Kabhi samjh nahe ata k humary mulq halat din b din worst hotay ja rhy hain ya media aur exposure k wajah sy humai her baat pata chal rai hai. Roz subah uthty hain to aik sy berh k aik dil dukha delay wali news ati rehti hain suicides, murders, choree and so on. Ab is news aur photo mai feroniyat ki misal mil rai hai. Gareeb bacha jisko usk maa baap ny is zulm k liye chora hua hai. Samaj nahe ata k agar pal nahe sakty shambal nahe sakty to is duniya mai kyun latay hain bacho ko. Gurbat ny halat bht kharab ker diay hain. Agr education minister ka baap ka ya haal hy to soch lyn ka education minister ka khud kya level ho ga.
Brother yeh cheezain hamesha se bhoti arshi hain lekin aj kal hanarey pass internet or mobile puojes hesi services hone ke wajah sai yeh baaten ham tak jaldi pohonchte hai jis se lagta hai ke yeh kaam zyada ho gaye hain but arsa nahin hai, sirf modes of communication faster hogaye hn so is ki wajah ham aagah ho jate hain jald se jald. Baqi boht sari cheezain apki sahi hain. Allah ham sab par apna reham karey ameen