Haha, kasa rha mera andaza phir, mai apko pehly bataya ya sab daramy baziyoo chal rhi hain, haha. Chalo khair, abhi ki baat karty hain, ya bohat bareek point hai, agar aap note karain jab sy trump president bana hai tab ny koi na koi drama chal rha hai, kabhi tariff war, kabhi Iran war, kabhi oil supply door close, kabhi China ke sath direct tariff war, aur abhi ya Nvidia wala drama.
aur ab ap sab ke sab mamlat ko dobara repeat kar ke dekhain sab ke sab short time fram ke liya chalai gyee thy taa ke ya log market mai paisa bana sakain aur trump wo banda hai jab har banda paisa lose kar rha tha ya paisa bana rha tha market ko manipulat karty howay. Aur jab sy ya presidnet bana hai, is ki net worth 3 times ho gyee hain, jo ke kafi surprsing baat hai. Well, rather than trading, I think holding zayda behtr hai is tamam cases ho madh e nazar rahty howay. Kiya kehty ho aap?
Ya baat to sahih y ka jb sa Trump President bna hy to mukthlif qism ka dramya chal rhya hn. Aur ab to Trump ko pata chal gya hy ka us ka pass time kam reh gya hy as president to shayd NVIDIA jaisa dramya aur hn. To hman bhe ab aur mohtat rehna ho ga is qism ka events sa. NVIDIA ke CEO ko hatya aur stock kr price gir gai phr us ko dobara reinstate kr ka price ko wapis oper ly gya, ya sub to koe filme scene lag rha hy. Bitcoin ke price kuch zayda oper to nhi gai is event ka baad, ya eik aur acha moqa hy Bitcoin ko buy krna ka kam price pr. Price thore oper gai the pr ab eik bar phr necah ke trf revan davan hy.