Bitcoin Forum
October 22, 2026, 08:51:31 PM *
News: Latest Bitcoin Core release: 31.1 [Torrent]
 
   Home   Help Search Login Register More  
Pages: « 1 ... 1711 1712 1713 1714 1715 1716 1717 1718 1719 1720 1721 1722 1723 1724 1725 1726 1727 1728 1729 1730 1731 1732 1733 1734 1735 1736 1737 1738 1739 1740 1741 1742 1743 1744 1745 1746 1747 1748 1749 1750 1751 1752 1753 1754 1755 1756 1757 1758 1759 1760 [1761]
  Print  
Author Topic: Pakistan  (Read 7322033 times)
Nanga Parbat
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1106
Merit: 555


Enjoy the beauty of nature 😊


View Profile WWW
Today at 08:24:06 AM
 #35201

Sabhi friends kese hain, multan me jo 15 saal Ke sath dardnaak waqia pesh ane wala waqia dil ko hila di hai. Waseem nami bacha jo electrician ka kaam sekh raha tha. Kaam ki jagah par pesh ane wali surat haal ke baad us ne wahan se jane ki koshish ki lekin ilzam hai ke contractor ne gaari se us ka pecha kiya aur takkar mar di, jis se bachay ki jan chali gayi.

Or is waqia ki CCTV footage bi hai jo har news per chal rahi hai aur police ne contractor tauqeer nazir ke khilaf qatl ka case darj kiya hai Is waqia ne bachon ki hifazat aur unki zimmedari lene walay afrad ke kirdar par sanjeda sawalat kharay kar diye hain k garib aur kamzor bachon ko khaas tawajjo aur protection ki zaroorat hoti hai unhein kaam seekhne ke naam par ghair mehfooz halaat mein nahi chhorna chahiye or bachon par tashaddud karne walon ke khilaf qanoon ke mutabiq sakht karwai honi chahiye aur aise waqiat ki ghair janibdar tehqiqaat zaroori hain Allah us bachy ki maghfirat farmaye .

In jese logo ko na roka gya is trha sy tu jaraim ka khatma mushkil ha. In ma sy bohat sy aisy cases ha inky pechy koi proper gangs nai balky ye log pesy ky zor py akarty ha. Or masoom logo ko tashadud ka nishana bnaty ha. Is liye CCD waly aisy steps lety ha.

Khair aj kal social media py campaign chal rahe ha jo bohat sy actors chala rahy ha or ma bhi unki demand sy ittefaq krta hon. Unka kehna ye ha ky jin logo ka encounter ye log kr rahy ha unki murda halat ma koi pic ya koi video bhi social media py dekhaye.

Qk inpy yaqeen krna mushkil lg raha ha kahe aisa tu nai ky insy bhari raqam ly ky inko mulk sy farar kr diya jata ho.

Abhi tk jitny cases bi inho ny btaye ha ksi ke confirm death ka kesy awam ko pta lgy. Tu ye point kafi valid ha, dekhy ab isky response ma CCD waly kiya krty ha.

Aur wase be hmary mulk sazaon ke news tu roz sunai jati magar in jaraim ma koi kami nai arahe balky izafa he ho raha ha. Hmara justice system abi bohat weak ha or isko kafi time lgny wala ha teek hony ma.

 
█▄
R


▀▀▀▀▀▀▀██████▄▄
████████████████
▀▀▀▀█████▀▀▀█████
████████▌███▐████
▄▄▄▄█████▄▄▄█████
████████████████
▄▄▄▄▄▄▄██████▀▀
LLBIT▀█ 
  THE #1 SOLANA CASINO  
████████████▄
▀▀██████▀▀███
██▄▄▀▀▄▄█████
█████████████
█████████████
███▀█████████
▀▄▄██████████
█████████████
█████████████
█████████████
█████████████
█████████████
████████████▀
████████████▄
▀▀▀▀▀▀▀██████
█████████████
▄████████████
██▄██████████
████▄████████
█████████████
█░▀▀█████████
▀▀███████████
█████▄███████
████▀▄▀██████
▄▄▄▄▄▄▄██████
████████████▀
........5,000+........
GAMES
 
......INSTANT......
WITHDRAWALS
..........HUGE..........
REWARDS
 
............VIP............
PROGRAM
 .
   PLAY NOW    
Mask.x
Member
**
Offline

Activity: 115
Merit: 14


View Profile
Today at 09:13:26 AM
 #35202

KPK ki bat kary to waha b siyasi or samji masail majod h or sirf hukomat badlny sy har chez thek ni ho sakti.
Pakistan my overall problems he problems haa agar kaise ak koo be sahi karne baith jaye too time lag
Pakistan ke hukumat nii balki pore nizam ko badalna chahia jo be hukumat aye hai pichli wali se bataren hai behtarn hukomat wo hai jo awam ka lia asani peda kare jb Pakistan azad howa to os dor ke hukumat achi te 1900 ma Jobe party ati te on ka dor Acha ta jo reforms butto ke sor  mai paish howe hai phr os trah ke koi kam nii howe hai phr jo be hukmat change hote te wo pichli se zyada kam karte te or 2000 se es traf olta hogya ab Sirf apni mafad ka lia ate hai.
Abdul Sami786
Full Member
***
Offline

Activity: 210
Merit: 100


★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!


View Profile
Today at 09:58:50 AM
 #35203

Sabhi friends kese hain, multan me jo 15 saal Ke sath dardnaak waqia pesh ane wala waqia dil ko hila di hai. Waseem nami bacha jo electrician ka kaam sekh raha tha. Kaam ki jagah par pesh ane wali surat haal ke baad us ne wahan se jane ki koshish ki lekin ilzam hai ke contractor ne gaari se us ka pecha kiya aur takkar mar di, jis se bachay ki jan chali gayi.

Or is waqia ki CCTV footage bi hai jo har news per chal rahi hai aur police ne contractor tauqeer nazir ke khilaf qatl ka case darj kiya hai Is waqia ne bachon ki hifazat aur unki zimmedari lene walay afrad ke kirdar par sanjeda sawalat kharay kar diye hain k garib aur kamzor bachon ko khaas tawajjo aur protection ki zaroorat hoti hai unhein kaam seekhne ke naam par ghair mehfooz halaat mein nahi chhorna chahiye or bachon par tashaddud karne walon ke khilaf qanoon ke mutabiq sakht karwai honi chahiye aur aise waqiat ki ghair janibdar tehqiqaat zaroori hain Allah us bachy ki maghfirat farmaye .

Sources
https://www.geo.tv/latest/687388-multan-employer-arrested-for-allegedly-chasing-running-over-15-year-old-orphan


Shukar ALLAH KA thek AP sunao b waqai ye bht afsosnaak or dil ko dukh dene wala waqia hai asa nahi Karna chahye tha use UN ko beth ke samjata Marna to nahi chahye tha maa bap ko chahye ke Jahan b Apne bacho ko Kam pe sikhane ke Liye dale to wahan jaye Apne bacho ka Puche ustad ko b pata ho ke piche ate hain police insaf de ya na de but walikon ne to dal liya hai in ko saza deni hai wakilon ne mara b Kafi hain Jo new pe video chal Rahi hai but Jo b hai bacho ki hifazat Karni chahye UN ko Kiya pata hum kiya Kar Rahe ye sahe hai ya Galt Hume UN ko samjana chahye ALLAH pak bachi ki magafirat farmaye or ghr walo ko sabar de Ameen

Jaweria parveen
Sr. Member
****
Offline

Activity: 420
Merit: 293


★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!


View Profile
Today at 10:15:52 AM
 #35204

Pakistan ke hukumat nii balki pore nizam ko badalna chahia jo be hukumat aye hai pichli wali se bataren hai behtarn hukomat wo hai jo awam ka lia asani peda kare jb Pakistan azad howa to os dor ke hukumat achi te 1900 ma Jobe party ati te on ka dor Acha ta jo reforms butto ke sor  mai paish howe hai phr os trah ke koi kam nii howe hai phr jo be hukmat change hote te wo pichli se zyada kam karte te or 2000 se es traf olta hogya ab Sirf apni mafad ka lia ate hai.
Full of nizam badalna ak bagawat hoo gaa joo ke opposition koo bilkul be hazam nahi hoo ge aur joo voo naya nizam hoo gaa uss par kud voo government still nahi reh paye ge magar iss se country my kaafi changes aye ge iss liye opposition ke taraf se pressure be aye gaa agar ya changes naa laye aur khod he government kaam sahi se kare too kuch be changes ke zaroorat nahi pary ge government tab ache hoti haa agar voo awam kaa faida kar rahe haa beshak voo corrupt kar rahi haa yaa nahi jis my awam kaa faida nahi voo government bilkul unfair haa voo iss liye acha taa tab petrol bohat he kaam price my taa magar aj ke time par calculate kare too bohat he zaida farak nahi hota jab petrol 60 kaa taa too aj 400 haa too farak be too haa naa (corrupt tax) tab aur be cheesy down tii too government koo jaise jaise corrupt hony ke tareeky milty gaye voo hoti gayi aur aj halat yaha tak haa aur next government be kaise galat ke hath lagi too hamay bohat he tangi kaa samna karna pare gaa

║
★
║
BIG WINNER!
[15.00000000 BTC]
║
★
║
▄████████████████████▄
██████████████████████
██████████▀▀██████████
█████████░░░░█████████
██████████▄▄██████████
███████▀▀████▀▀███████
██████░░░░██░░░░██████
███████▄▄████▄▄███████
████▀▀████▀▀████▀▀████
███░░░░██░░░░██░░░░███
████▄▄████▄▄████▄▄████
██████████████████████
▀████████████████████▀
▄████████████████████▄
██████████████████████
█████▀▀█▀▀▀▀▀▀██▀▀████
█████░░░░░░░░░░░░░▄███
█████░░░░░░░░░░░░▄████
█████░░▄███▄░░░░██████
█████▄▄███▀░░░░▄██████
█████████░░░░░░███████
████████░░░░░░░███████
███████░░░░░░░░███████
███████▄▄▄▄▄▄▄▄███████
██████████████████████
▀████████████████████▀
▄████████████████████▄
███████████████▀▀▀▀▀▀▀
███████████▀▀▄▄█░░░░░█
█████████▀░░█████░░░░█
███████▀░░░░░████▀░░░▀
██████░░░░░░░░▀▄▄█████
█████░▄░░░░░▄██████▀▀█
████░████▄░███████░░░░
███░█████░█████████░░█
███░░░▀█░██████████░░█
███░░░░░░████▀▀██▀░░░░
███░░░░░░███░░░░░░░░░░
▀██░▄▄▄▄░████▄▄██▄░░░░
▄████████████▀▀▀▀▀▀▀██▄
█████████████░█▀▀▀█░███
██████████▀▀░█▀░░░▀█░▀▀
███████▀░▄▄█░█░░░░░█░█▄
████▀░▄▄████░▀█░░░█▀░██
███░▄████▀▀░▄░▀█░█▀░▄░▀
█▀░███▀▀▀░░███░▀█▀░███░
▀░███▀░░░░░████▄░▄████░
░███▀░░░░░░░█████████░░
░███░░░░░░░░░███████░░░
███▀░██░░░░░░▀░▄▄▄░▀░░░
███░██████▄▄░▄█████▄░▄▄
▀██░████████░███████░█▀
▄████████████████████▄
████████▀▀░░░▀▀███████
███▀▀░░░░░▄▄▄░░░░▀▀▀██
██░▀▀▄▄░░░▀▀▀░░░▄▄▀▀██
██░▄▄░░▀▀▄▄░▄▄▀▀░░░░██
██░▀▀░░░░░░█░░░░░██░██
██░░░▄▄░░░░█░██░░░░░██
██░░░▀▀░░░░█░░░░░░░░██
██░░░░░▄▄░░█░░░░░██░██
██▄░░░░▀▀░░█░██░░░░░██
█████▄▄░░░░█░░░░▄▄████
█████████▄▄█▄▄████████
▀████████████████████▀
║
★
║
║
★
║
✔ Rainbot
✔ Daily Quests
✔ Faucet
Junii
Full Member
***
Offline

Activity: 364
Merit: 175


Not chasing hype just accumulating freedom


View Profile
Today at 10:39:36 AM
 #35205

Sabhi friends kese hain, multan me jo 15 saal Ke sath dardnaak waqia pesh ane wala waqia dil ko hila di hai.
 
Han bilkul mein ny bhe cctv video dekhii yeh contractor keh rha tha k is ki car slip hogai jo k sar asar jooth bol rha tha dosri bt yeh hy k is jaisy logo ki jitni bas chalti hy wo us limit mein zulam krtay hy rehem krna sunnat hy lekn jb practically bt atii hay toh achy acho ki aqal slip hojati hy ab yeh 15 saal ka bacha tha yateem koi bt zaror hogayi hogi jis sy is banday ka ego hurt huwa hy aur bt yaha tak pohenchii khair ab Allah karay k insaf ka faisla aaye qk humaray han judiciary ka bhe kuch alag he scene hy rato raat faislay badal jatay hy inka ziyada bharosa bhe nahi krsktay kuch bhe hoskta hy .   

BigTarget
Full Member
***
Offline

Activity: 177
Merit: 134



View Profile
Today at 11:45:50 AM
 #35206

Pakistan ke hukumat nii balki pore nizam ko badalna chahia jo be hukumat aye hai pichli wali se bataren hai behtarn hukomat wo hai jo awam ka lia asani peda kare jb Pakistan azad howa to os dor ke hukumat achi te 1900 ma Jobe party ati te on ka dor Acha ta jo reforms butto ke sor  mai paish howe hai phr os trah ke koi kam nii howe hai phr jo be hukmat change hote te wo pichli se zyada kam karte te or 2000 se es traf olta hogya ab Sirf apni mafad ka lia ate hai.
Full of nizam badalna ak bagawat hoo gaa joo ke opposition koo bilkul be hazam nahi hoo ge aur joo voo naya nizam hoo gaa uss par kud voo government still nahi reh paye ge magar iss se country my kaafi changes aye ge iss liye opposition ke taraf se pressure be aye gaa agar ya changes naa laye aur khod he government kaam sahi se kare too kuch be changes ke zaroorat nahi pary ge government tab ache hoti haa agar voo awam kaa faida kar rahe haa beshak voo corrupt kar rahi haa yaa nahi jis my awam kaa faida nahi voo government bilkul unfair haa voo iss liye acha taa tab petrol bohat he kaam price my taa magar aj ke time par calculate kare too bohat he zaida farak nahi hota jab petrol 60 kaa taa too aj 400 haa too farak be too haa naa (corrupt tax) tab aur be cheesy down tii too government koo jaise jaise corrupt hony ke tareeky milty gaye voo hoti gayi aur aj halat yaha tak haa aur next government be kaise galat ke hath lagi too hamay bohat he tangi kaa samna karna pare gaa
Nizam badalna bagawat nahi hoti yai bohut hee hoslai ka kaam hota hai aur yai kaam corrupt log nahi ker saktai Pakistan mai is waqat top per jeetnai log hai ziada ter corrupt hai jo kai apnai interest kai liai kissi bee had tak ja sakta hai aur awam ko keerai makorai samajtai hai jis ki masal kuch din pahlai senat mai pass honai wala bill hai blue passport kai hawalai sai.

Is kai baad yaha per generals aur judges completely corrupt hai jo kai kissi bee tor per apni power nahi chorna chahtai to aap kaisai nizam change kerai gai is sai bari aur kia baat ho gee sab sai bara leader jail mai bagair kissi solid case kai KPK ka chief minister kidnap speaker assembly kidnap aur mpas gaib koi puchnai wala nahi hai to aap kia karai gai kaisai nizam badlai gai is kai liai bohut strong movement ki zarurat hai jo is waqat momukin nahi hai.

Pakistan ko dabo dia hai Pakistanio nai hud apni harkato sai aur apnai amal sai aur kuch bee nahi hai ab.

qurbanshah02
Hero Member
*****
Offline

Activity: 784
Merit: 607



View Profile WWW
Today at 12:49:46 PM
 #35207

Apka eshara kes traf ha muje tu os ki samaj nahe aye agr ap ye kehna chah rahe hain ke jo jaldi jaldi kar rha ha aur wo koi tool use kar raha ha tu pir apko es per stand layna chaye take contest saaf rahe aur jo user jaldi ma kar rahe ho ye be tu ho sakta ha ke unko pata hota ha es words ka es waja se eo jaldi apna answer place kar dete hain. Per ma pir be kahunga ke words asan ha es waja se users ko asani se mel jate hain baqi agr apko koych shak hota ha es per tu mera mashwara ha ke ap ake apni bat edar rakndakte ho.

Han ma ne check nahe keia ha chalo aj muje kaam rehta ha kal ma In Sha Allah agr time huwa tu ma ye word check kar lunga .
Haha Mera ishara Kisi bi taraf Ni ha me ny to wesy Kaha ky itni jaldi kesy ho Jata ha. Mery kayal se ASA koi tool Ni ha q ky contest me tool Kia istamal ho ga Zada se Zada AI to ap is 16 round me dek sakty ha kafi member ny alag alag word kiye ha to agar AI se bi KR waya Jaye to vo different word hi spell kry Ga. Ni muje to ASI koi Cheez Ni Mili jis se me blame kro bs me to funny ho KR keh rha Tha ky hamay bi time de haha Jo ky milta Ni ha. Baqi dusry member active ha or vo words ko doondh lety ha pehly 10 rounds me to fourm words Ty to vo is se pehly easy Tha. Ab yaha per crytpo words ha is liye jis ko Jo Jo yad ha vo KR leta ha.

Chaly ap dek ly baqi me ny to Deka ha muje to Ni ma siwaye pichli post me Jo dekaya Tha W ky vo Tora Sa same lagta ha is ky elawa shaid ho baqi ap dek liye ga.

Nice merit record Nanga Parbat 555  Wink

Fragrance1122
Member
**
Offline

Activity: 168
Merit: 14


View Profile
Today at 02:43:14 PM
 #35208

KPK ki bat kary to waha b siyasi or samji masail majod h or sirf hukomat badlny sy har chez thek ni ho sakti.
Pakistan my overall problems he problems haa agar kaise ak koo be sahi karne baith jaye too time lag
Pakistan ke hukumat nii balki pore nizam ko badalna chahia jo be hukumat aye hai pichli wali se bataren hai behtarn hukomat wo hai jo awam ka lia asani peda kare jb Pakistan azad howa to os dor ke hukumat achi te 1900 ma Jobe party ati te on ka dor Acha ta jo reforms butto ke sor  mai paish howe hai phr os trah ke koi kam nii howe hai phr jo be hukmat change hote te wo pichli se zyada kam karte te or 2000 se es traf olta hogya ab Sirf apni mafad ka lia ate hai.

Pakistan ka nizam darham barham isliye hain k Inka aik leader nahi hay balke kaee leaders hain or har koi isko apni ana kay mutabiq keench raha hay.. Nizam capitalist hay tho awam kay dukh dard ka kisi KO kya pari hay.. Shehbaz sharif KO acting kay elawa kuch aata nahi or karaye ka tattoo bana phir rha hay.. Zardari kehta tha shehbaz KO grewan say parkronga or Shehbaz kehta tha tha zardari ko sarkon par gasetonga.. Ajj dono milkar hukumat kar rahay hain.. Zardari sadar bana huwa hay or shehbaz sharif prime minister. Ye Sab aik hay bs hamain ullu bana rahay hain..

Bilawal bhutto, hamza shahbaz, maryam Nawaz ye sab hamaray capitalist community Ki akasi krta hay..
Emitdama
Sr. Member
****
Offline

Activity: 2478
Merit: 387



View Profile
Today at 03:33:23 PM
 #35209

Filhal Bitcoin ki price $81K se $82K mien move kar rahi hai. Kal price $83K par gai par wahan hold nahi kar paai

BTC abhi selling pressure mein hai jesa ky bitwalhr bhai ny kaha.

$80K BTC ke liye kaafi important level hai. Agar BTC $80K ke neeche close hota hai to isse aur bhi selling pressure aa sakta hai. BTC ko dobara se $82K se $83K ke upar strong hona parega tabhi recovery expect ki ja sakti hai.

Inflation aur Fed ke interest rates se related uncertainty kaafi hai aur filhal fresh buying kaafi strong nahi hai.

Aap logon ka kya khayal hai? BTC $80K ko hold kar lega ya is baar iske neeche bhi jayega?
Bhai is waqat bitcoin market jo hai us mai investment kai bahtreen mouqa hai issi liai merai hisab sai yai price $80K per rahai ga kiunkai investors ka confidence level acha hai aur inflation bee jari hai jis ki waja sai logo ko bee pata hai kai bitcoin mai investment mai bee kafi bahter chances hai.

Agar price tag yaha per rahai ga November tak to mujai lagta hai agla steop $90K hoga kiunkai ab is mai improvement honi hai aur is kai hawalai sai kuch cheezo mai change bee ana hai kiunkai buying pressure hai laikin aik baat bohut aham hai whales bohut ziada buying ker rahai hai jo kai aik bohut hee achi news hai kiunkai is k matlab hai yai log abee jald dumb nahi karai gai balikin kuch level per ja ker karai gai aur phir bee stop jo hai wo around $80K hee ho ga jo kai ab kafi arsai tak qaim rahai ga.
2027 sai price jo hai ziada chances hai six figures mai rahai ga aur phir shaid hee ham is ko dobara five figures mai daikh sakai.

Bitcoin_Budha
Member
**
Offline

Activity: 288
Merit: 23


View Profile
Today at 05:11:00 PM
 #35210

Bhai jan apki bat thek h Pakistan m paisa hi chalta h aur log paisy ki khatir insaniyat or insaf tk bhol jaty h. Jo log is waqey m jan sy gy unka government sy koi sidha talluk ni tha lekin agar kisi siyasat dan ka beta ya beti is hadsy ka shikar hota to shaid zimedaro ky khilaf karwai m itni der na hoti. Ek bap ke lye apny bachy ki lash uthana kitna dard nak hota h is ka andaza sirf wohi laga sakta h jo is taklif sy guzarta h.

Mery nazdeik is mamly m school ky principal ki zimmedari b nazar andaz ni ki ja sakti quu ky school unki nigrani m tha. Lekin sirf ilzam lagna kafi ni zarori h ky pori or insaf ky sath investigation ho or jo b shakhs zimedar sabit ho uske khilaf kanon ky mutabik karwai ki jay. Police or mutalioa idaro ko b chaye ky wo kisi dabao ya rishwat sy mutasir hoy bagair insaf ko yaqeni banay.

Sab sy afsosnak bat ye h ky hamary mulak m gharib maa bap ko apny bacho ki hifazat or insaf ke lye b pareshan hona parta h. Aisy halaat hi logo ko behtar future ki talash m mulak chorny par majbor karty h. Humy mayosi ky bajay aise nizam ke lye awaz uthani chaye jaha har bache ki jan kemti samji jay zimedari waze ho aur insaf amir aur gharib dono ky lye equal ho.
Karwai tu es ke khelaf jari ha school ke principal ko geraftar kar deia geya ha aur court's ma ab es ke uper peshyena hongi per wo be just ek formality ha muje aysa lag raha ha ke KP PSRA es mamle ko tanda karne ko koshi karega q ke es trah unki badnami hogi sara malba unke uper ayega ke school ka structure tek nahe ta apne es ko license kaise di aur unke pas koi jawab nahe hoga. Khair Pakistan ma wayse be Pakistan ma viral hone ke lek duration ha unne time ke leye ao sare platforms per reh sakte ho os ke bad ayse ghaib kar deua jate ho jayse ho he nahe.
Bhai jaan geraftari ho gai action bee ho gia kafi shur bee ho gia laikin end sab ko pata hai kia ho ga jald chot jai ga aur phir sai school bee sanbaal laik is kai baad kuch arsai kai baad sab log bhool jai gai kiunkai hamai in cheezo ki adat hai ham ziada dair yaad nahi rakhta ham sab kuch booj jatai hai phir jab naya zaham aata hai thora rotai hai aur phir is ko kuch din baad bhool jatai hai yaha na insaaf hai aur na hee rule of law jis ki waja sai bohut ziada ghutan hai aur log acha mahsos nahi ker rahai jabkai kuch countries aisai hai jaha jab tak complete investigation kai baad saza nahi dai daita chortai nahi hai.

Kiunkai in ka manana hai yaha bee hisab daina hai aur agai ja ker jabkai ham logo ko to pata hai jannat hamari hai aur hamai waja direct jana hai to issi liai kuch bee aisa nahi kertai sirf safarash aur links kaam atai hai phir sab wapis routin per aa jata hai ab sirf dua do jinno nai aap ko social media tak rasai dee aur aap ko sach sunaya aur deekhaya warna yaha jo kuch ho chuka hai wo sab to Allah ka raham mangtai hai.
M.haris
Newbie
*
Offline

Activity: 4
Merit: 0


View Profile
Today at 05:23:24 PM
 #35211

Sabhi friends kese hain, multan me jo 15 saal Ke sath dardnaak waqia pesh ane wala waqia dil ko hila di hai. Waseem nami bacha jo electrician ka kaam sekh raha tha. Kaam ki jagah par pesh ane wali surat haal ke baad us ne wahan se jane ki koshish ki lekin ilzam hai ke contractor ne gaari se us ka pecha kiya aur takkar mar di, jis se bachay ki jan chali gayi.

Or is waqia ki CCTV footage bi hai jo har news per chal rahi hai aur police ne contractor tauqeer nazir ke khilaf qatl ka case darj kiya hai Is waqia ne bachon ki hifazat aur unki zimmedari lene walay afrad ke kirdar par sanjeda sawalat kharay kar diye hain k garib aur kamzor bachon ko khaas tawajjo aur protection ki zaroorat hoti hai unhein kaam seekhne ke naam par ghair mehfooz halaat mein nahi chhorna chahiye or bachon par tashaddud karne walon ke khilaf qanoon ke mutabiq sakht karwai honi chahiye aur aise waqiat ki ghair janibdar tehqiqaat zaroori hain Allah us bachy ki maghfirat farmaye .

Sources
https://www.geo.tv/latest/687388-multan-employer-arrested-for-allegedly-chasing-running-over-15-year-old-orphan

https://www.talkimg.com/images/2026/10/21/a2UqiP.jpg
Walaikum salam! Me to is mulk k halat pr hairan ho k ye ho kya raha hai..kahe bacho pr zulum horaha hai or is bachy k dil pr kya guzar rahe honge jab wo bhaag raha hoga .mene jab video deka to me to hairan ho k waha koi bhi aisa nahi tha k isko bacha skta!!!!bs in sab batoo k aik bath hai k "Qayamat khud batai ghe k Qayamat kyu zarori hai"
MusaPk
Sr. Member
****
Offline

Activity: 1484
Merit: 480



View Profile WWW
Today at 05:57:49 PM
 #35212

Sabhi friends kese hain, multan me jo 15 saal Ke sath dardnaak waqia pesh ane wala waqia dil ko hila di hai. Waseem nami bacha jo electrician ka kaam sekh raha tha. Kaam ki jagah par pesh ane wali surat haal ke baad us ne wahan se jane ki koshish ki lekin ilzam hai ke contractor ne gaari se us ka pecha kiya aur takkar mar di, jis se bachay ki jan chali gayi.

Or is waqia ki CCTV footage bi hai jo har news per chal rahi hai aur police ne contractor tauqeer nazir ke khilaf qatl ka case darj kiya hai Is waqia ne bachon ki hifazat aur unki zimmedari lene walay afrad ke kirdar par sanjeda sawalat kharay kar diye hain k garib aur kamzor bachon ko khaas tawajjo aur protection ki zaroorat hoti hai unhein kaam seekhne ke naam par ghair mehfooz halaat mein nahi chhorna chahiye or bachon par tashaddud karne walon ke khilaf qanoon ke mutabiq sakht karwai honi chahiye aur aise waqiat ki ghair janibdar tehqiqaat zaroori hain Allah us bachy ki maghfirat farmaye .

Sources
https://www.geo.tv/latest/687388-multan-employer-arrested-for-allegedly-chasing-running-over-15-year-old-orphan



Is case ko ly k bohat sy sawal humary dimgh mai arahy hain, aik to wo bacha yateem nahe tha uski maa aur nani sabky interviews TV channels py arahy hain to wo bacha orphanage mai kyun tha? Us chota sy bachy ko kyun duniya k zulm sehny k liye chora hua tha. Tauqeer nazir ny jis tarah car speed mai ki hui thi uski car definitely slip hui aur wo bacha khatam hogaya is sab k baad wo banda aisay normal tha jaisy kuch hua h nahe koi regret ya dukh us admi k shakal py nae tha. Wo aik zalim admi tha aur ab yeh b news arahi hai wo encounter mai mara gaya hai kuch logo ko is baat ki khushi hai jabk yeh dukh k alam hai. Ab is sab k baad dukh un families k liye hai. Mjhy us bachy ki family sy shikyat hai k agar zinda thy to usy kyun protect nahe kia aur sath nahe rekha.

yvesp110
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1120
Merit: 501


View Profile
Today at 07:12:33 PM
 #35213

Aslamu Alaikum.
Umeed hai sab sathi achai sai hongai aur apnai payaro kai sath acha waqat guzar rahai hongai in mushkil halaat mai kal sai social media per kuch bahas chal rahi hai Punjab mai targeted police muqablai ho rahai hai aur 2 logo ko maar dia gia hai aik Waseem Abbas kai qatil ko aur aik Laiba Ajaz kai sath scandal kernai walai ko merai hayal sai yai bohut hee galat huwa hai kiunkai qanun ko apnai tareeqai sai kaam kerna chahia takai logo mai qanun kai liai confedence banai na kai ziada hoof phalai.

Pujnab mai jab bee Shareef famili aati hai aisa hee hota hai aur logo ko marwai adalat qatil kia jata hai jo kai kabi bee acha nahi kiunkai is sai kuch bee change nahi ho ga sirf nafrat phalai gee aur mujramo ko mazeed hosla mila ga yai qanun sirf kuch logo kai liai hai baki barai log apnai influence ki waja sai bach jatai hai qanun sab kai liai aik hee hona chahia jis sai sab kai dilo mai is kai barai mai ahtram ho na kai houf.

Aap logo ki kia rahi hai kia yai silsila thick hai ya nahi.
JunaidAzizi
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1400
Merit: 664



View Profile WWW
Today at 08:23:08 PM
 #35214

Bhai jaan geraftari ho gai action bee ho gia kafi shur bee ho gia laikin end sab ko pata hai kia ho ga jald chot jai ga aur phir sai school bee sanbaal laik is kai baad kuch arsai kai baad sab log bhool jai gai kiunkai hamai in cheezo ki adat hai ham ziada dair yaad nahi rakhta ham sab kuch booj jatai hai phir jab naya zaham aata hai thora rotai hai aur phir is ko kuch din baad bhool jatai hai yaha na insaaf hai aur na hee rule of law jis ki waja sai bohut ziada ghutan hai aur log acha mahsos nahi ker rahai jabkai kuch countries aisai hai jaha jab tak complete investigation kai baad saza nahi dai daita chortai nahi hai.

Kiunkai in ka manana hai yaha bee hisab daina hai aur agai ja ker jabkai ham logo ko to pata hai jannat hamari hai aur hamai waja direct jana hai to issi liai kuch bee aisa nahi kertai sirf safarash aur links kaam atai hai phir sab wapis routin per aa jata hai ab sirf dua do jinno nai aap ko social media tak rasai dee aur aap ko sach sunaya aur deekhaya warna yaha jo kuch ho chuka hai wo sab to Allah ka raham mangtai hai.
Aj kal social Media pe trend chalne ka zamana ha aj ek waqeya huwa ha 2 dino tak os ka trend hota ha zuro shur se os ke bad wo khatam ho jata ha q ke agle dinn koi aur karnama ho jata ha aur wo purana wapa trend peeche chala jata ha aur os ki jagha new trend lay ta ha, es waja se agr kuch dino ma results aya tu tek nahe tu bad ma pir wo settlement ho jati ha unki . Abhi ye multan wala case trend chala banda geraftar huwa aur aur age he din trend ki pressure ki waja se os bande ko police muqable ma mar deia geya aur case ko disclose keia geya .
Tu Pakistan ma ab ye system achuka ha courts tak case asani se nahe pouch sakta police beech ma he koi rasta nekal ke khatam kar daiti aur os oss ko ossi time sela de deta ha.

Misbah2002
Member
**
Online Online

Activity: 131
Merit: 12


View Profile
Today at 08:23:31 PM
 #35215

Snip
Bilkul issi waja sy mein ny suggest kiya tha ky translation topics ko roman urdu mein likhna chahye. Ap ny sahi kaha hai Urdu aik bohat hi wasee zuban hai. Like aisi zuban hai jo bohat saari zubano ko apny andar zum karti hai. Or agar iss mein koi bhi zuban kaa word bola jaye to wo suit kar jata hai. Jesy bohat sy log Urdu bolty huwy uss mein punjabi taa English ky words bhi use kar laity hain.

Or wo mistakes nahi thi. Bass meaning confusing tha. Iss liye mention kiya tha or issi liye mein ny roman urdu ki suggestion di thi taa ky meaning bhi clear rahy or sab asaani sy samaj Bhai jaen.
Wasai last kuch months mai mujai jo laga hai agar ham ziada ter roman urdu use kerai to wo ziada bahter hai kiunkai is kai kafi asani hai aur ziada ter users kai liai bee bahter hai wo asani sai per laitai hai reply bee dai daitai hai laikin kuch hai jo chahtai hai kai Urdu official zaban ho to wo un ka apna point hai laikin is mai bohut ziada maslai hai kiunkai kai logo kai pass urdu ka typewriter nahi hai aur na hee wo sahi sai likh saktai hai. Apna board apni jagga hai laikin jaisa kai masal dee gai hai India ki wo bee roman urdu aur English user ker rahai hai is hisab sai ham bee agar ker lai to yai ziada bura idea nahi hai kiunkai Urdu ki adjustment asan nahi hai sab kai liai.

Mod nai jo kaha hai wo bee thick hai agar sai koshish karai ziada ter roman urdu use ki jai takkai sab kai liai asani ho aur sab aik saija ker sakai is kai baad koshish ki jai English bilkul bee use na ki jai takkai is sai thori bahtery aai.
HustleZ
Full Member
***
Offline

Activity: 448
Merit: 220


While they gamble, DCA.


View Profile
Today at 08:33:12 PM
 #35216

[…]
Main yahan par is aadmi ko kisi tarha support karne nahin aya hunannd main is pe boht khush bhi hun ke is bande ko saza mil gayi hai but me yeh zaroor kehna chahunga ke is bachey ko jaan booj ke nahin mara, mene Is ki CCTV footage dekhi hai and mere khyaal se is driver ne gaari is wajah se aagey laney ke koshish ke kai bacha bhaag na sake or uske samne gari aye to wo ruk jaye lekin qismat kharab thi ke bacha lag gaya, is ki koi or bui wajah ho sakti hai but mere khyaal se koi kisi bache ko ese kyun marna chahega

██ ████████           R O L L B I T      │      THE #1 SOLANA CASINO           ████████ ██
█████████████████████████████████████████████████████████████████
|    5,000+ GAMES    |    INSTANT WITHDRAWALS    |    HUGE REWARDS   |    VIP PROGRAM   |]www.rollbit.com██ ████████           R O L L B I T      │      THE #1 SOLANA CASINO           ████████ ██
█████████████████████████████████████████████████████████████████
|    5,000+ GAMES    |    INSTANT WITHDRAWALS    |    HUGE REWARDS   |    VIP PROGRAM   |
Pages: « 1 ... 1711 1712 1713 1714 1715 1716 1717 1718 1719 1720 1721 1722 1723 1724 1725 1726 1727 1728 1729 1730 1731 1732 1733 1734 1735 1736 1737 1738 1739 1740 1741 1742 1743 1744 1745 1746 1747 1748 1749 1750 1751 1752 1753 1754 1755 1756 1757 1758 1759 1760 [1761]
  Print  
 
Jump to:  

Powered by MySQL Powered by PHP Powered by SMF 1.1.19 | SMF © 2006-2009, Simple Machines Valid XHTML 1.0! Valid CSS!