Baat sirf is project ki nahi hai ab Pakistan per aik baar phir sai confidence increase ho raha hai jabkai shaid aap ko pata ho yai jo Dubai aur Abu Dubai upper uthai hai yai sab Karachi mai honai wali terrorist activities ki waja sai uthai hai warna Karachi aik ideal city tha dunya kai liai.
Arab dunya mai UAE aik aisa mulak hai jo Pakistan ki bajai India aur Israel ko pasand kerta hai aur yai is ko nuqsaan bee dai sakta hai chahai jaisai bee hai kuch arsa pahla kuch proof bee milai thai yai Indian terrorist ko back kertai rahai hai Pakistan kai hilaf ab halia conflict sai UAE ko bohut nuqsaan huwa hai aur is kai faida Pakistan ko utha chahia agar yaha qiadat achi ho to.
Mera zati hayal hai Pakistan mai ab changes anai chahia kiunkai yaha kai nujwaan mai potential hai laikin yaha qiadat kabi bee achi nahi rahi jis ka nuqsaan huwa hai baki Allah bahter karai sab kai haq mai.
sai nhi mujhy idea nhi tha uae ka, ku ky mai ny koi asi news nhi suni kisi trf shaed asi koi reason ho lekin mai ny nhi sunni lekin waqt ky sath pta chl hi jai ga or dusri baat apki ky confidence build ho rha hai wo to kb sy hi hai bs chance milny ki dair thi abhi ap koi bi video dekh ly jis mai pakistan ka naam oper a rha hoga waha pr comments my indians ki jl rhi hogi with respect lekin sary indians asy nhi hain jo udr a kr apny jazbat pr qabo nhi pa skty wohi hoty hain lekin mai to dekh kr hs rha hota hoon uski waja yeh hai ky yeh do mulk apas my lgty bi han pyar bi hai haha.
anyway whta they done so far is justifieable in their eye but to us as pakistani it does not justify anything, they are wrong at all ground but wo hai na unki pak studies my wo ssahi hai baki agr koi waha pr sai baat krta hai to wo uska ilaj kr dety hain haha.
No doubt yeh pakistan my inteshar phelana chahty hain or inka agenda hi yehi hai lekin alhamdulilah pakisatni agencies kafi active bi hain or abhi to kafi hi hain, recently israel ko bi dmki dy di. Lekin yaar tbh mujhy usa bi kafi taiz lgta hai wo bi nhi chahta yeh deal krna andr hi andr sy wo bs mazy ly rha asa lgta hia. Rest to fr koi nhi janta dekho kya bnta hai.