Brother, apki fixed APY/APR wali daleel sahi nhi ha yeh token ki price k sath change hoti ha. ap kisi DEFI ko kuch dino tak observe keren toh apko yakeen aa jai ga mein USDT ki bat nhi ker reha ku k usdt stable coin ha uski staking ko mein bi sahi nhi samjhta agr kisi dosry coin k sath uski liquidity provide ki jati ha toh phir sahi ho sakti ha, usdt k ilawa bht coins/tokens han jin ki price fixed nhi hoti. Token ki price or APY mein inverse relationship hoti ha yani 1 brta ha toh dosara neechy aata ha ap thori or research keren itni jaldi conclusion pe mut ponch jain or sirf usdt k isolated case ko mut dekhein zara bry canvas pe picture ko dekhein toh zayadeh clarity ho gi. Jub tak ap es ki functioning ko sahi trh se nhi samjhein ge confusion hee rehe gi.
Thanks bhot research k bada tho esu conclusion par pohncha hoo k Shahid Bhai ki bath Sahi ha aur filhal stacking ma AISA Islam mukhalif cheez AA nhe Rhee. Agr bad ma ullama Karam mukammal fiqh k osoool w zwabit k mutabiq koi aur wajha nekale tho hm waha jaenge.
Yaha par aik cheez ha Jo qaabil ghaur ha k validators fee ma ap se Sirf commission letha ha baqi apko token block k hisaab se miltha ha. Baqi b bhot Kuch aise factor ha Jo bank se belkul Juda ha. Shahid Bhai ka shukria adaa krta aur mje es ma koi sharam nhe k ma ghalti par tha aur rujoo kr liya q k ghalat bath par KADA rehna to takabur ki alamat ha.
Jahan tak Fatwa k taluk ha toh mein es pe zayadeh comment nhi krna chahta laikin meri obsevation toh yehi ha k Pakistan mein ek waqt mein Ek Mufti sahib ki nazer mein Auret ki hakumat najaiza hoti ha or jub unka faida ho toh uni Mufti sahib ki nazer mein auret ki hakumat halal ho jati ha. Yahan ka nizam es kader bigr chuka ha k kuch bi credible nhe ha.
Bhai ye bath Zara ap Khul k kre. Agr ap Mufti aur Ullama hazrat ko darmayan se nekalna chahte ho per beshak ye khulam khulam gumrahi ha. En Ullama k baghair hm Bismillah ka tarjuma b nhe kr sakte. Ye 10 saal mehnat kr k Sirf Fatwa k osool ko smjthe ha aur hm 1 second ma inkaar k de ye na insaafi ha.
Bhai ek lateefa sunatha ho:
Ek shakhs ka koi sukha gum hogia tho wo Baahir road par usko dhoondho rha tha. Kisi ne aakhir pocha m gira KAHA tha tho us ne KAHA k gar ma tho us ne KAHA per Yaha q talash kr rhe ho? Jawab Mila k Yaha par light ha gar ma light nhe.
Tho Bhai apko Jo shikayat ha wo ap ullama se pooche wo eska jawab de denge per zrori nhe k ap k Nazar ma b wo teek ho q ap k Ilm aur us k Ilm ma Zameen aur aasman ka farq ha.
Bhai khunzeer ka ghosht Khana haram ha mgr sakht bhook ki halat ma aur cheez na mile tho khanzir na Khana haram ha. Aurat ki hakoomat belkul Islam ma Sahi nhe mgr hamara Pakistan jamhoori nizam ha jaha par aurat hakumat AA saktii ha tho pehle tho Koshish yahi honi chaiye k na aye ab agr AA gar tho hakumat ma Sath mil kar Kam nbe krenge aur hakumat se hat jaenge tho ye aise aise bill pass krenge k Jo Islam ka naqsha Pakistan ma badal de tho ye sowar k khane ki tarah ha.
Jaise k agr bemari k aane ka khatara ho tho pehle tho Koshish yahi hoge k bemaari khatm ho agr bemari AA jae per ye kehna k bemari ko nhe manta ye ghalat ha blke ab bemari k Sath reh k routine change krna hoga aur bemari dafa krne ki Koshish hogee.