BITCOIN PIZZA DAY VOTING 2026
CURRENT SITUATION
[...]
Haiinnn maira pizza second number par hai. Mujhy to pata hi nahi tha. Hahaha. Main ny to abhi jaa kar daikhi hai voting.
Main to Merit Source Application banany main zara masroof tha. To yaha tl waqat badal gaya jazbaat badal gaye.
Main to kahun gaa biii daikh ky vote karain. Agar maira Pizza bohat acha hai to zaroor vote karain. Or laina daina apna naseeb hai.
Or agar support kar dain gy to ye bhi ap sab ki meharbaani hai or agar nahi karain gy to bhi ap ki meharbaani hai. Or maira first time tha or first time main hi itna acha ho gaya mujhy itna yaqeen nahi tha. Hahaha