Literally yar abb to Jo toraa kuch barosaa taa abb wo b uth gyaa like Jo toraa kuch casually equity rakhtaa taa abb wo b nahi rakhaan gaa q kaa yar agar dakhaa jyaa to jis tara yaa easily compromised ho jataa haa to Kal ko easily rugpull b karaa skataa haa ha or hamara funds ko steal kar sakta haa......
Bahar maa khub apni 40% investment hardware maa rakhtaa haa or baqi kaa Jo stables haa to usaa diversified ke howee haa kuch ko DEX, kuch ko Binance or baqi kaa trade equity to MEXC par hold karaa hoon. But abb isko b laa kaa muja be careful honaa para gaa q kaa AI kaa dor haa sab kuch easily hack keyaa ja skataa haa......
Baqi mera kuch equity Prop firm account maa b haa like Jo maa Godl or baqi pair kaa leay used kartaa hoon or wo toraa safe ho haa q kaa wo logo privacy par bohat emphasize kartaa haa.
Hmm, this sounds good. Baki bro, jis hesab sy ap ny apne total funds diversified kiya howay hain, wo ak achi strategy ho skti ha. As agar Allah na kare koi ak exchange compromise ho bhi jati hai, apke baki funds safe rahain. Eske elawa, agar dekha jaye bro, ab to hardware wallets par bhi trust karna konsa asaan kam hai haha. Just se ya Ledger wala case bana hai aur kafi bhari level ki hacking hui hai. Aur baat rahi AI wali to aapki baat bikul darost hai. Main abhi kal ya maybe parsoo Elon Musk ki statement read kar rha tha, jismain wo keh rha tha AI will steal all financial money, not for humans but for itself. Ab ap hessab lagao ya kitna scary hai.
Aur hum ahesta ahesta crypto ke us phase main enter ho rhy hain, jahan par ya kehna bohat mushkil ho geya hai ke haan ab hum proper safe hain. Kya khayal hai?
Acha, lastly ap ya jo prop firms ki baat kar rhy hain, is ke baray mien main ny bhi sunna howa hai laikn kuch idea nhi; like Casey, un ke sath account register karwa skty hai, this or that. Kya hum in firms ko use karty howay international stock market ki trading bhi kar skty hain? Like, Gold, Tesla, SPCX, or all others?