Bitcoin Forum
November 17, 2026, 12:23:03 AM *
News: Latest Bitcoin Core release: 32.1 [Torrent]
 
   Home   Help Search Login Register More  
Pages: « 1 ... 1738 1739 1740 1741 1742 1743 1744 1745 1746 1747 1748 1749 1750 1751 1752 1753 1754 1755 1756 1757 1758 1759 1760 1761 1762 1763 1764 1765 1766 1767 1768 1769 1770 1771 1772 1773 1774 1775 1776 1777 1778 1779 1780 1781 1782 1783 1784 1785 1786 1787 [1788]
  Print  
Author Topic: Pakistan  (Read 7328555 times)
Fragrance1122
Member
**
Offline

Activity: 196
Merit: 14

View Profile
November 16, 2026, 01:34:46 PM
 #35741

Aslamualikum umeed karta hon ke AP sub kheriyat se hon ge Aaj China ke hawale se eik interesting news dekhne ko mili Socha community me b share karon China ne apna naya CE-25A Electric Passenger Aircraft tayar kiya hai jis ne 14 November ko apni pehli piloted flight successfully complete ki hai jis ki khas bt ye hai ke ye traditional fuel ke bajaye electricity se operate karta hai Is aircraft me 10 electric fans lagaye gaye hain or ye eik waqt me 19 passengers ko safar karwa sakta hai iski cruising speed 300 km/h hai jabke eik baar charge hone par taqreeban 400 kilometer tak safar karne ki capability rakhta hai.
https://www.facebook.com/share/v/1AJjsELcYs/

Walakumsalam China ki baat hee kuch or hay.. Waisay soch raha tha k dunya kahan say kahan puhunch gayi or hum divide and rule kay phenomena Kay peechay lagay hain.. Wahi purana traditional mulla hamaray minds par qabiz hay.. Kya karain har shaakh pay ullo betha hay.. Waisay yahan par bhi talent ki Kami nhi hain lekin Kya karain idhar log survival kay liye jee rahain hain.. Or chand families pakistan chala rahain hain.. Yahan par 1970 wali buses still Chal Rahi hay Jo zahrela doowan chorta hay.. Jiska aapko developed countries may naam o nishan tau nahi milega.. Dubai may 3 saal say zyada passenger bus nahi chala sktay jab tak renovation na ho.. Abhi urnay wali gadi bhi introduce ho gayi hay Europe may.. Or hamara Kya hain plana zindabd or demka murdabad.. Aik project aik hukumat shuro krti hay or doosray hukumat may khatam ho jati hay.. Or kabhi kabhi sahee cheez kharab kr detay hain..
JunaidAzizi
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1428
Merit: 666

View Profile WWW
November 16, 2026, 01:38:08 PM
 #35742

Baki iss news ky baary Mai ap logo ke Kya Rai Kya yeh best ha for our economy, Kyu ka jitna paper note ka demand Kam hoga definitely uske new printing Kam hoga jis sy paper as well as printing cost haamy Bach skata ha. but at a same time hum aisy system ka part ban jaingy jisy use karny ky Liya hum totally internet par dependent hojai which is 🚩for me.
Ye just ek faida ha printing pe jetna kharcha araha ha wo sub kuch ab khazane me wapes jayega per es ma ek faida ye be hoga ke log black  money apne pas mehfuz nahe rak sakenge jetna be cash hoga os ko apne digital ma convert karna hoga with source tu ye be ek acha faida ha , es ke elawa govt ke pas ek data hoga ke log kahan per zyada paisa kharch kar rahe hain aur paisa kahan se araha ha kahan ja raha sub kuch aur in future govt har kesi ko os ie family ke hessab se fixed amount allow karegi ke apke one week ke leye rice ke etne paise ha chicken ke etne ha , khair ye tu ab suisunye bate hain daikte hain age kia nekalta ha.

Pakistani Shaheen
Jr. Member
*
Offline

Activity: 40
Merit: 2

View Profile
November 16, 2026, 05:06:36 PM
 #35743

Thanks for your words Bro......

Mera yahi Koshish hotee haa kaa kam saa kan ak bandaa b agar kuch seek lataa haa to mujaa kushi hotee haa q kaa muja to understanding already haa lakin maa chataa hoon. Ak yahaa b koi technical aspects seek laa. Maa aksar note kartaa hoon kaa zydhaa tar kisi ko kuch Samaj hee nahi atee haa q kaa wo kabi reply hee nahi kartaa or agar kartaa b haa too idhar udhar kee bathaa kar dataa haa......

Bahar Hal Bitcoin kaa baraa maa bath kartaa haa. Recently uss dip kee mazeed volume b explore howee haa on Chain saa maloom howaa haa Bitcoin miner apni rewards ko continuously swap kar rahaa haa selling kaa leyaa jokaa almost 8.02 Billion worth of Bitcoin haa Matlab kaa only tree day maa 10 November saa 13 tak. Literally yaa ak massive amount haa to isleya hama ak massive fall Mila. Baqi next hamree Fed kee meeting haa or probably yaa price ko tora kuch push da skataa haa. Price naa already reversal signal dee haa lakin still hamaa visible indication kee zaroorat haa....

DYOR !

Exactly. Onchain miner ka selling pressure saaf nazar araha hy. Or itny thory waqt main ye sab hona normal nai lagta. Or issi waja sy dip dekhny ko mila hy. Or abhi Bitcoin ki price 64000 ky qareeb stable hony ki Koshish main hy. Jo ky lagta nahi hy ky khud ko stable kar paye gi. Wesy ek or important news bhi hy jo mujy lagta hy ap logon ky sath share karni chahye. 19 Nov ko jo IPO hony jaa raha AI wala wo bhi market par effect kar sakta. Ho sakta outflow mazeed daikhny ko mily or investors apna pesa nikaal kar wahan investment karny ki Koshish karen. My wrong bhi ho sakta hun lekin mujy lagta hamy ky aisa ho sakta h.
Cheema02
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1330
Merit: 744

View Profile
November 16, 2026, 05:18:42 PM
 #35744

Bitcoin ki price ki baat karen to Bitcoin abhi 64000 sy above trade ho raha hy jo raat ko 62 tak bhi chala gaya tha. ETFs ka outflow or sath main liquidations ka pressure bohat zyada hai. Or Greed and Fear Index bhi extreme fear par hy. Pichly ek hafty main Bitcoin 13-14% gira hy. Jo ky lagta nahi tha ky aisa hoga. Binance ky hack ky baad sy hi darr kaa mahol bana huwa hy. Binance ky hack ko to ham waja nahi keh sakty. Lekin asal shuruwat wahin sy huwi thi. Daikhty hain kahan tak jaati hai value. Selling pressure to still qaaim hy
Bhai bitcoin ki current downfall ke peeche sirf binnace hack ya ETF outflows ni hai or bi kuch factors ka combination hai. Sab se bari wajah US dollar ki strength or Fed ki taraf se interest rates mazed bharna ki tauqya hai. Iske ilawa investors ki ETF withdrawals aur long positions ki liquidations ne selling pressure ko aur tez kar diya hai. Abi RSI ba oversold zone ma hai jo short-term relief bounce ka signal hai but jab tak Bitcoin $66k say 68k ka resistance ko break ni karta market par bearish pressure rahy gan or mazeed girwat dakhny ko mil dkatai hain

Baqi interesting baat ye hai ke gold bhi is waqt pressure ma hai. Aaj international market ma gold $3860 per ounce ka aas paas trade hu raha hain. Pakistan mein bhi gold ki qeemat ma 4000 per tola ki kami ayi hai. Is se pata chal rha filhal global markets ma uncertainty aur salling ka pressure sirf crypto ni sath traditional assets par ba hai. I think abi jaldbazi ma buying ya selling ke bajye market confirmation ka wait karna bhter hai takh kasi ba loss sy bach saky

Pakistani Shaheen
Jr. Member
*
Offline

Activity: 40
Merit: 2

View Profile
November 16, 2026, 05:35:56 PM
 #35745

Bilkul bhai ap ny sahi kaha hy. Ye bohat barri waja hy Bitcoin ky down aany ki. Or main ny apni previous post main aik or waja bhi batai hy or wo bhi effect kar rahi hy. Log apni investment nikal kar AI sector main daal rahy hen. To ye waja bhi matter karti hy. But overall Bitcoin par Pressure bohat zyada hy mujy nahi lagta ke Bitcoin yahan zyada dair tak stable reh paye gaa. 60k sy down jaany kaa bhi khatra abhi lag raha hy. Because all over the world bohat kuch chal raha hy. So kabhi bhi achi news aa sakti hy or kabhi bhi buri news aa sakti hy.
MusaPk
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1512
Merit: 500

View Profile WWW
November 16, 2026, 05:48:32 PM
 #35746

Thanks for your words Bro......

Mera yahi Koshish hotee haa kaa kam saa kan ak bandaa b agar kuch seek lataa haa to mujaa kushi hotee haa q kaa muja to understanding already haa lakin maa chataa hoon. Ak yahaa b koi technical aspects seek laa. Maa aksar note kartaa hoon kaa zydhaa tar kisi ko kuch Samaj hee nahi atee haa q kaa wo kabi reply hee nahi kartaa or agar kartaa b haa too idhar udhar kee bathaa kar dataa haa......

Bahar Hal Bitcoin kaa baraa maa bath kartaa haa. Recently uss dip kee mazeed volume b explore howee haa on Chain saa maloom howaa haa Bitcoin miner apni rewards ko continuously swap kar rahaa haa selling kaa leyaa jokaa almost 8.02 Billion worth of Bitcoin haa Matlab kaa only tree day maa 10 November saa 13 tak. Literally yaa ak massive amount haa to isleya hama ak massive fall Mila. Baqi next hamree Fed kee meeting haa or probably yaa price ko tora kuch push da skataa haa. Price naa already reversal signal dee haa lakin still hamaa visible indication kee zaroorat haa....

DYOR !

Bitcoin ke price thora oper to gai hy pr hum ya nhi keh saqta ka ya Bitcoin ka bottom hy aur price ab stable ho gai hy. Waisa bhe ya normal trend hy ka jb bhe price necha ate hy to trh trh ke baatn bhe market ma a jate hn ka price ab aur necha jya ge. Ya saal agr overall dekha jya to Bitcoin ke price zayda tr $70,000 sa necha he rahe hy aur thora oper ja kr bhe wapis a jate hy. Mera apna guess yahe hy ka price $60,000 sa necha shayd na jya aur abhe jo price chal rhe hy is ma koe buying kr saqta hy to kr ly. Abhe thora mushkil lag rha hy ka Bitcoin jalde phr $80,000 tk jya is lea sabr sa wait krna ho ga aur agr ap ka pass Bitcoin hn to unko hold krn na ka loss ma sale krn.

AgriTrack
Full Member
***
Offline

Activity: 714
Merit: 184

View Profile
November 16, 2026, 06:30:22 PM
 #35747

Baki iss news ky baary Mai ap logo ke Kya Rai Kya yeh best ha for our economy, Kyu ka jitna paper note ka demand Kam hoga definitely uske new printing Kam hoga jis sy paper as well as printing cost haamy Bach skata ha. but at a same time hum aisy system ka part ban jaingy jisy use karny ky Liya hum totally internet par dependent hojai which is 🚩for me.
Islamabad ko December tak cashless city banana economy ke liye acha step hu saktie ha. Is se currency notes ki printing aur doosre kharchay kam honge aur transactions ma transparency bhi ayigei. Lekin meri sab se bari concern yeh ha ke kya hum waqai is system ke liye ready ha? Pakistan mein abhi bhi internet aur electricity ke issues ha. bro is se bhi zyada darne wali baat yeh hai ke hum aik aise dirjali system ka hissa ban rahie ha jahan aik click par kisi ka financial access block ho saktiee ha aur woh apne hi paison se mehroom ho saktiry. Digital economy ki taraf jana achie baat ha lekin cash ko completely khatam karne se pehle reliable internet aur cash ka alternative available hona chahie ha. kiukah baat sirf convenience ki nahi apne paison par control ki bhi ha

JunaidAzizi
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1428
Merit: 666

View Profile WWW
November 16, 2026, 07:54:18 PM
 #35748

Assalamualaikum warahmatullahe wabarakatuho.
Ap sub ko tu waise be market ka pata ha ke kia ho raha ha aur kes waja se market ka ye hal ha mere khyal ma os ko dubra batane se acha ha es per bat ki jaye ke market kab tak ayse rahe gi , ayse kia factors ho sakte hain ke ane wale time ma  market uper ja sakti ha aur filhal ketne chances ha market ke aur neeche jane ka.

Mere khyal ma markets ke neeche ayr be ja sakti ha kafi zyada trades lag chyki ha market ka down jane per matpab ke logo ko lag raha ha ke markets neeche ja sakti ha per market hamesha apne hessab se chalti ha tu kia pata ek dam se uper ke stop loses ko engulf karne ke leye chali jaye .
Abhi Anthropic AI ek IPO la raha jes ma investment ke leye logo ne kafi zyada outflow deia ha market se , ab jab tak paise wahan per ha market es support ma jo abho ha ghoom sakti ha aur may be yahi reason hoga logo ke down trades lagane ka . Abhi kuch dino bad jab listing ke bad paisa wapes markrt ma In hoga tu hum kuch behtri dek sakte hain.

Baqi CPI data aur baqi cheezo ke bare ma already pata ha ke jab wo ayega tab confirm ho jayega market ke halat , abhi ap logo be apni kuch analysis share kar de take dek sake es ke elawa ap ko kia kia malom ha .

Webetcoins
Hero Member
*****
Offline

Activity: 2828
Merit: 564

Crypto Exchange Aggregator

View Profile
November 16, 2026, 09:35:12 PM
 #35749

Baki iss news ky baary Mai ap logo ke Kya Rai Kya yeh best ha for our economy, Kyu ka jitna paper note ka demand Kam hoga definitely uske new printing Kam hoga jis sy paper as well as printing cost haamy Bach skata ha. but at a same time hum aisy system ka part ban jaingy jisy use karny ky Liya hum totally internet par dependent hojai which is 🚩for me.
Islamabad ko December tak cashless city banana economy ke liye acha step hu saktie ha. Is se currency notes ki printing aur doosre kharchay kam honge aur transactions ma transparency bhi ayigei. Lekin meri sab se bari concern yeh ha ke kya hum waqai is system ke liye ready ha? Pakistan mein abhi bhi internet aur electricity ke issues ha. bro is se bhi zyada darne wali baat yeh hai ke hum aik aise dirjali system ka hissa ban rahie ha jahan aik click par kisi ka financial access block ho saktiee ha aur woh apne hi paison se mehroom ho saktiry. Digital economy ki taraf jana achie baat ha lekin cash ko completely khatam karne se pehle reliable internet aur cash ka alternative available hona chahie ha. kiukah baat sirf convenience ki nahi apne paison par control ki bhi ha
Bhai jaan government of Pakistan nai announce kia aur Islamabad cashless city ban gia aap kis dunya mai rahtai hai bahla yai itna asan hai kai sirf 45 din mai yai sab kuch ho gai ga hosh kai nahun lo agar itna asan hota to ham nai jo kuch crypto kai hawalai sai suna aur daikha hai wo bee amlee toor per nafaz ho chuka hota yai sirf announcement tak hai baki agar yai alan karai kai 2028 ho ga to shaid mai maan bee jao. Yaha per ab kursi ki laraai taiz ho gai hai aur CM Punjab ki kursi hatrai mai hai ab daikho kon jeetata hai kiunkai chacha aur bhatejee lar rahai hai in halat mai aap aisee cheezo kai hawalai sai kuch ziada umeedai na rakho.

Cashless kernai kai liai bohut hee ziada kaam kerna perta hai jo kai abee itni jaldi mumkin nahi hai aur in kai pass aisa system bee nahi hai kai yai log sab kuch itnai kam arsai mai ker lai gai.

qurbanshah02
Hero Member
*****
Offline

Activity: 812
Merit: 622

View Profile WWW
November 16, 2026, 09:59:29 PM
 #35750

Islamabad ko December tak cashless city banana economy ke liye acha step hu saktie ha. Is se currency notes ki printing aur doosre kharchay kam honge aur transactions ma transparency bhi ayigei. Lekin meri sab se bari concern yeh ha ke kya hum waqai is system ke liye ready ha? Pakistan mein abhi bhi internet aur electricity ke issues ha. bro is se bhi zyada darne wali baat yeh hai ke hum aik aise dirjali system ka hissa ban rahie ha jahan aik click par kisi ka financial access block ho saktiee ha aur woh apne hi paison se mehroom ho saktiry. Digital economy ki taraf jana achie baat ha lekin cash ko completely khatam karne se pehle reliable internet aur cash ka alternative available hona chahie ha. kiukah baat sirf convenience ki nahi apne paison par control ki bhi ha
Bhai jab tak hamay sach Ni bataya Jaye ga or hamary liye Government APNI BHuk jab tak khatam Ni krti tab tak ham is system ky liye ready Ni ha. Agar to is tareeky se hamary mulk me kuch acha effect parta ha to ye bohat hi achi bat ho gi. Hamari Government ny much achy se step liye ha Magar jab bat jooth or na Hak Ki ajati ha to muje is Governments se bi gutan ho jati ha. Pakistan me itni Zada electricity ha ky ham aik second bi load shedding ko dek na paye Magar sari Ki sari chori krty ha or hamary Zada se Zada bill deny ky Bary me ye plan Inka kafi acha ha. Internet per ham issue keh sakty ha ye kafi mulko me issue ha Magar dusri cheezo me inko Sai hona chaiye Tha. Ab is system me tori se tezi honi chiaye ta ky awam bagawat na kry.

snowpega
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1120
Merit: 560

AntiSwap.io - NO AML/KYC EXCHANGER MONITORING

View Profile WWW
November 16, 2026, 10:42:37 PM
 #35751

Assalamualaikum warahmatullahe wabarakatuho.
Ap sub ko tu waise be market ka pata ha ke kia ho raha ha aur kes waja se market ka ye hal ha mere khyal ma os ko dubra batane se acha ha es per bat ki jaye ke market kab tak ayse rahe gi , ayse kia factors ho sakte hain ke ane wale time ma  market uper ja sakti ha aur filhal ketne chances ha market ke aur neeche jane ka.

Mere khyal ma markets ke neeche ayr be ja sakti ha kafi zyada trades lag chyki ha market ka down jane per matpab ke logo ko lag raha ha ke markets neeche ja sakti ha per market hamesha apne hessab se chalti ha tu kia pata ek dam se uper ke stop loses ko engulf karne ke leye chali jaye .
Abhi Anthropic AI ek IPO la raha jes ma investment ke leye logo ne kafi zyada outflow deia ha market se , ab jab tak paise wahan per ha market es support ma jo abho ha ghoom sakti ha aur may be yahi reason hoga logo ke down trades lagane ka . Abhi kuch dino bad jab listing ke bad paisa wapes markrt ma In hoga tu hum kuch behtri dek sakte hain.

Baqi CPI data aur baqi cheezo ke bare ma already pata ha ke jab wo ayega tab confirm ho jayega market ke halat , abhi ap logo be apni kuch analysis share kar de take dek sake es ke elawa ap ko kia kia malom ha .

Wa Alaikum Aslam warahmatullaahi wa barakaatuh!

Kiya hal hai bro aap ka? Acha bro, jo filhal 2 major things main market ke dump karne ki, pehli ya jo ke abhi Binance ka recent hack scene create howa aur on the other hand result of mid-term election on dono ki waja sy market mai FUD or uncertainty create houe jis sy kafi investors market sy nikal gyee aur apni positions leave kar di jis se kafi zayda liquidation hui aur traders ko kafi bharay bharay nuqsan otana para.

Baki bro baat rhi hor, dump hogi ya nhi to is par to just speculation hi ki ja skti hai. Lekin agar main apna point share kroo to I think further dump possible hai because apko bhi pata hai December ka month aa rha hai to log on dinno ke chotiyoo main selling karty hain, jis se market mai selling pressure aa sakta hai. Aur on the other hand, apko pata hai ke kal ya parso GTA 6 aa rhi hai, jo ke history ke most biggest game ever made hai in terms of development cost. So dekhty hain ke market further dump hoti hai ya nhi. DYOR!

 AntiSwap 
█████▄▄▄█████▄▄▄
█▄████████████████▄▄▄
▐█████████████████████▄
█████████▀▀█▀██████████
███████▀▄▄▄██▀████████▌
██████████▄▄█████████▀
██████▀▀████▀███████▀
▐█████▄████▄███████▀
████████▄█████████▀
█████████████████
███████████████▀
████▀████████▀
██████▀███▀

│❌ NO AML / KYC
███████████████████████
█████▀█▀▀▀▀██████████████
█████▀▀▀▀▀▀███████████████
███████████████████████████
███████████████████████████
██████████████████████████
████████████████████████▀█▄
███████████████████████▀██▄█▄
█████████████████████████▀████▄
███████████████████████████▀████▄
█████████████████████████████▀██▀
🔎︎ 900+
EXCHANGERS

██ ██ ██ ██ ██ ██
│
3 TIER
RATING
SYSTEM

🟢 Fair
🟠 Neutral
🔴 SCAM!
│
 BTC   ➤ 
ZAINmalik75
Legendary
*
Offline

Activity: 2156
Merit: 1041

AnonChange.com

View Profile WWW
November 16, 2026, 10:47:39 PM
 #35752

Ye just ek faida ha printing pe jetna kharcha araha ha wo sub kuch ab khazane me wapes jayega per es ma ek faida ye be hoga ke log black  money apne pas mehfuz nahe rak sakenge jetna be cash hoga os ko apne digital ma convert karna hoga with source tu ye be ek acha faida ha , es ke elawa govt ke pas ek data hoga ke log kahan per zyada paisa kharch kar rahe hain aur paisa kahan se araha ha kahan ja raha sub kuch aur in future govt har kesi ko os ie family ke hessab se fixed amount allow karegi ke apke one week ke leye rice ke etne paise ha chicken ke etne ha , khair ye tu ab suisunye bate hain daikte hain age kia nekalta ha.
Well dear ap yeh ik side ke story ko daikh rahy ha hum teek ha cashless hony sy economy par burden Kam kardyngy but same time pa hum choote choote cheezo just like small grocery shopping, refueling, food daily life need and rest ke payment ky Liya totally depend hongy internet par, aur ap Islamabad ky halaat jaty ha ayai din waha strike hoty ha aur response Mai government internet service down kar daite ha Jo logo ky Liya bohout masail paida kar skate ha agr logo ky pas aisy halaat Mai cash na ho.

Baki regarding black cash toh yeh just ik city Mai system implement ha ap kehi aur jakay apni illegal work continue kar skaty ho so it's not that big issue. Baki cheezy concerning ha.

▄███████████████████████▄
█████████████████████████
██████████████▀▀▀████████
██████████▀▀██████▀██████
████▀▀███▄▄███▄████▀█▀▀██
██▌█████▀▀███████████████
██▌█████▄▄▄████▀▀█████▐██
██████████████▄▄██████▐██
██▄▄█▄████▀███▀▀██▄▄█████
██████▄██████▄▄██████████
████████▄▄▄██████████████
█████████████████████████
▀███████████████████████▀
 
 ANONCHANGE 
████
██
██
██
██
██
██
██
██
██
██
██
████
████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████
IIIINSTANT CRYPTO SWAPS
  XMR     BTC     ETH     LTC     SOL     USDT     USDC     DAI  

████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████████
████
██
██
██
██
██
██
██
██
██
██
██
████
████
██
██
██
██
██
██
██
██
██
██
██
████
████
██
██
██
██
██
██
██
██
██
██
██
████
GbitG
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1680
Merit: 667

View Profile WWW
November 16, 2026, 11:57:50 PM
 #35753

Bitcoin ki price ki baat karen to Bitcoin abhi 64000 sy above trade ho raha hy jo raat ko 62 tak bhi chala gaya tha. ETFs ka outflow or sath main liquidations ka pressure bohat zyada hai. Or Greed and Fear Index bhi extreme fear par hy. Pichly ek hafty main Bitcoin 13-14% gira hy. Jo ky lagta nahi tha ky aisa hoga. Binance ky hack ky baad sy hi darr kaa mahol bana huwa hy. Binance ky hack ko to ham waja nahi keh sakty. Lekin asal shuruwat wahin sy huwi thi. Daikhty hain kahan tak jaati hai value. Selling pressure to still qaaim hy
Bhai bitcoin ki current downfall ke peeche sirf binnace hack ya ETF outflows ni hai or bi kuch factors ka combination hai. Sab se bari wajah US dollar ki strength or Fed ki taraf se interest rates mazed bharna ki tauqya hai. Iske ilawa investors ki ETF withdrawals aur long positions ki liquidations ne selling pressure ko aur tez kar diya hai. Abi RSI ba oversold zone ma hai jo short-term relief bounce ka signal hai but jab tak Bitcoin $66k say 68k ka resistance ko break ni karta market par bearish pressure rahy gan or mazeed girwat dakhny ko mil dkatai hain

Baqi interesting baat ye hai ke gold bhi is waqt pressure ma hai. Aaj international market ma gold $3860 per ounce ka aas paas trade hu raha hain. Pakistan mein bhi gold ki qeemat ma 4000 per tola ki kami ayi hai. Is se pata chal rha filhal global markets ma uncertainty aur salling ka pressure sirf crypto ni sath traditional assets par ba hai. I think abi jaldbazi ma buying ya selling ke bajye market confirmation ka wait karna bhter hai takh kasi ba loss sy bach saky

DXY kee impact dakhnaa ko milee haa lakin app toraa calculate kar laa kaa 4 day maa kitnaa corelate move howaa. To simply Beata Measurements kaa through app dakh lang kaa Kitna selling impact howa due to flow of  R(Assets)...... Agar nahi maloom to maa bathaa dataa hoon. Inn all variable ko milaa kaa Matlab kaa DXY, Treasure yield and even resident factor ko b ho entirely hamraa par market kee equity maa 1.2% corelate move dakhnaa ko mila haa......

Abb apo sochaa gaa kaa yaa kasaa pir Bitcoin itnaa fall kar gyaa. To iskeaa pahlaa b maa bathaa chukaa hoon kaa miners naa apbi rewards ko sell kar deyaa. DEX or CEX dono par jokaa app Cumulative Volume Delta par Jo heat map kaa software haa data analysis karnaa kaa leyaa. So isleyaa hamaa zydhaa impact miners rewards selling pressure ke wjaa saa ayaa haa naa kaa DXY saa

Pages: « 1 ... 1738 1739 1740 1741 1742 1743 1744 1745 1746 1747 1748 1749 1750 1751 1752 1753 1754 1755 1756 1757 1758 1759 1760 1761 1762 1763 1764 1765 1766 1767 1768 1769 1770 1771 1772 1773 1774 1775 1776 1777 1778 1779 1780 1781 1782 1783 1784 1785 1786 1787 [1788]
  Print  
 
Jump to:  

Powered by MySQL Powered by PHP Powered by SMF 1.1.19 | SMF © 2006-2009, Simple Machines Valid XHTML 1.0! Valid CSS!