Paraguay ka log pershan hn ka wahn pehla logo ke jobs gai aur ab wo banks ma pare apne savings ko bhe access nhi kr pa rhya. Paraguay ka sabiq sadr Santiago Peña ky America ka Sadr Trump ka saath barya acha taluqat hn aur is wajha sa shayd wo bach bhe jyn. Ma na thora search kea to pata chala ky Paraguay ka Ueno bank easypaisa jaise tha aur iska band hona sa kafi merchnats ka paisa doob gya hy. New Sadr ke kehna hy ka jald az jald sub depositors ka paisa wapis kr dea jya ga. Dekhta hn kitne jalde ya kaam hota hy.
Yaar, ya to bohat hi alag scene chal rha hai, mujhy to laga tha waha sirf ya scandal ki waja sy log preshan ho rhy hain, laikn ya jobs wala mamal hoor bhi khatarnaak hai, q ke agar job he nhi hogi to roz marra ke mamlaat kasy chalain gy? That's a big mess bro. Acha by the way ya muslim country hai? aur ya kn sy country ke zayda nazdeek ata hai?
Boht shukria apka dost ka ap na ya cheez note ke aur meri kushi ma shareek hua.
Aray shukriya kis baat ka bro, etni effort ke baad jab manda yaha tak pohanchta hai to feel hi kuch hoor hoti hai. And you really nailed it, bro, no matter how much time you took to reach here. What matters more is consistency and dedication, jo aap ne proper show kiya hai community ko. Allah Pak apko hor tarakiyo sy nawazy, aap ki jaan, maal, rizk e halal main azafa farmyee, Ameen!