLIC KEY BLOCK-----
mDMEZMghNBYJKwYBBAHaRw8BAQdA+IDRMqmKdzj0eiBee8MjUJ71Sl11HJDEKwuv
eONy9We0ImJpdGNvaW5naXJsIGNsdWIgPGJnY0Bub2VtYWlsLmNvbT6IkwQTFgoA
OwIbAwULCQgHAgIiAgYVCgkICwIEFgIDAQIeBwIXgBYhBFDZejW2cobfuR3fPWOx
Ut7+xyg9BQJkyCG+AAoJEGOxUt7+xyg9E5MA+wS51d5leJ0noKkZlEfAjEqBt/ca
li0mfmKfw9U5LXLrAQC3ncYEyJHrzlNXAav1myyvKZEXQ1WAGafIHeRdcleJALg4
BGTIITQSCisGAQQBl1UBBQEBB0ChNUGhTHWOLKkMNBXFG6/Rl/wWrZ4ad3ppaKtA
Cs3BLwMBCAeIeAQYFgoAIAIbDBYhBFDZejW2cobfuR3fPWOxUt7+xyg9BQJkyCHK
AAoJEGOxUt7+xyg9l9YA/RKyt4OQVeDb1coppNdMVsptCnfB+66fShrn1ij7n9XA
AP4ntoJBo0w4PDIbuCEtOPRjUAk+pC3iaaC2Dq1hU4b+Bw==
=wFDZ
-----END PGP PUBLIC KEY BLOCK-----
Zisko encrypted message send karoge, unka public key copy kare, main yaha BitcoinGirl.club ki public key copy kia hain.
phir screenshot main dekhe Tools se Clipboard aur phit Certificate Import par click kare.
Phir hum zisko message send kare, unka Public key ko certifide karna padega. Pehle add kia hua Cerificate par right click kare aur screenshot main dekhe hum Cerfify button main click kia aur phir bottom ka Certify button main click kia.
Ab hum message send karne ke liye ready. Pehle ap apna node pad open karo aur jo message send kar sakta ho, wo type karo. Phir isko Copy karo. Phir ye screenshot ki tarah Tools main click kare, phir Clipboard main click kare, then Encrypt par click kare.
Phir Add Recipient par Click karo aur abhi add kiya hua Recipient ko select kare. Phir OK button par click karke Next button par click kare.
Phir screenshot main dekhe ki mera Encyption successfull hua. Encrypted message dekhne ke liye ek naya Note pad open kare aur CTRL+V press karke paste kare. Mera Encrypted message ye tha
-----BEGIN PGP MESSAGE-----
hF4DHD+iqLgO/5wSAQdAq7qgEoJoP7rfOj+44ZYLEFrMKl/f9KIprBolHBOm8VYw
PqMupm0cvQ4Z2uGCcXdybANA667QhcvXN1qxlqhlphoq3/XAFQJ5Dpr9hjLGqng3
1GkBCQIQ8KhbbwpLONAb+Rk5LJOK+LMc6Z+f6Y47mjlpzp3CbvT1Rz/au5j7CzWq
oS4+YCtYymST4MPICZqsW3HGLB0yKobD8ohnDcFeh/n0YUHIyy2wNEAraqfvfs/K
dMRqnki4E0IdpPY=
=vbm7
-----END PGP MESSAGE-----
BitcoinGirl.Club Chahta hain to mera encrypted message decrypt kar sakta hain.
Usually main Tutorial nahi likhne ka koi experience nahi hain. Ye write kiya kyu ki ye ek Important thing hain. Agar kuch mistake hua to bataiye. Hum correction kar lenge.
Thank you.