Baqi mehnat na chorna ISI tarah mehnat krty raho in sha Allah zaroor Kamyab ho gye or zaroor full member bi ban jao gye Meri kasosi dua ha HustleZ Bhai ko.
InshaAllah mehnat jari rahegi or Ap ki duaon ka boht shukriya. Isi tarha duaon me yaad rakhiye ga.
وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
Wah Bhai ye to bohat Khushi ki bat he. Ky ap full member ho Gaye hen. Or bohat achi bat he ky ap kaa Safar chal parra he BSS ap ny issi Tarah mehnat KO jaari rakhna he taa ky ap phr full member bhi hon phr senior phr hero or phr legendary member bhi banen
Ap ka shukriya meri khushi me khush huwen or ap ki support ke sath hi me us maqam tak pohonch paonga to hopefully ap aese hi support karte rhen. Aor ap bhi hero rank ke boht qareeb hn to dua he ke ap bhi jald se jald hero member ban jaye.
Ap kafi asha ja rahien hain aur asie he mehnat karty rahien inshallah aik na aik din full member b zaror ban jayen gy bass activity rahien aur apni information wali poaton sy hamien b aur khud ko b inspire karty rahien.
Shukriya ap ke is Words se muje or motivation milegi or muje posts karne me khushi hogi kyunke wo appreciate hote hn.Thanks again.
HustleZ bhai boht both Mubarak hu MashAllah members ban gy hu humari community ma ik member ka azifa bari der bad hova...........
Shukriya. Me apna best try karta hun ke community me polite hun aor seniors ki baat sunon or amal karon aor future me bhi try karonga.
Wa Alaikum Assalam warahmatullahi wabara katuhu Congratulations brother Member rank achieve karne par! Ma khud bhi is time Member rank par hu..........
Ap ka boht shukriya. Ham dono same level par hen to ek doosre ko support karne ki koshish karengy taake ek sath ham full member ka rank achieve kar payen or community me 2 full members ka izafa ho jaye.
Wa Alaikum assalam brother!
Bouhat mubarek hou apkou Member bannei peir yeih apkei mehnat aur community sei lagaam ka result hai.
......................................
Best of luck for your future contributions!
Apka boht shukriya. Ap ke is reply se muje boht khushi huwi as ap jese senior members ko mere posts informative or achi lagen. Thanks again.