Bitcoin Forum
November 14, 2026, 12:59:53 AM *
News: Latest Bitcoin Core release: 32.1 [Torrent]
 
   Home   Help Search Login Register More  
Pages: « 1 ... 1735 1736 1737 1738 1739 1740 1741 1742 1743 1744 1745 1746 1747 1748 1749 1750 1751 1752 1753 1754 1755 1756 1757 1758 1759 1760 1761 1762 1763 1764 1765 1766 1767 1768 1769 1770 1771 1772 1773 1774 1775 1776 1777 1778 1779 1780 1781 1782 1783 1784 [1785] 1786 »
  Print  
Author Topic: Pakistan  (Read 7327947 times)
snowpega
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1120
Merit: 559

AntiSwap.io - NO AML/KYC EXCHANGER MONITORING

View Profile WWW
November 12, 2026, 08:23:29 PM
 #35681

Paraguay ka log pershan hn ka wahn pehla logo ke jobs gai aur ab wo banks ma pare apne savings ko bhe access nhi kr pa rhya. Paraguay ka sabiq sadr Santiago Peña ky America ka Sadr Trump ka saath barya acha taluqat hn aur is wajha sa shayd wo bach bhe jyn. Ma na thora search kea to pata chala ky Paraguay ka Ueno bank easypaisa jaise tha aur iska band hona sa kafi merchnats ka paisa doob gya hy. New Sadr ke kehna hy ka jald az jald sub depositors ka paisa wapis kr dea jya ga. Dekhta hn kitne jalde ya kaam hota hy.

Yaar, ya to bohat hi alag scene chal rha hai, mujhy to laga tha waha sirf ya scandal ki waja sy log preshan ho rhy hain, laikn ya jobs wala mamal hoor bhi khatarnaak hai, q ke agar job he nhi hogi to roz marra ke mamlaat kasy chalain gy? That's a big mess bro. Acha by the way ya muslim country hai? aur ya kn sy country ke zayda nazdeek ata hai?

Boht shukria apka dost ka ap na ya cheez note ke aur meri kushi ma shareek hua.

Aray shukriya kis baat ka bro, etni effort ke baad jab manda yaha tak pohanchta hai to feel hi kuch hoor hoti hai. And you really nailed it, bro, no matter how much time you took to reach here. What matters more is consistency and dedication, jo aap ne proper show kiya hai community ko. Allah Pak apko hor tarakiyo sy nawazy, aap ki jaan, maal, rizk e halal main azafa farmyee, Ameen!

 AntiSwap 
█████▄▄▄█████▄▄▄
█▄████████████████▄▄▄
▐█████████████████████▄
█████████▀▀█▀██████████
███████▀▄▄▄██▀████████▌
██████████▄▄█████████▀
██████▀▀████▀███████▀
▐█████▄████▄███████▀
████████▄█████████▀
█████████████████
███████████████▀
████▀████████▀
██████▀███▀

│❌ NO AML / KYC
███████████████████████
█████▀█▀▀▀▀██████████████
█████▀▀▀▀▀▀███████████████
███████████████████████████
███████████████████████████
██████████████████████████
████████████████████████▀█▄
███████████████████████▀██▄█▄
█████████████████████████▀████▄
███████████████████████████▀████▄
█████████████████████████████▀██▀
🔎︎ 900+
EXCHANGERS

██ ██ ██ ██ ██ ██
│
3 TIER
RATING
SYSTEM

🟢 Fair
🟠 Neutral
🔴 SCAM!
│
 BTC   ➤ 
Abdul Sami786
Full Member
***
Offline

Activity: 238
Merit: 129

★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!

View Profile
November 13, 2026, 02:50:18 AM
 #35682

Aslamualikum umeed karta hon ke community me sub ache ho ge gold silver or Bitcoin ke hawale se Kuch btatan tha ke gold or silver hamesha ke Liye investment ke hawale se best Rahe hain wo b long time ke Liye shot time ke Liye nahi but ab ye b niche aa Rahe hain Kafi tezi se eik din me 10000 se 15000 Kam hua hai or dusari tarf silver b ase he 500 se 600 ka hua hai is me investment Karen dihan se or Jo teriding b dihan se Karen Jo to new hain wo khas Tor ke dihan se Karen or dusari tarf Bitcoin sirf eik cryptocurrency nahi balkay digital finance ki duniya me eik important innovation hai Iski sab se khas baat limited supply hai jo ise doosre assets se different banati hai Bitcoin ka future interesting hai lekin market me ups and downs hamesha Rahe ga is Liye jaldi bazi nahi is ko b dihan se or long time ke Liye investment Karen.

Pakistani Shaheen
Jr. Member
*
Offline

Activity: 31
Merit: 1

View Profile
November 13, 2026, 09:44:46 AM
 #35683

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Sab sy pehly to ap sab bhaio sy mazrat. Dekhen my ny 2 posts ki to kissi ny koi baat nahi ki agar main galat tha to mujy ussi waqt btaya jata. Lekin jab Moderator ny kaha yaa shahzadafzal sir ny kaha to sab ko yad agya. Koi keh raha ky ye merits ky liye hai. Koi keh raha tha ky ye off topic hai. Bhai pehly ap log kahan thy ap sab ko bhi to khayal karna chahye. Or main still samjta hun ky posts galat nahi thi. Lekin bass moderator ny baat kar di to sab uss taraf ho gaye

Agar kissi ki dill azari huwi hai to main mazrat karta hun but jo galat hai wo galat hai. Ap pehly mujy rokty or kehty ky bhai ye galat hai.
Bityar
Full Member
***
Offline

Activity: 224
Merit: 108

View Profile
November 13, 2026, 09:59:45 AM
 #35684

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Sab sy pehly to ap sab bhaio sy mazrat. Dekhen my ny 2 posts ki to kissi ny koi baat nahi ki agar main galat tha to mujy ussi waqt btaya jata. Lekin jab Moderator ny kaha yaa shahzadafzal sir ny kaha to sab ko yad agya. Koi keh raha ky ye merits ky liye hai. Koi keh raha tha ky ye off topic hai. Bhai pehly ap log kahan thy ap sab ko bhi to khayal karna chahye. Or main still samjta hun ky posts galat nahi thi. Lekin bass moderator ny baat kar di to sab uss taraf ho gaye

Agar kissi ki dill azari huwi hai to main mazrat karta hun but jo galat hai wo galat hai. Ap pehly mujy rokty or kehty ky bhai ye galat hai.
Walaikomsalam bro jo hona thaa bas hogya or aapnay maafi bee mangi wrna itnii koi barii baat nahi thee jo bangaye kher post toh sab yaha aisay hee kartay hay shorooo may pir slowly slowly bandaa samaj jata hay. Mujay yeh nai pata kay aapki post teek thee ya nahi par sab community ko aapko istarah target nahi karnaa chahyay thaa kyonkay aap abhi aik newbie ho or ghaltiyan sab say hoti kher bs jo hona thaa hogyaa hay ab aap pehlay sab rules ko parhay kyonkay moderator nay do baar apki post ko bee edit kiyaa hay or quality post karein bitcoin kay mutalik ho toh or bhee achaa hoga or apni mehnat jaari rakhein demotivate na ho. Hamein aik doosray ko discourage karnay kaybajaye support karna chahyay taakay community ka environment positive rahay.

▅██████████      Nox Swap    ⬤    Swap crypto Anonymously      ██████████▅
▬▬▬▬▬▬▬▬▬•🔸🪙 500+ Coins🔸•▬▬▬•🔸⚡ Fast Swaps🔸•▬▬▬▬▬▬▬▬▬
▀███████████     PRIVACY FIRST•NO KYC•NO SIGN UP     ███████████▀
Pakistani Shaheen
Jr. Member
*
Offline

Activity: 31
Merit: 1

View Profile
November 13, 2026, 10:13:45 AM
 #35685

Walaikomsalam bro jo hona thaa bas hogya or aapnay maafi bee mangi wrna itnii koi barii baat nahi thee jo bangaye kher post toh sab yaha aisay hee kartay hay shorooo may pir slowly slowly bandaa samaj jata hay. Mujay yeh nai pata kay aapki post teek thee ya nahi par sab community ko aapko istarah target nahi karnaa chahyay thaa kyonkay aap abhi aik newbie ho or ghaltiyan sab say hoti kher bs jo hona thaa hogyaa hay ab aap pehlay sab rules ko parhay kyonkay moderator nay do baar apki post ko bee edit kiyaa hay or quality post karein bitcoin kay mutalik ho toh or bhee achaa hoga or apni mehnat jaari rakhein demotivate na ho. Hamein aik doosray ko discourage karnay kaybajaye support karna chahyay taakay community ka environment positive rahay.

Bhai dekhen yehi to masla hai. Jab main ny post ki thi to tab hi mujy kehty bhai ap ki post thk nai hai off topic hai yaa kuch bhi. Aik tareeqy sy handle kiya jata. Lekin kaya huwa sab ny taqatwar kaa sath diya. Or wo ek member Faisal I think uss kaa name uss ki to post dekh kar hi herani huwi matlab ap sochen to sahi ap tareeqy sy samjaty.
Or post bnany my galti to ye to hogi because my abhi new hun or ahista ahista haath set ho jaye ga. Agar kuch new aa hi raha tha community main to support karty. Or mujy lagta hai agar koi Sr Member rank kaa banda esi post karta to log uss ko barh charh kar support karty or even Moderator ko bhi masla naa hota. Sirf issue ye hai ky I am new.
Jaweria parveen
Sr. Member
****
Offline

Activity: 448
Merit: 303

★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!

View Profile
November 13, 2026, 10:15:43 AM
Merited by Nanga Parbat (2), ITExpert (2), AgriTrack (1)
 #35686

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Sab sy pehly to ap sab bhaio sy mazrat. Dekhen my ny 2 posts ki to kissi ny koi baat nahi ki agar main galat tha to mujy ussi waqt btaya jata. Lekin jab Moderator ny kaha yaa shahzadafzal sir ny kaha to sab ko yad agya. Koi keh raha ky ye merits ky liye hai. Koi keh raha tha ky ye off topic hai. Bhai pehly ap log kahan thy ap sab ko bhi to khayal karna chahye. Or main still samjta hun ky posts galat nahi thi. Lekin bass moderator ny baat kar di to sab uss taraf ho gaye

Agar kissi ki dill azari huwi hai to main mazrat karta hun but jo galat hai wo galat hai. Ap pehly mujy rokty or kehty ky bhai ye galat hai.
!........وعلیکم السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
Hmm too mery nazdeek agar tum ak beginner hoo aur tumy zaida idea nahi haa too tumhari iss my koi galati nahi haa beshak tum ne spam kiya yaa off topic baat ke haa aur off topic baat karna campaign my hony par effect karta haa new grow hony my nahi magar asy mamool naa banaya jaye yaha par sàb ke sàb asy he new aye ty jab slow slow sàb koo idea hoa haa ke kaisy kaam karna haa too voo samaj chuky ty too ayse tarah tum be samaj jao gaye aur moderator ne kiya kaha haa voo apne jaga bilkul theek haa kuin ke general batain yaha par zaida knowledgeable nahi samji jaiti magar tumhari baat theek haa ke 90% se zaida koi be nahi janta ke history kiya tii but tora saa control sàb koo karna chaiye ke voo ak dusry ke respect kary aur uss koo appericaate kary agar voo galaat haa too usy samjaya jaa sakta haa naa ke iss tarah disappointed so ab tumy Samaj ah gayi hoo ge ke yaha par kiya chees zaida meaningful samji jaiti haa too uss par focus karo

║
★
║
BIG WINNER!
[15.00000000 BTC]
║
★
║
▄████████████████████▄
██████████████████████
██████████▀▀██████████
█████████░░░░█████████
██████████▄▄██████████
███████▀▀████▀▀███████
██████░░░░██░░░░██████
███████▄▄████▄▄███████
████▀▀████▀▀████▀▀████
███░░░░██░░░░██░░░░███
████▄▄████▄▄████▄▄████
██████████████████████
▀████████████████████▀
▄████████████████████▄
██████████████████████
█████▀▀█▀▀▀▀▀▀██▀▀████
█████░░░░░░░░░░░░░▄███
█████░░░░░░░░░░░░▄████
█████░░▄███▄░░░░██████
█████▄▄███▀░░░░▄██████
█████████░░░░░░███████
████████░░░░░░░███████
███████░░░░░░░░███████
███████▄▄▄▄▄▄▄▄███████
██████████████████████
▀████████████████████▀
▄████████████████████▄
███████████████▀▀▀▀▀▀▀
███████████▀▀▄▄█░░░░░█
█████████▀░░█████░░░░█
███████▀░░░░░████▀░░░▀
██████░░░░░░░░▀▄▄█████
█████░▄░░░░░▄██████▀▀█
████░████▄░███████░░░░
███░█████░█████████░░█
███░░░▀█░██████████░░█
███░░░░░░████▀▀██▀░░░░
███░░░░░░███░░░░░░░░░░
▀██░▄▄▄▄░████▄▄██▄░░░░
▄████████████▀▀▀▀▀▀▀██▄
█████████████░█▀▀▀█░███
██████████▀▀░█▀░░░▀█░▀▀
███████▀░▄▄█░█░░░░░█░█▄
████▀░▄▄████░▀█░░░█▀░██
███░▄████▀▀░▄░▀█░█▀░▄░▀
█▀░███▀▀▀░░███░▀█▀░███░
▀░███▀░░░░░████▄░▄████░
░███▀░░░░░░░█████████░░
░███░░░░░░░░░███████░░░
███▀░██░░░░░░▀░▄▄▄░▀░░░
███░██████▄▄░▄█████▄░▄▄
▀██░████████░███████░█▀
▄████████████████████▄
████████▀▀░░░▀▀███████
███▀▀░░░░░▄▄▄░░░░▀▀▀██
██░▀▀▄▄░░░▀▀▀░░░▄▄▀▀██
██░▄▄░░▀▀▄▄░▄▄▀▀░░░░██
██░▀▀░░░░░░█░░░░░██░██
██░░░▄▄░░░░█░██░░░░░██
██░░░▀▀░░░░█░░░░░░░░██
██░░░░░▄▄░░█░░░░░██░██
██▄░░░░▀▀░░█░██░░░░░██
█████▄▄░░░░█░░░░▄▄████
█████████▄▄█▄▄████████
▀████████████████████▀
║
★
║
║
★
║
✔ Rainbot
✔ Daily Quests
✔ Faucet
Pakistani Shaheen
Jr. Member
*
Offline

Activity: 31
Merit: 1

View Profile
November 13, 2026, 10:26:09 AM
 #35687

!........وعلیکم السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
Hmm too mery nazdeek agar tum ak beginner hoo aur tumy zaida idea nahi haa too tumhari iss my koi galati nahi haa beshak tum ne spam kiya yaa off topic baat ke haa aur off topic baat karna campaign my hony par effect karta haa new grow hony my nahi magar asy mamool naa banaya jaye yaha par sàb ke sàb asy he new aye ty jab slow slow sàb koo idea hoa haa ke kaisy kaam karna haa too voo samaj chuky ty too ayse tarah tum be samaj jao gaye aur moderator ne kiya kaha haa voo apne jaga bilkul theek haa kuin ke general batain yaha par zaida knowledgeable nahi samji jaiti magar tumhari baat theek haa ke 90% se zaida koi be nahi janta ke history kiya tii but tora saa control sàb koo karna chaiye ke voo ak dusry ke respect kary aur uss koo appericaate kary agar voo galaat haa too usy samjaya jaa sakta haa naa ke iss tarah disappointed so ab tumy Samaj ah gayi hoo ge ke yaha par kiya chees zaida meaningful samji jaiti haa too uss par focus karo

Main ye samjta hun agar koi baat kahin parhi ho naa eo kabhi naa kabhi zehan main aa hi jaati hai. Like agar ap interview deny jaen or kabhi koi esa sawal ap sy kar liya jaye or ap ny parha ho yani agar iss thread sy hi parha ho to wo ap ky kaam ajaye gaa naa. Wesy ye thread hai. Yahan par har qisam ki baat ho sakti hai. Or khaas kar Pakistan ky baary main ho to.

Or herangi iss baat sy huwi Moderator kaa sawal bohat simple tha. Ky kaya ap log history ky baary my nai janty. Kaya esi posts honi chahye? To ap ko support karni chahye thi. Ky haan bohat c baaten hamary liye new hoti hain so ye share honi chahye. Lekin kaya sun'ny ko mila ky ye to off topic h... Or merits ky liye kar raha hun... Wow great
Abdul Sami786
Full Member
***
Offline

Activity: 238
Merit: 129

★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!

View Profile
November 13, 2026, 11:40:52 AM
 #35688

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Sab sy pehly to ap sab bhaio sy mazrat. Dekhen my ny 2 posts ki to kissi ny koi baat nahi ki agar main galat tha to mujy ussi waqt btaya jata. Lekin jab Moderator ny kaha yaa shahzadafzal sir ny kaha to sab ko yad agya. Koi keh raha ky ye merits ky liye hai. Koi keh raha tha ky ye off topic hai. Bhai pehly ap log kahan thy ap sab ko bhi to khayal karna chahye. Or main still samjta hun ky posts galat nahi thi. Lekin bass moderator ny baat kar di to sab uss taraf ho gaye

Agar kissi ki dill azari huwi hai to main mazrat karta hun but jo galat hai wo galat hai. Ap pehly mujy rokty or kehty ky bhai ye galat hai.
Walikumaslam Bhai meri taraf se bas itna kehna hai ke hum sab se ghalti ho sakti hai or zaroori nahi ke har bt me hamari soch eik jaisi ho Agar kisi post par objection aaye to usay negative lene ke bajaye positive way me lena chahiye Moderator hon ya koi senior member unki bt ka maqsad b community ko behtar banana hota hai Humein eik dusre ki rehnumai karni chahiye or mil kar aage barhna chahiye personal feelings se zyada community ka acha mahaul important hai.

Pakistani Shaheen
Jr. Member
*
Offline

Activity: 31
Merit: 1

View Profile
November 13, 2026, 12:01:48 PM
 #35689

Bhai meri to puri Koshish hogi ky ainda galti naa ho lekin agar kahin koi galti my karun to mujy pehly hi samjaya jaye naa ky kissi ky kehny ky baad muj par barsa jaaye phr bhi meri taraf sy again mazrat kissi ko meri baat buri lagi ho to. Main to bass chahta tha ky community main kuch knowledgeable content share hota but sab ko agar ye lagta hai ky ye off topic hai to ainda nai hoga.
Multani Boy
Jr. Member
*
Offline

Activity: 56
Merit: 57

View Profile WWW
November 13, 2026, 12:06:59 PM
 #35690

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Sab sy pehly to ap sab bhaio sy mazrat. Dekhen my ny 2 posts ki to kissi ny koi baat nahi ki agar main galat tha to mujy ussi waqt btaya jata. Lekin jab Moderator ny kaha yaa shahzadafzal sir ny kaha to sab ko yad agya. Koi keh raha ky ye merits ky liye hai. Koi keh raha tha ky ye off topic hai. Bhai pehly ap log kahan thy ap sab ko bhi to khayal karna chahye. Or main still samjta hun ky posts galat nahi thi. Lekin bass moderator ny baat kar di to sab uss taraf ho gaye

Agar kissi ki dill azari huwi hai to main mazrat karta hun but jo galat hai wo galat hai. Ap pehly mujy rokty or kehty ky bhai ye galat hai.

وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ و برکاتہ

Main ny pichly 2 pages daikhy. Or agar ap mera opinion consider karain to mujy ap ki post interesting lagi thi. Yani aik new idea tha. Or knowledge bhi tha. Or main ye kahun gaa mujhy baqi sab kaa to nahi pata laikin mujy un cheezon kaa pata nahi tha jo ap ny share ki. Or mujhy sach bataun to aaj pata laga ky Upper Dir or Lower Dir Pakistan ki panah my thy kabhi. Wo mery liye bilkul new tha. Laikin agar majority of members iss ky khilaaf han to ap iss cheez ko skip kar den. But my personal opinion that was good for community.
qurbanshah02
Hero Member
*****
Offline

Activity: 812
Merit: 622

View Profile WWW
November 13, 2026, 12:43:17 PM
 #35691

Rabby Wallet Confirms iOS Users Are Safe From Worse_Query Exploit

Assalam O alaikum
All community member are good
Rabby Wallet ny confirm Kia ha KY iOS users worse_query exploit Sy safe hain is liye iPhone per Rabby Wallet use Krny wale users ko is particular security issue ke hawale se Zada concern krny ki zaroorat Ni. Ye update un users ke liye important ha jo apne crypto assets ko Rabby Wallet mein store or manage karte ha.

Rabby ke mutabiq, wallet seed phrase ye private keys ko plain text mein store Ni karta. Ye sensitive information device par encrypted form mein rakhi jati ha or Rabby password ke zariye protected hoti hai. Is security system ka maqsad ye ha ke private information ko directly readable form mein access na kiya ja sake jis se users ke wallet credentials ki protection behtar hoti ha. link

Pakistani Shaheen
Jr. Member
*
Offline

Activity: 31
Merit: 1

View Profile
November 13, 2026, 01:08:27 PM
 #35692

وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ و برکاتہ

Main ny pichly 2 pages daikhy. Or agar ap mera opinion consider karain to mujy ap ki post interesting lagi thi. Yani aik new idea tha. Or knowledge bhi tha. Or main ye kahun gaa mujhy baqi sab kaa to nahi pata laikin mujy un cheezon kaa pata nahi tha jo ap ny share ki. Or mujhy sach bataun to aaj pata laga ky Upper Dir or Lower Dir Pakistan ki panah my thy kabhi. Wo mery liye bilkul new tha. Laikin agar majority of members iss ky khilaaf han to ap iss cheez ko skip kar den. But my personal opinion that was good for community.

Bohat shukriya ap ki observation kaa. M n bhi koshish yehi ki thi ky sab ko knowledge ho. Lekin shayad kissi ko pasand nai aya. Dukh to bohat hai but kaya hi kar sakty hen. Aaj bhi post karni thi lekin community kehti hai g iss kaa koi faida nahi so iss liye skip hinkar diya hai. Chalen koi ab Bitcoin ky mutaliq hi baat kar liya karen gy.
ITExpert
Sr. Member
****
Offline

Activity: 1064
Merit: 427

View Profile
November 13, 2026, 04:02:24 PM
 #35693

!........وعلیکم السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
Hmm too mery nazdeek agar tum ak beginner hoo aur tumy zaida idea nahi haa too tumhari iss my koi galati nahi haa beshak tum ne spam kiya yaa off topic baat ke haa aur off topic baat karna campaign my hony par effect karta haa new grow hony my nahi magar asy mamool naa banaya jaye yaha par sàb ke sàb asy he new aye ty jab slow slow sàb koo idea hoa haa ke kaisy kaam karna haa too voo samaj chuky ty too ayse tarah tum be samaj jao gaye aur moderator ne kiya kaha haa voo apne jaga bilkul theek haa kuin ke general batain yaha par zaida knowledgeable nahi samji jaiti magar tumhari baat theek haa ke 90% se zaida koi be nahi janta ke history kiya tii but tora saa control sàb koo karna chaiye ke voo ak dusry ke respect kary aur uss koo appericaate kary agar voo galaat haa too usy samjaya jaa sakta haa naa ke iss tarah disappointed so ab tumy Samaj ah gayi hoo ge ke yaha par kiya chees zaida meaningful samji jaiti haa too uss par focus karo
Dear off-topic baat karne mein itna bara issue nahi hona chahiae hai. Community mein har tarah ke topics par discussion honi chahiy kyun ke har member ka apna interest aur opinion hota hai. Zaroori nahi ke har discussion sirf knowledgeable ya technical topics par hi ho. Haan spam aur unnecessary posts se bachna chahia lekin agar koi member kisi different topic par apni baat share karta ha to usay bhi appreciate karna chahiae. Akhir community ka maqsad sirf knowledge share karna nahi balkey members ke darmiyan apas mein baat cheet aur healthy discussions ko promote karna bhi hn
Ab de villiers
Full Member
***
Offline

Activity: 588
Merit: 197

View Profile
November 13, 2026, 04:08:44 PM
 #35694

Rabby Wallet Confirms iOS Users Are Safe From Worse_Query Exploit

Har technology waqt ke saath mazed behtar ho rahi hai per phir be security har developer ki pehli tarjeeh honi chahiye kyun ke ek choti si vulnerability bhi users ke liye bara nuqsan paida kar sakti hai independent security audits aur regular penetration testing kisi bhi wallet ki reliability ke liye bohat zaroori hain or application ke security claims par bharosa karne ke bajaye yeh samajhna chahiye ke unke assets kis tarah protect kiye ja rahe hain or  developers ka vulnerability report milne par kitni jaldi response dena bhi bohat zarori rakhta hai.

Sir ap wallet ke related bakhubi aga kartie rahty hain per ab mobile operating systems ko bhi naye attack methods ke mutabiq apni security continuously improve karni chahiye Kisi bi fgital wallet ko bharosa karna risk free samajhna durust nahi chahe uski reputation kitni hi achi kyun na ho or ye software updated rakhna aur basic security practices follow karna kai mumkin khatron ko kam kar sakta hai.

HustleZ
Full Member
***
Offline

Activity: 476
Merit: 223

While they gamble, DCA.

View Profile
November 13, 2026, 05:42:36 PM
Last edit: November 13, 2026, 07:50:52 PM by HustleZ
 #35695

I will have to say that this is just an attempt to get merit, And Ai is just asked for important events on a specific day. Then that are shared here. I would advise @Pakistani Shaheen to avoid these posts as its bitcointalk not some history forum, that he shares this posts. @Pakistani Shaheen reconsider your posts and try to post about topics more related towards crypto and BTC

O wow 😳... For merits? Diya to kissi ny bhi nai Abhi tak. By the way agar ap ko nahi pasand ye posts so I will leave. Lekin my 100% sure hun ky ap my 95% logon ko iss ka pata bhi nai hoga. By the way thanks for your ilzam.  Grin
Jo bhi ho, you have to admit i’m right, or am i not? Ap ke is post ka possibly kya aim ho sakta hai? Esi knowledge hame easily kisi Ai, ya kisi social media account par mil sakti hai to ise yahan share karne kaa koi reason? Baaz okaat ham posts share karte hain ke os par koi positive discussion ho lekin ap ke is posting se zaahir hota hai ke this is just for merits, kyunke first time replies na milne par ap second post na karte but you have seen posts like this get merited so ap ne kaha chalo dobara try karte hain… TBH isme ap ki bhi ghalti nahi yaha par mahol hi aesa create ho gaya hai….

Baqi rahi baat TC ki to dont forget ap bhi Pakistani hain, ap ki TC bhi jald dekh lenge  Wink

██ ████████           R O L L B I T      │      THE #1 SOLANA CASINO           ████████ ██
█████████████████████████████████████████████████████████████████
|    5,000+ GAMES    |    INSTANT WITHDRAWALS    |    HUGE REWARDS   |    VIP PROGRAM   |]www.rollbit.com██ ████████           R O L L B I T      │      THE #1 SOLANA CASINO           ████████ ██
█████████████████████████████████████████████████████████████████
|    5,000+ GAMES    |    INSTANT WITHDRAWALS    |    HUGE REWARDS   |    VIP PROGRAM   |
Junii
Full Member
***
Offline

Activity: 392
Merit: 179

Not chasing hype just accumulating freedom

View Profile
November 13, 2026, 06:02:25 PM
 #35696

Aslamualikum umeed karta hon ke community me sub ache ho ge gold silver or Bitcoin ke hawale se Kuch btatan tha ke gold or silver hamesha ke Liye investment ke hawale se best Rahe hain wo b long time ke Liye shot time ke Liye nahi but ab ye b niche aa Rahe hain Kafi tezi se eik din me 10000 se 15000 Kam hua hai or dusari tarf silver b ase he 500 se 600 ka hua hai is me investment Karen dihan se or Jo teriding b dihan se Karen Jo to new hain wo khas Tor ke dihan se Karen or dusari tarf Bitcoin sirf eik cryptocurrency nahi balkay digital finance ki duniya me eik important innovation hai Iski sab se khas baat limited supply hai jo ise doosre assets se different banati hai Bitcoin ka future interesting hai lekin market me ups and downs hamesha Rahe ga is Liye jaldi bazi nahi is ko b dihan se or long time ke Liye investment Karen.
Walaikum salam. Bhai gold aur silver also bitcoin ki jo market hy yeh financial market hy aur ups and downs market ka hissa hy baqi chahy gold ho ya silver last year ya agar pechlay two years sy hum dekhen toh kafi achi rally di in dono ny even America aur Iran k conflict k doran toh kafi achi rally di qk investors safe assets ki taraf funds transfer krrhe thy toh agar gir rhi hy toh yeh toh normal hy even bitcoin bhe agar gir rha hy toh yeh toh as an investor humaray liay achi bt hy qk buying ka moqa dy rhii hy humein.   

Misbah2002
Member
**
Offline

Activity: 142
Merit: 17

View Profile
November 13, 2026, 06:09:09 PM
 #35697

وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ و برکاتہ

Main ny pichly 2 pages daikhy. Or agar ap mera opinion consider karain to mujy ap ki post interesting lagi thi. Yani aik new idea tha. Or knowledge bhi tha. Or main ye kahun gaa mujhy baqi sab kaa to nahi pata laikin mujy un cheezon kaa pata nahi tha jo ap ny share ki. Or mujhy sach bataun to aaj pata laga ky Upper Dir or Lower Dir Pakistan ki panah my thy kabhi. Wo mery liye bilkul new tha. Laikin agar majority of members iss ky khilaaf han to ap iss cheez ko skip kar den. But my personal opinion that was good for community.
Is mai koi shak nahi posts interesting hai laikin ab yai zaruri nahi hai jo cheez hamai interesting lagai wo forum mod ko bee issi tarah lagati wo apnai dairai mai rah ker kaam kertai hai aur issi hisab sai in logo ko bee sab kuch daikhna hota hai kuch arsa pahlai aik member nai bee aisee hee posts ki thee laikin wo warning kai bagair hee remove ker dee gai thee yaha per aap finances or technology kai hawalai sai posts karai umeed hai sab kuch acha hoga yai domesits issues per bee baat ki ja sakti hai.

Technically knowledge abee tak kissi ka bee aisa nahi hai kai wo yaha per dosro kai knowledge mai izafa karai jis sai bohut bara hala paida ho gia hai aur is kai baat ab hamari reputation bee aisee ho gai hai hamai bohut hee ziada muhtat ho ker kaam kernai hongai kuch arsa pahlai apnai board ka kafi charcha tha laikin ab wo bee kafi had tak hatam ho gia hai kai community mai aisa dam ham hee nahi hai.
Multani Boy
Jr. Member
*
Offline

Activity: 56
Merit: 57

View Profile WWW
November 13, 2026, 07:11:56 PM
 #35698

Meri jaan ky totty. Moderator ki post parhi ap ny? Agar ap ny parhi hai to ap ko ye bhi samjna chahye ky Moderator ny community ki raayr mangi uss ko post sy koi masla nahi tha. Uss ny sirf ap sab ki raye mangi ky ye posts honi chahye? To ap ko interesting lagi to ap bhi kehty moderator sir post interesting bhi hai or informative bhi to honi chahye. Naa ky apny paas sy raye qaim kar lena ky ye shitpost hai. Yaa kehna ky off topic hai. So fair observation deni chahye thi jesy main ny abhi ap ny di ky post interesting thi. Wo newbie hai. To uss ko encourage karna chahye thaa samjana chahye tha you discourage karny kaa haqq kissi ky paas nahi tha.

Or rahi baat Technology ki to bataen Pakistan main Technology kaa scope hai kahan? Jo bhi banta hai apny dam par banta hai yaa us kaa iq level high hota hai. Or agar educational system dekha jaye to wo wesy thoos hai Pakistan kaa.

So bass mera kehna ye hai ky bhai hamary paas ye aik thread hai or agar Pakistan ky baary main kuch interesting koi post karta hai to uss ko appreciate kiya jaye especially wo knowledge jo ap ky paas nahi hai. Or agar koi internet sy search kar ky ya phr kahin book sy read kar ky ap tak pohncha raha hai to. Baqi har bandy ki soch alag hai. Or jo meri Soch hai wo main ny bayan kar di.
Webetcoins
Hero Member
*****
Offline

Activity: 2828
Merit: 564

GOATED.com - #1 Crypto Casino & Sportsbook

View Profile
November 13, 2026, 07:29:24 PM
 #35699

!........وعلیکم السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
Hmm too mery nazdeek agar tum ak beginner hoo aur tumy zaida idea nahi haa too tumhari iss my koi galati nahi haa beshak tum ne spam kiya yaa off topic baat ke haa aur off topic baat karna campaign my hony par effect karta haa new grow hony my nahi magar asy mamool naa banaya jaye yaha par sàb ke sàb asy he new aye ty jab slow slow sàb koo idea hoa haa ke kaisy kaam karna haa too voo samaj chuky ty too ayse tarah tum be samaj jao gaye aur moderator ne kiya kaha haa voo apne jaga bilkul theek haa kuin ke general batain yaha par zaida knowledgeable nahi samji jaiti magar tumhari baat theek haa ke 90% se zaida koi be nahi janta ke history kiya tii but tora saa control sàb koo karna chaiye ke voo ak dusry ke respect kary aur uss koo appericaate kary agar voo galaat haa too usy samjaya jaa sakta haa naa ke iss tarah disappointed so ab tumy Samaj ah gayi hoo ge ke yaha par kiya chees zaida meaningful samji jaiti haa too uss par focus karo
Dear off-topic baat karne mein itna bara issue nahi hona chahiae hai. Community mein har tarah ke topics par discussion honi chahiy kyun ke har member ka apna interest aur opinion hota hai. Zaroori nahi ke har discussion sirf knowledgeable ya technical topics par hi ho. Haan spam aur unnecessary posts se bachna chahia lekin agar koi member kisi different topic par apni baat share karta ha to usay bhi appreciate karna chahiae. Akhir community ka maqsad sirf knowledge share karna nahi balkey members ke darmiyan apas mein baat cheet aur healthy discussions ko promote karna bhi hn
Baat waqai mai itni bari nahi thee jeetni ho gai hai laikin asal masla yai hai kai hamari community mai kuch cheezai aisee hai jo bohut ziada ho rahi hai jis ki waja sai kabi kabi choti see baat bee bohut bari ho jati hai aur is kai baad jab mod nai members ki rai mangi to is mai bee kareeban sab nahi hee is kai helaf vote dia aur Pakistani Shaheen ka response bee gair zaruri toor per galat tha jis ki waja sai yai baat itni bari ho gai.

Agar Hamara apna board hota to phir yais cheezai off-topic mai adjust ho sakti thee laikin is thread per aisa kerna thick nahi hai kiunkai already jaisa kai shahzadafzal nai point out kia bohut ziada off topic kaam ho rahai hai to in halaat mai yai bilkul bee thick nahi lagta kai aap aisee cheezai post kerai.

JunaidAzizi
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1428
Merit: 666

View Profile WWW
November 13, 2026, 07:48:18 PM
 #35700

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Sab sy pehly to ap sab bhaio sy mazrat. Dekhen my ny 2 posts ki to kissi ny koi baat nahi ki agar main galat tha to mujy ussi waqt btaya jata. Lekin jab Moderator ny kaha yaa shahzadafzal sir ny kaha to sab ko yad agya. Koi keh raha ky ye merits ky liye hai. Koi keh raha tha ky ye off topic hai. Bhai pehly ap log kahan thy ap sab ko bhi to khayal karna chahye. Or main still samjta hun ky posts galat nahi thi. Lekin bass moderator ny baat kar di to sab uss taraf ho gaye

Agar kissi ki dill azari huwi hai to main mazrat karta hun but jo galat hai wo galat hai. Ap pehly mujy rokty or kehty ky bhai ye galat hai.
Walaiqumassalm warahmatullahe wabarakatuho.
Bhai sub yahan per ha ap ne post ki ma ne reply deia ke dates ma kuch mistakes ha , ap ne jes book se info leya ta apko os ka naam mention karna chaye ta but apko khud nahe pata apne kahan se utaya ha info , aur jab be info share karna hota ha tab os ka link zaror add keia kare .

Baqi apko qurban ne kaha ta ke post kon se karni chahye . Ye raha os ka link https://bitcointalk.org/index.php?topic=232519.msg67032519#msg67032519 es ma apko specify keia geya ha ke ap crypto ke hawale se poste keia kare per apne pakistan ki history ke bare ma bat ke wo aur wo be confirm dates ke sath nahe , apko maloom hona chaye Pakistan Studies ma sub se zyada important dates he hoti ha , keeep that in mind .... Baqi apko aur koi issues ho tu ap poch sakte hain , i will try my best ke ma apko guide karun.

Pages: « 1 ... 1735 1736 1737 1738 1739 1740 1741 1742 1743 1744 1745 1746 1747 1748 1749 1750 1751 1752 1753 1754 1755 1756 1757 1758 1759 1760 1761 1762 1763 1764 1765 1766 1767 1768 1769 1770 1771 1772 1773 1774 1775 1776 1777 1778 1779 1780 1781 1782 1783 1784 [1785] 1786 »
  Print  
 
Jump to:  

Powered by MySQL Powered by PHP Powered by SMF 1.1.19 | SMF © 2006-2009, Simple Machines Valid XHTML 1.0! Valid CSS!