Bitcoin Forum
October 24, 2026, 03:02:58 PM *
News: Latest Bitcoin Core release: 31.1 [Torrent]
 
   Home   Help Search Login Register More  
Pages: « 1 ... 1713 1714 1715 1716 1717 1718 1719 1720 1721 1722 1723 1724 1725 1726 1727 1728 1729 1730 1731 1732 1733 1734 1735 1736 1737 1738 1739 1740 1741 1742 1743 1744 1745 1746 1747 1748 1749 1750 1751 1752 1753 1754 1755 1756 1757 1758 1759 1760 1761 1762 [1763]
  Print  
Author Topic: Pakistan  (Read 7322555 times)
HustleZ
Full Member
***
Offline

Activity: 448
Merit: 220

While they gamble, DCA.

View Profile
October 23, 2026, 08:48:45 PM
 #35241

Kabhi samjh nahe ata k humary mulq halat din b din worst hotay ja rhy hain ya media aur exposure k wajah sy humai her baat pata chal rai hai. Roz subah uthty hain to aik sy berh k aik dil dukha delay wali news ati rehti hain suicides, murders, choree and so on. Ab is news aur photo mai feroniyat ki misal mil rai hai. Gareeb bacha jisko usk maa baap ny is zulm k liye chora hua hai. Samaj nahe ata k agar pal nahe sakty shambal nahe sakty to is duniya mai kyun latay hain bacho ko. Gurbat ny halat bht kharab ker diay hain. Agr education minister ka baap ka ya haal hy to soch lyn ka education minister ka khud kya level ho ga.
Brother yeh cheezain hamesha se bhoti arshi hain lekin aj kal hanarey pass internet or mobile puojes hesi services hone ke wajah sai yeh baaten ham tak jaldi pohonchte hai jis se lagta hai ke yeh kaam zyada ho gaye hain but arsa nahin hai, sirf modes of communication faster hogaye hn so is ki wajah ham aagah ho jate hain jald se jald. Baqi boht sari cheezain apki sahi hain. Allah ham sab par apna reham karey ameen

██ ████████           R O L L B I T      │      THE #1 SOLANA CASINO           ████████ ██
█████████████████████████████████████████████████████████████████
|    5,000+ GAMES    |    INSTANT WITHDRAWALS    |    HUGE REWARDS   |    VIP PROGRAM   |]www.rollbit.com██ ████████           R O L L B I T      │      THE #1 SOLANA CASINO           ████████ ██
█████████████████████████████████████████████████████████████████
|    5,000+ GAMES    |    INSTANT WITHDRAWALS    |    HUGE REWARDS   |    VIP PROGRAM   |
JunaidAzizi
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1400
Merit: 664

View Profile WWW
October 23, 2026, 09:51:08 PM
 #35242

Kabhi samjh nahe ata k humary mulq halat din b din worst hotay ja rhy hain ya media aur exposure k wajah sy humai her baat pata chal rai hai. Roz subah uthty hain to aik sy berh k aik dil dukha delay wali news ati rehti hain suicides, murders, choree and so on. Ab is news aur photo mai feroniyat ki misal mil rai hai. Gareeb bacha jisko usk maa baap ny is zulm k liye chora hua hai. Samaj nahe ata k agar pal nahe sakty shambal nahe sakty to is duniya mai kyun latay hain bacho ko. Gurbat ny halat bht kharab ker diay hain. Agr education minister ka baap ka ya haal hy to soch lyn ka education minister ka khud kya level ho ga.
Brother yeh cheezain hamesha se bhoti arshi hain lekin aj kal hanarey pass internet or mobile puojes hesi services hone ke wajah sai yeh baaten ham tak jaldi pohonchte hai jis se lagta hai ke yeh kaam zyada ho gaye hain but arsa nahin hai, sirf modes of communication faster hogaye hn so is ki wajah ham aagah ho jate hain jald se jald. Baqi boht sari cheezain apki sahi hain. Allah ham sab par apna reham karey ameen
Han ye be ha communication behtar huwi ha jes ki waja se hume jaldi update mel jati ha per agr aj kal Pakistan ka mahol deke tu waqi ma etne sare waqeyat ho jate hain ke banda preshan ho jata ha ke akher kia hoga es mulk ka hum sub ke future ka jia hoga jungle kaqanon ha jes ke laati ossi ke he bains ha ayse ma har koi khuda ban chuka ha aur jo wo chahta ha karta ha pochne wala koi nahe ayr agr ghalti se poch be leya jaye tu reshwat unka rasta saaf kar daiti ha

Bityar
Full Member
***
Offline

Activity: 196
Merit: 104

BiggerZ.com Ambassador - Ready to Help

View Profile
Today at 04:17:17 AM
 #35243

Kabhi samjh nahe ata k humary mulq halat din b din worst hotay ja rhy hain ya media aur exposure k wajah sy humai her baat pata chal rai hai. Roz subah uthty hain to aik sy berh k aik dil dukha delay wali news ati rehti hain suicides, murders, choree and so on. Ab is news aur photo mai feroniyat ki misal mil rai hai. Gareeb bacha jisko usk maa baap ny is zulm k liye chora hua hai. Samaj nahe ata k agar pal nahe sakty shambal nahe sakty to is duniya mai kyun latay hain bacho ko. Gurbat ny halat bht kharab ker diay hain. Agr education minister ka baap ka ya haal hy to soch lyn ka education minister ka khud kya level ho ga.
Brother yeh cheezain hamesha se bhoti arshi hain lekin aj kal hanarey pass internet or mobile puojes hesi services hone ke wajah sai yeh baaten ham tak jaldi pohonchte hai jis se lagta hai ke yeh kaam zyada ho gaye hain but arsa nahin hai, sirf modes of communication faster hogaye hn so is ki wajah ham aagah ho jate hain jald se jald. Baqi boht sari cheezain apki sahi hain. Allah ham sab par apna reham karey ameen
G bilkul ye waqyaat pehlaay say horahay thay lekin ab zyadaa hamay isliyay nazar arahaa hayy kyonkay social media bohot tez hochuka hay har jagaa har kesee kay pass mobile or internet available hota or jab us kaa dil chahayy woh picture ya video bana letaa hay or social media par post kardetaa hay kher pakistan may ghareebi bohot zyada hogaye hay jiskai waja say bee bohot say aisay waqyaat mil rahay like wo pichlay dino jo aik banday nay gari say us bachay ko mara thaa or istarah kay kaii harassment walay cases or yeh jo bachay nay bag utayaa hay wo bee punjab kay education minister father kaa like ab sochay toh zaraa kay aik education minister kee zimeedari hay kay wo ghareeb bacho ko bunyaadi sahoolyaat dy unkay taleem par focus karein or yaha toh kuch or hee chal rha hay like agar koi bara banda hota toh kher pir bee lekin inta chota bachaa jiskii umer takreeban 5 ya 6 saal lag rahi hay pata nahii iss mulk ka kyaa banegaa bas allah hum sab par reham karein.

Abdul Sami786
Full Member
***
Offline

Activity: 210
Merit: 100

★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!

View Profile
Today at 05:53:43 AM
 #35244

Aslamu Alaikum.
Aaj kal yaha per Pakistan kai local mamlaat per bohut achi discussion ho rahi hai jo kai honi bee chahia kiunkai is sai kafi cheezai open hoti hai aur aik dosrai ko samajna bee asan ho jata hai aaj kafi dino kai baat social media accounts daikhai to aik tasweer meri aankho kai samnai sai guzri is ko daikh ker yaqeen ho gia her shahas jis kai pass power hai wo feron hai kiunkai wo dosrai ko insaan hee nahi samajta. Maraat yafta tabqa kissi bee kisam ki sahulat dainai ko tayar hee nahi hai aur mazlum tabqa kissi bee kisam ki muzahamat kai liai tayar nahi hai kiunkai wo zahni toor per hee gulam ho chuka hai aur issi tarah rahna chahta hai baki yai tasweer daikh ker aap log bee apni rai dai kia haal hai in logo ka kiunkai merai pass to alfaz hee nahi hai in kai barai mai yai feron sai bee agai hai aur kisi bee kisam ki riayat kai mustahaq nahi hai.

Walikumaslam bhai ap ne bilkul sahi kaha Hamare muashray ka sab se bara masla yehi hai ke taqatwar log aksar apni power ka ghalat istemal karte hain or ghareeb or mazloom logon ko insaan samajhna b gawara nahi karte Afsos ki bt ye hai ke jin logon ke paas ikhtiyar hai wo awaam ko sahulat or insaf dene ke bajaye unhein mazeed mushkilaat mein daal dete hain Jab tak hum khud apne huqooq ko nahi samjhein ge or ghalat ko ghalat kehne ki himmat nahi karein ge tab tak halaat badalna mushkil hai Qanoon sab ke liye barabar hona chahiye chahe koi kitna hi taqatwar q na ho.

Compromise me
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1330
Merit: 782

View Profile
Today at 10:32:51 AM
 #35245

Waalaikum Assalam,

Ye bhot afsos aur sharm ki bat ye hi log assembly me baith kar child labour ke khilaf qawaneen banate hain wo log  zindagi me child labour ko apnate hain aur masoom bachon se aise kaam karwa rahien hain.

hamare Education Minister sahab din rat daway karte hain ke Pakistan me taqreeban 2 crore 60 lakh se zyada bachay school se bahar hain aur wo unhein wapas schools me le kar jayenge. Lekin  jis ghar me ek masoom bachay ki majboori ka faida uthaya jaye aur us se aisi mazdori karwai jaye aur wahan se uth kar ane wala shakhs waqai education sector ke liye koi baray iqdamat karega wo kiya bachon ko taleem dilwane ke liye naye programs lekar ayien gy ye sirf siyasi daway hain.

Pichlay teen din mein Punjab ke andar do bachay apne malik ke hathon qatal ho gaye hain aur pichlay 48 se 72 ghanton me CCD ne do aise high profile cases ke suspects ko extra judicial encounters me mar diya hai jin ka social media par bohat zyada shor mach raha tha.

Ab ye child labour aur ek masoom bachay ki tazleel ka mamla b high profile case ban chuka hai aur social media par log is hawalay se bohat se sawalat utha howien hain  ab dekhna ye hai ke is mamlay par hamari adalatein kya action leti hain.

R

▀▀▀▀▀▀▀██████▄▄
████████████████
▀▀▀▀█████▀▀▀█████
████████▌███▐████
▄▄▄▄█████▄▄▄█████
████████████████
▄▄▄▄▄▄▄██████▀▀
LLBIT|
4,000+ GAMES
███████████████████
██████████▀▄▀▀▀████
████████▀▄▀██░░░███
██████▀▄███▄▀█▄▄▄██
███▀▀▀▀▀▀█▀▀▀▀▀▀███
██░░░░░░░░█░░░░░░██
██▄░░░░░░░█░░░░░▄██
███▄░░░░▄█▄▄▄▄▄████
▀▀▀▀▀▀▀▀▀▀▀▀▀▀▀▀▀▀▀
█████████
▀████████
░░▀██████
░░░░▀████
░░░░░░███
▄░░░░░███
▀█▄▄▄████
░░▀▀█████
▀▀▀▀▀▀▀▀▀
█████████
░░░▀▀████
██▄▄▀░███
█░░█▄░░██
░████▀▀██
█░░█▀░░██
██▀▀▄░███
░░░▄▄████
▀▀▀▀▀▀▀▀▀
||.
|
▄▄████▄▄
▀█▀
▄▀▀▄▀█▀
▄▄░░▄█░██░█▄░░▄▄
▄▄█░▄▀█░▀█▄▄█▀░█▀▄░█▄▄
▀▄█░███▄█▄▄█▄███░█▄▀
▀▀█░░░▄▄▄▄░░░█▀▀
█░░██████░░█
█░░░░▀▀░░░░█
█▀▄▀▄▀▄▀▄▀▄█
▄░█████▀▀█████░▄
▄███████░██░███████▄
▀▀██████▄▄██████▀▀
▀▀████████▀▀
.
▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄
░▀▄░▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄░▄▀
███▀▄▀█████████████████▀▄▀
█████▀▄░▄▄▄▄▄███░▄▄▄▄▄▄▀
███████▀▄▀██████░█▄▄▄▄▄▄▄▄
█████████▀▄▄░███▄▄▄▄▄▄░▄▀
████████████░███████▀▄▀
████████████░██▀▄▄▄▄▀
████████████░▀▄▀
████████████▄▀
███████████▀
▄▄███████▄▄
▄████▀▀▀▀▀▀▀████▄
▄███▀▄▄███████▄▄▀███▄
▄██▀▄█▀▀▀█████▀▀▀█▄▀██▄
▄██▀▄███░░░▀████░███▄▀██▄
███░████░░░░░▀██░████░███
███░████░█▄░░░░▀░████░███
███░████░███▄░░░░████░███
▀██▄▀███░█████▄░░███▀▄██▀
▀██▄▀█▄▄▄██████▄██▀▄██▀
▀███▄▀▀███████▀▀▄███▀
▀████▄▄▄▄▄▄▄████▀
▀▀███████▀▀
OFFICIAL PARTNERSHIP
SOUTHAMPTON FC
FAZE CLAN
SSC NAPOLI
sidrabtc
Member
**
Offline

Activity: 62
Merit: 11

View Profile
Today at 10:49:46 AM
Merited by Fragrance1122 (1)
 #35246

From Jr Member to Member
Aslamu Alaikum.
Aaj kareeban 3 months mai mujai khushi ho rahi hai mai nai aik nayar rank achieve kia hai jo kai bohut hee bari kamyabi hai merai liai kiunkai mujai nahi lagta tha mai itni jaldi yaha tak aa jao gee laikin community ki support nai sab kuch asan ker dia abee aur bohut kuch seekhna hai aur improvement lani hai umeed hai issi tarah support jari rahai gee.

Kuch cheezai abee is community mai bee aisee hai jin ko bahter kernai ki zarurat hai kiunkai agar hamai kuch bahter kerna hai to as community agai janai kai liai bohut kuch change kerna zaruri hai umeed hai sab mil ker essi tarah achai future kai barai mai sochai gai aur kaam bee karai gai.

Bohut Shukria.
Jaweria parveen
Sr. Member
****
Offline

Activity: 420
Merit: 293

★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!

View Profile
Today at 10:57:51 AM
 #35247

Yeh country ab istarh he chaly ge Kyu ky yaha ka system istarh Chahta ha aur koi against Kara hoga toh Zindagi sy haath do baity ga, abhi Khan ke example lo us ny Kya Kiya ghareeb awam ky haq Mai BAAT ke unky Liya free cancer treatment start ke free sehat card, free Langer aur soony ke jagga, also in ghareeb awam par army operation aur drone attack sy Inkar Kiya toh AJ 3 Saal howy pata nahi zinda ha ky nahi jail Mai para ha unfortunately.
Hmm jino ne country chalany ke liye tori se mehnat ke tii voo jail my daly haa 2020 ke baad ke ya years hamari country ke liye bilkul be positive nahi rahy haa 2020 se paihly par be country kuch positive tii tab zaida country par talks be nahi hoti tii aur naa zaida behas hoti tii magar ab too country ke direction he ayse kar de haa ab too apne country my be rehna save nahi haa joo be ayta haa apne marzi se agly koo chalany ke kosish karti haa iss par be 2 taraf baat ayte ha kuch kaihty haa unko nahi mila taa aur kuch kaihty unko mila taa magar iss se ya proof nahi kiya jaa sakta ke agar kaise koo nahi mila too Imran khan ke uss mehnat koo zero samja jaye agar itni awam my 1 crore logo koo be uss kaa faida mila haa too bohat bari baat haa

voo zinda haa recently joo talks hui haa uss my Mr gohar ne kud Imran khan se baat ke haa aur kud moshin naqvi be thy but conditions par ham keh sakty haa ke voo bohat he weak haa aur uss ke be waja ya kud government haa khair jab tak courts my sahi tareeky se insaf milna start hoo jaye gaa too first case Imran khan kaa he hoo gaa

Cheers to member rank sidrabtc

║
★
║
BIG WINNER!
[15.00000000 BTC]
║
★
║
▄████████████████████▄
██████████████████████
██████████▀▀██████████
█████████░░░░█████████
██████████▄▄██████████
███████▀▀████▀▀███████
██████░░░░██░░░░██████
███████▄▄████▄▄███████
████▀▀████▀▀████▀▀████
███░░░░██░░░░██░░░░███
████▄▄████▄▄████▄▄████
██████████████████████
▀████████████████████▀
▄████████████████████▄
██████████████████████
█████▀▀█▀▀▀▀▀▀██▀▀████
█████░░░░░░░░░░░░░▄███
█████░░░░░░░░░░░░▄████
█████░░▄███▄░░░░██████
█████▄▄███▀░░░░▄██████
█████████░░░░░░███████
████████░░░░░░░███████
███████░░░░░░░░███████
███████▄▄▄▄▄▄▄▄███████
██████████████████████
▀████████████████████▀
▄████████████████████▄
███████████████▀▀▀▀▀▀▀
███████████▀▀▄▄█░░░░░█
█████████▀░░█████░░░░█
███████▀░░░░░████▀░░░▀
██████░░░░░░░░▀▄▄█████
█████░▄░░░░░▄██████▀▀█
████░████▄░███████░░░░
███░█████░█████████░░█
███░░░▀█░██████████░░█
███░░░░░░████▀▀██▀░░░░
███░░░░░░███░░░░░░░░░░
▀██░▄▄▄▄░████▄▄██▄░░░░
▄████████████▀▀▀▀▀▀▀██▄
█████████████░█▀▀▀█░███
██████████▀▀░█▀░░░▀█░▀▀
███████▀░▄▄█░█░░░░░█░█▄
████▀░▄▄████░▀█░░░█▀░██
███░▄████▀▀░▄░▀█░█▀░▄░▀
█▀░███▀▀▀░░███░▀█▀░███░
▀░███▀░░░░░████▄░▄████░
░███▀░░░░░░░█████████░░
░███░░░░░░░░░███████░░░
███▀░██░░░░░░▀░▄▄▄░▀░░░
███░██████▄▄░▄█████▄░▄▄
▀██░████████░███████░█▀
▄████████████████████▄
████████▀▀░░░▀▀███████
███▀▀░░░░░▄▄▄░░░░▀▀▀██
██░▀▀▄▄░░░▀▀▀░░░▄▄▀▀██
██░▄▄░░▀▀▄▄░▄▄▀▀░░░░██
██░▀▀░░░░░░█░░░░░██░██
██░░░▄▄░░░░█░██░░░░░██
██░░░▀▀░░░░█░░░░░░░░██
██░░░░░▄▄░░█░░░░░██░██
██▄░░░░▀▀░░█░██░░░░░██
█████▄▄░░░░█░░░░▄▄████
█████████▄▄█▄▄████████
▀████████████████████▀
║
★
║
║
★
║
✔ Rainbot
✔ Daily Quests
✔ Faucet
Mask.x
Member
**
Offline

Activity: 116
Merit: 14

View Profile
Today at 11:44:02 AM
 #35248

Aslamu Alaikum.

W Salam
Apne bohat achi bat discuss ki hai or Apki bat teak be hai hamre mashre ko tabah karne ki ye be ak bohat bare waja hai ka Yaha log iktedar ma akar apni ikhtirat bhool jate hai or phr apni moj or Masti ma hote hai jb log un se bat karni ka lia ate hai ya Apna masla discuss karni ka lia ate hai to wo khabi ak bahna batati hai kabhi dosre es waja se Hamra mashra taraki nii karta or dosre sab se bare waja na itefaqi hai Yaha jo be hota hai koi kuch kehni wala nii hai sab kuch Dekh kar khamosh hote hai.
Fragrance1122
Member
**
Online Online

Activity: 168
Merit: 14

View Profile
Today at 12:03:30 PM
 #35249

From Jr Member to Member
Aslamu Alaikum.
Aaj kareeban 3 months mai mujai khushi ho rahi hai mai nai aik nayar rank achieve kia hai jo kai bohut hee bari kamyabi hai merai liai kiunkai mujai nahi lagta tha mai itni jaldi yaha tak aa jao gee laikin community ki support nai sab kuch asan ker dia abee aur bohut kuch seekhna hai aur improvement lani hai umeed hai issi tarah support jari rahai gee.

Kuch cheezai abee is community mai bee aisee hai jin ko bahter kernai ki zarurat hai kiunkai agar hamai kuch bahter kerna hai to as community agai janai kai liai bohut kuch change kerna zaruri hai umeed hai sab mil ker essi tarah achai future kai barai mai sochai gai aur kaam bee karai gai.

Bohut Shukria.

Congratulations dear aapko 3 mahenay lag gaye or mujay taqrebn 4 mahenay lagay thay.. Aapki posting kaafi achi hay or may nay dekha k aapko overall support Pakistan community Ki taraf say mila hay or ye kaafi achi baat hay k saaray seniors apko support kar rahay hain.. Koshish karain k Aap Pakistani forum kay elawa or bhi posting karain agar English achi ho tho aapko merit or bhi tezi say mil sakta hay.. Bahar haal Jo bhi hay Aap achi ja rahi hay.. Consistent rahay inshaAllah buhat jald aanay walay ranks achieve kar logi.. I wish you all the best. Keep spirit!
Ab de villiers
Full Member
***
Offline

Activity: 560
Merit: 197

View Profile
Today at 01:55:41 PM
 #35250

Walikumaslam bhai ap ne bilkul sahi kaha Hamare muashray ka sab se bara masla yehi hai ke taqatwar log aksar apni power ka ghalat istemal karte hain or ghareeb or mazloom logon ko insaan samajhna b gawara nahi karte Afsos ki bt ye hai ke jin logon ke paas ikhtiyar hai wo awaam ko sahulat or insaf dene ke bajaye unhein mazeed mushkilaat mein daal dete hain Jab tak hum khud apne huqooq ko nahi samjhein ge or ghalat ko ghalat kehne ki himmat nahi karein ge tab tak halaat badalna mushkil hai Qanoon sab ke liye barabar hona chahiye chahe koi kitna hi taqatwar q na ho.
Is maamlay par ab kaafi awaaz uth rahi hai ye bachon ke mustaqbil ke liye awaaz uthane walay hi agar unka future tabah karne ka sabab ban jayein to phir insaf ki umeed kis se ki jaye aakhir ye kaisa nizaam aur kaisa qanoon hai jahan ameer aur taqatwar logon ke liye alag mayaar nazar aate hain.

paisa insaan ko andha kar deta hai aur uski aqal par aisa parda daal deta hai ke use dosron ka dard bhi mehsoos nahi hota. Mujhe samajh nahi aati ke in logon ke dil mein Allah ka khauf kyun nahi hota aur yeh apne ikhtiyaraat ka hisaab dene se kyun nahi darte. Duniya me kisi ki badshahat hamesha nahi rehti har cheez ko ek din zawal aana hai aur insaan ke paas sirf uske aamaal reh jaate hain.

Masoom bachon ka bachpan aur mustaqbil kisi ki jaagir nahi hai. Agar hum waqai taleem aur bachon ke huqooq ki baat karte hain to sab se pehle apne amal se misaal deni chahiye is maamlay ki ghair janibdaar tehqeeq hogi aur qanoon baghair kisi dabao ke apna kaam karega kyun ke insaf tabhi kehlata hai jab woh har shakhs ke liye barabar ho.

Pages: « 1 ... 1713 1714 1715 1716 1717 1718 1719 1720 1721 1722 1723 1724 1725 1726 1727 1728 1729 1730 1731 1732 1733 1734 1735 1736 1737 1738 1739 1740 1741 1742 1743 1744 1745 1746 1747 1748 1749 1750 1751 1752 1753 1754 1755 1756 1757 1758 1759 1760 1761 1762 [1763]
  Print  
 
Jump to:  

Powered by MySQL Powered by PHP Powered by SMF 1.1.19 | SMF © 2006-2009, Simple Machines Valid XHTML 1.0! Valid CSS!