Aap ka analysis thick bee ho sakta hai laikin mai nai jo note kia hai last kuch saalo mai Electrum ka use bohut hee ziada ho raha hai kiunkai wo aik one of the best bitcoin wallet kai toor per lead ker raha hai aur is mai koi bee aisa issue nahi hai jis ki waja sai kuch problem hai is ki sab sai aham cheez yai hai kai seed aap kai control mai hai aur is ki waja sai aap sab kuch control ker rahai hai. Halia kuch waqiat ki waja sai logo ka hardware wallet per kafi ziada concerns hai jo kai thick bee hai laikin is mai kuch changes ker kai is ko use mai rakha ja sakta hai aur is ka use kabi bee kam nahi ho ga kiunkai users is kai barai mai kafi achi rai rakhtai hai din ba din logo kai liai issue bohut hee ziada hotai ja rahai kiunkai crypto is waqat bohut hee ajeeb suratehall sai guzar rahi hai aur hacks aur scams aik baar phir sai bohut ziada ho gai hai.
Hamarai log has ker Pakistan mai Electrum ka use kafi ziada hai kiunkai aik to free hai aur dosra is mai issues bee ziada nahi hai jo kai logo kai liai kafi acha kaam ker raha hai is mai sirf seed ki security aham hai.
Assalam-o-Alaikum Wahmatullahe Wabarakatuh!
Well, Thanks for sharing your point of view, first of all. Asal mai masla ya hai ke logon ka hardware wallets sy kafi bharosa khatam hota jaa rha hai, khsoosan jabsy ya ledger hardware wala incident samnny aya hai, which was also a massive hack of the crypto space industry. Aur secondly, jo abhi exchanges ko lekar jo hacks samny aa rhy hain, like pehly bybit esky baad Binance, aur phir ek aur exchange hack howie hai recently, jis par se 47 million funds hack hue hain.
Main bhi tab se security ko ly kar kafi concerned hoon. Aur main soch rha hoo ke ab Trust wallet use karoon ya phir Electrum. Well, for Electrum ya to on logon ke liya best hai na jo Bitcoin holding kar rhy hain for long time frame es main meray ilam ke according multiple cryptocurrency holding wala feature add nhi hai.
Aur doosri jagah par baat aati hai Trust Wallet ki; is mein aap multiple crypto hold kar sakte hain, aur yeh bhi kaafi use hota hai. Aap ka kya khayal hai knsa best rhy ga? Aur Trust Wallet for long-term holding funds safe hai?
Esky elawa, main kafi time se Electrum wallet ka tutorial dhoondh raha tha forum par ke kasy eska setup kiya jata hai; agar aap ki nazar main koi authentic source hai jo ke sahee aur acha ho, kindly share karna. JazzakAllah!