Bilal Bin Saqib na mulaqat ka baad apne tweet ma kaha hy Muft sb ka saath kafi ache meeting rhe aur unko ya batya gya ka blockchain, digital assets, stablecoins ko wasee tanuzar ma dekhna ke zarorat hy. Bilal bin Saqib ka ya iqdam kafi acha hy aur is sa umeed hy koe darmana rasta nikla ga.
Crypto haram nhi ho skti ha kuch highly volatile coins like memecoins ya asy coins jin ka kaam hi sood pr chl rha ho wo haram ho skty hain like usecase or inky pichy hony wala kaam haram krwa skta hai us paisy ko ya ksii bi coin ka ghlt istemal haram krar dy skta hai.
Lekin crypto haram nhi hso kti, is ki kafi explanation waqar zaka ny bi di hai, or mera nhi khiyal is sy pehly mai ny isy itny tameez sy baat krty suna nhi to yeh in molana ky liya koi na koi bakwas kr deta haha khny ka matbl ky hesy waqar bolta hai asi cheezo ky bary my sath my hi us ny futures trading pr bi baat ki thi waqar ny lekin wo alg topic hai.
Yeh achi baat hai ky saqib boss bi is pr tawuju dy rhy hain or is cheez pr ab waqai khul kr kuch na kuch samny ay ga. Dekho kya result niklta hai ab asa to ho nhi skta ky in molana ny bagair in basic definition ko janty howy kh dia ho ky yeh haram hai jo saqib kh rha hai ky us ny yeh sari cheezain technical levle pr smja di hain inhy.