Itny choty sy project sy idnia or israel ko masla nhi hona chahiya ku ky saudi ky sath or baki tmam arb mumalik ky sath pakistan ki bohat achi slam dua hai ab, wesy ap ny uae ko ku idr count kiya uska kya scene hai?
i know ky deal dono trf sy hi hoti hai or akhir pakistan bi konsa itna hi acha hai ky bagair matlb ky business kry business deals hoti hi dono party ky faida ko samny rkh kr hain to iska am janta ko kya faida yeh alg baat hai.
so far yeh pavara ka bi koi faida nhi hai ulta jo scne samny nazar a rhy hain is sy to yehi lgta hai ky yeh apny gly my 1 phanda hai. Abhi india my binance ny skhti ki hai hr transaction ki detail pouch rhi hai ky yeh paisy kaha sy ay ku kay baqaida form bna dia hai kl ko pakistan my bi kry gy ku ky tax jo lgana hai mera to mashwra yehi hai ky cexs sy jaan chudhai jai jitna ho skta hai only trading purpose ky liya use kr liya jai otherwise faida nhi hai.
Baat sirf is project ki nahi hai ab Pakistan per aik baar phir sai confidence increase ho raha hai jabkai shaid aap ko pata ho yai jo Dubai aur Abu Dubai upper uthai hai yai sab Karachi mai honai wali terrorist activities ki waja sai uthai hai warna Karachi aik ideal city tha dunya kai liai.
Arab dunya mai UAE aik aisa mulak hai jo Pakistan ki bajai India aur Israel ko pasand kerta hai aur yai is ko nuqsaan bee dai sakta hai chahai jaisai bee hai kuch arsa pahla kuch proof bee milai thai yai Indian terrorist ko back kertai rahai hai Pakistan kai hilaf ab halia conflict sai UAE ko bohut nuqsaan huwa hai aur is kai faida Pakistan ko utha chahia agar yaha qiadat achi ho to.
Mera zati hayal hai Pakistan mai ab changes anai chahia kiunkai yaha kai nujwaan mai potential hai laikin yaha qiadat kabi bee achi nahi rahi jis ka nuqsaan huwa hai baki Allah bahter karai sab kai haq mai.