Fragrance1122
Member


Activity: 196
Merit: 14
|
 |
November 16, 2026, 01:34:46 PM |
|
Aslamualikum umeed karta hon ke AP sub kheriyat se hon ge Aaj China ke hawale se eik interesting news dekhne ko mili Socha community me b share karon China ne apna naya CE-25A Electric Passenger Aircraft tayar kiya hai jis ne 14 November ko apni pehli piloted flight successfully complete ki hai jis ki khas bt ye hai ke ye traditional fuel ke bajaye electricity se operate karta hai Is aircraft me 10 electric fans lagaye gaye hain or ye eik waqt me 19 passengers ko safar karwa sakta hai iski cruising speed 300 km/h hai jabke eik baar charge hone par taqreeban 400 kilometer tak safar karne ki capability rakhta hai. https://www.facebook.com/share/v/1AJjsELcYs/Walakumsalam China ki baat hee kuch or hay.. Waisay soch raha tha k dunya kahan say kahan puhunch gayi or hum divide and rule kay phenomena Kay peechay lagay hain.. Wahi purana traditional mulla hamaray minds par qabiz hay.. Kya karain har shaakh pay ullo betha hay.. Waisay yahan par bhi talent ki Kami nhi hain lekin Kya karain idhar log survival kay liye jee rahain hain.. Or chand families pakistan chala rahain hain.. Yahan par 1970 wali buses still Chal Rahi hay Jo zahrela doowan chorta hay.. Jiska aapko developed countries may naam o nishan tau nahi milega.. Dubai may 3 saal say zyada passenger bus nahi chala sktay jab tak renovation na ho.. Abhi urnay wali gadi bhi introduce ho gayi hay Europe may.. Or hamara Kya hain plana zindabd or demka murdabad.. Aik project aik hukumat shuro krti hay or doosray hukumat may khatam ho jati hay.. Or kabhi kabhi sahee cheez kharab kr detay hain..
|
|
|
|
|
|
JunaidAzizi
|
 |
November 16, 2026, 01:38:08 PM |
|
Baki iss news ky baary Mai ap logo ke Kya Rai Kya yeh best ha for our economy, Kyu ka jitna paper note ka demand Kam hoga definitely uske new printing Kam hoga jis sy paper as well as printing cost haamy Bach skata ha. but at a same time hum aisy system ka part ban jaingy jisy use karny ky Liya hum totally internet par dependent hojai which is 🚩for me.
Ye just ek faida ha printing pe jetna kharcha araha ha wo sub kuch ab khazane me wapes jayega per es ma ek faida ye be hoga ke log black money apne pas mehfuz nahe rak sakenge jetna be cash hoga os ko apne digital ma convert karna hoga with source tu ye be ek acha faida ha , es ke elawa govt ke pas ek data hoga ke log kahan per zyada paisa kharch kar rahe hain aur paisa kahan se araha ha kahan ja raha sub kuch aur in future govt har kesi ko os ie family ke hessab se fixed amount allow karegi ke apke one week ke leye rice ke etne paise ha chicken ke etne ha , khair ye tu ab suisunye bate hain daikte hain age kia nekalta ha.
|
|
|
|
Pakistani Shaheen
Jr. Member

Activity: 40
Merit: 2
|
 |
November 16, 2026, 05:06:36 PM |
|
Thanks for your words Bro......
Mera yahi Koshish hotee haa kaa kam saa kan ak bandaa b agar kuch seek lataa haa to mujaa kushi hotee haa q kaa muja to understanding already haa lakin maa chataa hoon. Ak yahaa b koi technical aspects seek laa. Maa aksar note kartaa hoon kaa zydhaa tar kisi ko kuch Samaj hee nahi atee haa q kaa wo kabi reply hee nahi kartaa or agar kartaa b haa too idhar udhar kee bathaa kar dataa haa......
Bahar Hal Bitcoin kaa baraa maa bath kartaa haa. Recently uss dip kee mazeed volume b explore howee haa on Chain saa maloom howaa haa Bitcoin miner apni rewards ko continuously swap kar rahaa haa selling kaa leyaa jokaa almost 8.02 Billion worth of Bitcoin haa Matlab kaa only tree day maa 10 November saa 13 tak. Literally yaa ak massive amount haa to isleya hama ak massive fall Mila. Baqi next hamree Fed kee meeting haa or probably yaa price ko tora kuch push da skataa haa. Price naa already reversal signal dee haa lakin still hamaa visible indication kee zaroorat haa....
DYOR !
Exactly. Onchain miner ka selling pressure saaf nazar araha hy. Or itny thory waqt main ye sab hona normal nai lagta. Or issi waja sy dip dekhny ko mila hy. Or abhi Bitcoin ki price 64000 ky qareeb stable hony ki Koshish main hy. Jo ky lagta nahi hy ky khud ko stable kar paye gi. Wesy ek or important news bhi hy jo mujy lagta hy ap logon ky sath share karni chahye. 19 Nov ko jo IPO hony jaa raha AI wala wo bhi market par effect kar sakta. Ho sakta outflow mazeed daikhny ko mily or investors apna pesa nikaal kar wahan investment karny ki Koshish karen. My wrong bhi ho sakta hun lekin mujy lagta hamy ky aisa ho sakta h.
|
|
|
|
|
|
Cheema02
|
 |
November 16, 2026, 05:18:42 PM |
|
Bitcoin ki price ki baat karen to Bitcoin abhi 64000 sy above trade ho raha hy jo raat ko 62 tak bhi chala gaya tha. ETFs ka outflow or sath main liquidations ka pressure bohat zyada hai. Or Greed and Fear Index bhi extreme fear par hy. Pichly ek hafty main Bitcoin 13-14% gira hy. Jo ky lagta nahi tha ky aisa hoga. Binance ky hack ky baad sy hi darr kaa mahol bana huwa hy. Binance ky hack ko to ham waja nahi keh sakty. Lekin asal shuruwat wahin sy huwi thi. Daikhty hain kahan tak jaati hai value. Selling pressure to still qaaim hy
Bhai bitcoin ki current downfall ke peeche sirf binnace hack ya ETF outflows ni hai or bi kuch factors ka combination hai. Sab se bari wajah US dollar ki strength or Fed ki taraf se interest rates mazed bharna ki tauqya hai. Iske ilawa investors ki ETF withdrawals aur long positions ki liquidations ne selling pressure ko aur tez kar diya hai. Abi RSI ba oversold zone ma hai jo short-term relief bounce ka signal hai but jab tak Bitcoin $66k say 68k ka resistance ko break ni karta market par bearish pressure rahy gan or mazeed girwat dakhny ko mil dkatai hain Baqi interesting baat ye hai ke gold bhi is waqt pressure ma hai. Aaj international market ma gold $3860 per ounce ka aas paas trade hu raha hain. Pakistan mein bhi gold ki qeemat ma 4000 per tola ki kami ayi hai. Is se pata chal rha filhal global markets ma uncertainty aur salling ka pressure sirf crypto ni sath traditional assets par ba hai. I think abi jaldbazi ma buying ya selling ke bajye market confirmation ka wait karna bhter hai takh kasi ba loss sy bach saky
|
|
|
|
Pakistani Shaheen
Jr. Member

Activity: 40
Merit: 2
|
 |
November 16, 2026, 05:35:56 PM |
|
Bhai bitcoin ki current downfall ke peeche sirf binnace hack ya ETF outflows ni hai or bi kuch factors ka combination hai. Sab se bari wajah US dollar ki strength or Fed ki taraf se interest rates mazed bharna ki tauqya hai. Iske ilawa investors ki ETF withdrawals aur long positions ki liquidations ne selling pressure ko aur tez kar diya hai. Abi RSI ba oversold zone ma hai jo short-term relief bounce ka signal hai but jab tak Bitcoin $66k say 68k ka resistance ko break ni karta market par bearish pressure rahy gan or mazeed girwat dakhny ko mil dkatai hain
Baqi interesting baat ye hai ke gold bhi is waqt pressure ma hai. Aaj international market ma gold $3860 per ounce ka aas paas trade hu raha hain. Pakistan mein bhi gold ki qeemat ma 4000 per tola ki kami ayi hai. Is se pata chal rha filhal global markets ma uncertainty aur salling ka pressure sirf crypto ni sath traditional assets par ba hai. I think abi jaldbazi ma buying ya selling ke bajye market confirmation ka wait karna bhter hai takh kasi ba loss sy bach saky
Bilkul bhai ap ny sahi kaha hy. Ye bohat barri waja hy Bitcoin ky down aany ki. Or main ny apni previous post main aik or waja bhi batai hy or wo bhi effect kar rahi hy. Log apni investment nikal kar AI sector main daal rahy hen. To ye waja bhi matter karti hy. But overall Bitcoin par Pressure bohat zyada hy mujy nahi lagta ke Bitcoin yahan zyada dair tak stable reh paye gaa. 60k sy down jaany kaa bhi khatra abhi lag raha hy. Because all over the world bohat kuch chal raha hy. So kabhi bhi achi news aa sakti hy or kabhi bhi buri news aa sakti hy.
|
|
|
|
|
|
MusaPk
|
 |
November 16, 2026, 05:48:32 PM |
|
Thanks for your words Bro......
Mera yahi Koshish hotee haa kaa kam saa kan ak bandaa b agar kuch seek lataa haa to mujaa kushi hotee haa q kaa muja to understanding already haa lakin maa chataa hoon. Ak yahaa b koi technical aspects seek laa. Maa aksar note kartaa hoon kaa zydhaa tar kisi ko kuch Samaj hee nahi atee haa q kaa wo kabi reply hee nahi kartaa or agar kartaa b haa too idhar udhar kee bathaa kar dataa haa......
Bahar Hal Bitcoin kaa baraa maa bath kartaa haa. Recently uss dip kee mazeed volume b explore howee haa on Chain saa maloom howaa haa Bitcoin miner apni rewards ko continuously swap kar rahaa haa selling kaa leyaa jokaa almost 8.02 Billion worth of Bitcoin haa Matlab kaa only tree day maa 10 November saa 13 tak. Literally yaa ak massive amount haa to isleya hama ak massive fall Mila. Baqi next hamree Fed kee meeting haa or probably yaa price ko tora kuch push da skataa haa. Price naa already reversal signal dee haa lakin still hamaa visible indication kee zaroorat haa....
DYOR !
Bitcoin ke price thora oper to gai hy pr hum ya nhi keh saqta ka ya Bitcoin ka bottom hy aur price ab stable ho gai hy. Waisa bhe ya normal trend hy ka jb bhe price necha ate hy to trh trh ke baatn bhe market ma a jate hn ka price ab aur necha jya ge. Ya saal agr overall dekha jya to Bitcoin ke price zayda tr $70,000 sa necha he rahe hy aur thora oper ja kr bhe wapis a jate hy. Mera apna guess yahe hy ka price $60,000 sa necha shayd na jya aur abhe jo price chal rhe hy is ma koe buying kr saqta hy to kr ly. Abhe thora mushkil lag rha hy ka Bitcoin jalde phr $80,000 tk jya is lea sabr sa wait krna ho ga aur agr ap ka pass Bitcoin hn to unko hold krn na ka loss ma sale krn.
|
|
|
|
|
AgriTrack
|
 |
November 16, 2026, 06:30:22 PM |
|
 Baki iss news ky baary Mai ap logo ke Kya Rai Kya yeh best ha for our economy, Kyu ka jitna paper note ka demand Kam hoga definitely uske new printing Kam hoga jis sy paper as well as printing cost haamy Bach skata ha. but at a same time hum aisy system ka part ban jaingy jisy use karny ky Liya hum totally internet par dependent hojai which is 🚩for me. Islamabad ko December tak cashless city banana economy ke liye acha step hu saktie ha. Is se currency notes ki printing aur doosre kharchay kam honge aur transactions ma transparency bhi ayigei. Lekin meri sab se bari concern yeh ha ke kya hum waqai is system ke liye ready ha? Pakistan mein abhi bhi internet aur electricity ke issues ha. bro is se bhi zyada darne wali baat yeh hai ke hum aik aise dirjali system ka hissa ban rahie ha jahan aik click par kisi ka financial access block ho saktiee ha aur woh apne hi paison se mehroom ho saktiry. Digital economy ki taraf jana achie baat ha lekin cash ko completely khatam karne se pehle reliable internet aur cash ka alternative available hona chahie ha. kiukah baat sirf convenience ki nahi apne paison par control ki bhi ha
|
|
|
|
|
JunaidAzizi
|
 |
November 16, 2026, 07:54:18 PM |
|
Assalamualaikum warahmatullahe wabarakatuho. Ap sub ko tu waise be market ka pata ha ke kia ho raha ha aur kes waja se market ka ye hal ha mere khyal ma os ko dubra batane se acha ha es per bat ki jaye ke market kab tak ayse rahe gi , ayse kia factors ho sakte hain ke ane wale time ma market uper ja sakti ha aur filhal ketne chances ha market ke aur neeche jane ka.
Mere khyal ma markets ke neeche ayr be ja sakti ha kafi zyada trades lag chyki ha market ka down jane per matpab ke logo ko lag raha ha ke markets neeche ja sakti ha per market hamesha apne hessab se chalti ha tu kia pata ek dam se uper ke stop loses ko engulf karne ke leye chali jaye . Abhi Anthropic AI ek IPO la raha jes ma investment ke leye logo ne kafi zyada outflow deia ha market se , ab jab tak paise wahan per ha market es support ma jo abho ha ghoom sakti ha aur may be yahi reason hoga logo ke down trades lagane ka . Abhi kuch dino bad jab listing ke bad paisa wapes markrt ma In hoga tu hum kuch behtri dek sakte hain.
Baqi CPI data aur baqi cheezo ke bare ma already pata ha ke jab wo ayega tab confirm ho jayega market ke halat , abhi ap logo be apni kuch analysis share kar de take dek sake es ke elawa ap ko kia kia malom ha .
|
|
|
|
|
Webetcoins
|
 |
November 16, 2026, 09:35:12 PM |
|
 Baki iss news ky baary Mai ap logo ke Kya Rai Kya yeh best ha for our economy, Kyu ka jitna paper note ka demand Kam hoga definitely uske new printing Kam hoga jis sy paper as well as printing cost haamy Bach skata ha. but at a same time hum aisy system ka part ban jaingy jisy use karny ky Liya hum totally internet par dependent hojai which is 🚩for me. Islamabad ko December tak cashless city banana economy ke liye acha step hu saktie ha. Is se currency notes ki printing aur doosre kharchay kam honge aur transactions ma transparency bhi ayigei. Lekin meri sab se bari concern yeh ha ke kya hum waqai is system ke liye ready ha? Pakistan mein abhi bhi internet aur electricity ke issues ha. bro is se bhi zyada darne wali baat yeh hai ke hum aik aise dirjali system ka hissa ban rahie ha jahan aik click par kisi ka financial access block ho saktiee ha aur woh apne hi paison se mehroom ho saktiry. Digital economy ki taraf jana achie baat ha lekin cash ko completely khatam karne se pehle reliable internet aur cash ka alternative available hona chahie ha. kiukah baat sirf convenience ki nahi apne paison par control ki bhi ha Bhai jaan government of Pakistan nai announce kia aur Islamabad cashless city ban gia aap kis dunya mai rahtai hai bahla yai itna asan hai kai sirf 45 din mai yai sab kuch ho gai ga hosh kai nahun lo agar itna asan hota to ham nai jo kuch crypto kai hawalai sai suna aur daikha hai wo bee amlee toor per nafaz ho chuka hota yai sirf announcement tak hai baki agar yai alan karai kai 2028 ho ga to shaid mai maan bee jao. Yaha per ab kursi ki laraai taiz ho gai hai aur CM Punjab ki kursi hatrai mai hai ab daikho kon jeetata hai kiunkai chacha aur bhatejee lar rahai hai in halat mai aap aisee cheezo kai hawalai sai kuch ziada umeedai na rakho. Cashless kernai kai liai bohut hee ziada kaam kerna perta hai jo kai abee itni jaldi mumkin nahi hai aur in kai pass aisa system bee nahi hai kai yai log sab kuch itnai kam arsai mai ker lai gai.
|
|
|
|
|
qurbanshah02
|
 |
November 16, 2026, 09:59:29 PM |
|
Islamabad ko December tak cashless city banana economy ke liye acha step hu saktie ha. Is se currency notes ki printing aur doosre kharchay kam honge aur transactions ma transparency bhi ayigei. Lekin meri sab se bari concern yeh ha ke kya hum waqai is system ke liye ready ha? Pakistan mein abhi bhi internet aur electricity ke issues ha. bro is se bhi zyada darne wali baat yeh hai ke hum aik aise dirjali system ka hissa ban rahie ha jahan aik click par kisi ka financial access block ho saktiee ha aur woh apne hi paison se mehroom ho saktiry. Digital economy ki taraf jana achie baat ha lekin cash ko completely khatam karne se pehle reliable internet aur cash ka alternative available hona chahie ha. kiukah baat sirf convenience ki nahi apne paison par control ki bhi ha
Bhai jab tak hamay sach Ni bataya Jaye ga or hamary liye Government APNI BHuk jab tak khatam Ni krti tab tak ham is system ky liye ready Ni ha. Agar to is tareeky se hamary mulk me kuch acha effect parta ha to ye bohat hi achi bat ho gi. Hamari Government ny much achy se step liye ha Magar jab bat jooth or na Hak Ki ajati ha to muje is Governments se bi gutan ho jati ha. Pakistan me itni Zada electricity ha ky ham aik second bi load shedding ko dek na paye Magar sari Ki sari chori krty ha or hamary Zada se Zada bill deny ky Bary me ye plan Inka kafi acha ha. Internet per ham issue keh sakty ha ye kafi mulko me issue ha Magar dusri cheezo me inko Sai hona chaiye Tha. Ab is system me tori se tezi honi chiaye ta ky awam bagawat na kry.
|
|
|
|
|
snowpega
|
 |
November 16, 2026, 10:42:37 PM |
|
Assalamualaikum warahmatullahe wabarakatuho. Ap sub ko tu waise be market ka pata ha ke kia ho raha ha aur kes waja se market ka ye hal ha mere khyal ma os ko dubra batane se acha ha es per bat ki jaye ke market kab tak ayse rahe gi , ayse kia factors ho sakte hain ke ane wale time ma market uper ja sakti ha aur filhal ketne chances ha market ke aur neeche jane ka.
Mere khyal ma markets ke neeche ayr be ja sakti ha kafi zyada trades lag chyki ha market ka down jane per matpab ke logo ko lag raha ha ke markets neeche ja sakti ha per market hamesha apne hessab se chalti ha tu kia pata ek dam se uper ke stop loses ko engulf karne ke leye chali jaye . Abhi Anthropic AI ek IPO la raha jes ma investment ke leye logo ne kafi zyada outflow deia ha market se , ab jab tak paise wahan per ha market es support ma jo abho ha ghoom sakti ha aur may be yahi reason hoga logo ke down trades lagane ka . Abhi kuch dino bad jab listing ke bad paisa wapes markrt ma In hoga tu hum kuch behtri dek sakte hain.
Baqi CPI data aur baqi cheezo ke bare ma already pata ha ke jab wo ayega tab confirm ho jayega market ke halat , abhi ap logo be apni kuch analysis share kar de take dek sake es ke elawa ap ko kia kia malom ha .
Wa Alaikum Aslam warahmatullaahi wa barakaatuh! Kiya hal hai bro aap ka? Acha bro, jo filhal 2 major things main market ke dump karne ki, pehli ya jo ke abhi Binance ka recent hack scene create howa aur on the other hand result of mid-term election on dono ki waja sy market mai FUD or uncertainty create houe jis sy kafi investors market sy nikal gyee aur apni positions leave kar di jis se kafi zayda liquidation hui aur traders ko kafi bharay bharay nuqsan otana para. Baki bro baat rhi hor, dump hogi ya nhi to is par to just speculation hi ki ja skti hai. Lekin agar main apna point share kroo to I think further dump possible hai because apko bhi pata hai December ka month aa rha hai to log on dinno ke chotiyoo main selling karty hain, jis se market mai selling pressure aa sakta hai. Aur on the other hand, apko pata hai ke kal ya parso GTA 6 aa rhi hai, jo ke history ke most biggest game ever made hai in terms of development cost. So dekhty hain ke market further dump hoti hai ya nhi. DYOR!
|
AntiSwap | | █████▄▄▄█████▄▄▄ █▄████████████████▄▄▄ ▐█████████████████████▄ █████████▀▀█▀██████████ ███████▀▄▄▄██▀████████▌ ██████████▄▄█████████▀ ██████▀▀████▀███████▀ ▐█████▄████▄███████▀ ████████▄█████████▀ █████████████████ ███████████████▀ ████▀████████▀ ██████▀███▀ |
| │ | ❌ NO AML / KYC ███████████████████████ █████▀█▀▀▀▀██████████████ █████▀▀▀▀▀▀███████████████ ███████████████████████████ ███████████████████████████ ██████████████████████████ ████████████████████████▀█▄ ███████████████████████▀██▄█▄ █████████████████████████▀████▄ ███████████████████████████▀████▄ █████████████████████████████▀██▀ | 🔎︎ 900+ EXCHANGERS
██ ██ ██ ██ ██ ██ | │ | 3 TIER RATING SYSTEM | | 🟢 Fair 🟠 Neutral 🔴 SCAM! | │ | BTC ➤ |
|
|
|
ZAINmalik75
Legendary

Activity: 2156
Merit: 1041
AnonChange.com
|
 |
November 16, 2026, 10:47:39 PM |
|
Ye just ek faida ha printing pe jetna kharcha araha ha wo sub kuch ab khazane me wapes jayega per es ma ek faida ye be hoga ke log black money apne pas mehfuz nahe rak sakenge jetna be cash hoga os ko apne digital ma convert karna hoga with source tu ye be ek acha faida ha , es ke elawa govt ke pas ek data hoga ke log kahan per zyada paisa kharch kar rahe hain aur paisa kahan se araha ha kahan ja raha sub kuch aur in future govt har kesi ko os ie family ke hessab se fixed amount allow karegi ke apke one week ke leye rice ke etne paise ha chicken ke etne ha , khair ye tu ab suisunye bate hain daikte hain age kia nekalta ha.
Well dear ap yeh ik side ke story ko daikh rahy ha hum teek ha cashless hony sy economy par burden Kam kardyngy but same time pa hum choote choote cheezo just like small grocery shopping, refueling, food daily life need and rest ke payment ky Liya totally depend hongy internet par, aur ap Islamabad ky halaat jaty ha ayai din waha strike hoty ha aur response Mai government internet service down kar daite ha Jo logo ky Liya bohout masail paida kar skate ha agr logo ky pas aisy halaat Mai cash na ho. Baki regarding black cash toh yeh just ik city Mai system implement ha ap kehi aur jakay apni illegal work continue kar skaty ho so it's not that big issue. Baki cheezy concerning ha.
|
|
|
|
|
GbitG
|
 |
November 16, 2026, 11:57:50 PM |
|
Bitcoin ki price ki baat karen to Bitcoin abhi 64000 sy above trade ho raha hy jo raat ko 62 tak bhi chala gaya tha. ETFs ka outflow or sath main liquidations ka pressure bohat zyada hai. Or Greed and Fear Index bhi extreme fear par hy. Pichly ek hafty main Bitcoin 13-14% gira hy. Jo ky lagta nahi tha ky aisa hoga. Binance ky hack ky baad sy hi darr kaa mahol bana huwa hy. Binance ky hack ko to ham waja nahi keh sakty. Lekin asal shuruwat wahin sy huwi thi. Daikhty hain kahan tak jaati hai value. Selling pressure to still qaaim hy
Bhai bitcoin ki current downfall ke peeche sirf binnace hack ya ETF outflows ni hai or bi kuch factors ka combination hai. Sab se bari wajah US dollar ki strength or Fed ki taraf se interest rates mazed bharna ki tauqya hai. Iske ilawa investors ki ETF withdrawals aur long positions ki liquidations ne selling pressure ko aur tez kar diya hai. Abi RSI ba oversold zone ma hai jo short-term relief bounce ka signal hai but jab tak Bitcoin $66k say 68k ka resistance ko break ni karta market par bearish pressure rahy gan or mazeed girwat dakhny ko mil dkatai hain Baqi interesting baat ye hai ke gold bhi is waqt pressure ma hai. Aaj international market ma gold $3860 per ounce ka aas paas trade hu raha hain. Pakistan mein bhi gold ki qeemat ma 4000 per tola ki kami ayi hai. Is se pata chal rha filhal global markets ma uncertainty aur salling ka pressure sirf crypto ni sath traditional assets par ba hai. I think abi jaldbazi ma buying ya selling ke bajye market confirmation ka wait karna bhter hai takh kasi ba loss sy bach saky DXY kee impact dakhnaa ko milee haa lakin app toraa calculate kar laa kaa 4 day maa kitnaa corelate move howaa. To simply Beata Measurements kaa through app dakh lang kaa Kitna selling impact howa due to flow of R(Assets)...... Agar nahi maloom to maa bathaa dataa hoon. Inn all variable ko milaa kaa Matlab kaa DXY, Treasure yield and even resident factor ko b ho entirely hamraa par market kee equity maa 1.2% corelate move dakhnaa ko mila haa...... Abb apo sochaa gaa kaa yaa kasaa pir Bitcoin itnaa fall kar gyaa. To iskeaa pahlaa b maa bathaa chukaa hoon kaa miners naa apbi rewards ko sell kar deyaa. DEX or CEX dono par jokaa app Cumulative Volume Delta par Jo heat map kaa software haa data analysis karnaa kaa leyaa. So isleyaa hamaa zydhaa impact miners rewards selling pressure ke wjaa saa ayaa haa naa kaa DXY saa
|
|
|
|
General_Bitcoin
Full Member
 

Activity: 497
Merit: 107
★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!
|
 |
Today at 02:33:02 AM |
|
Well dear ap yeh ik side ke story ko daikh rahy ha hum teek ha cashless hony sy economy par burden Kam kardyngy but same time pa hum choote choote cheezo just like small grocery shopping, refueling, food daily life need and rest ke payment ky Liya totally depend hongy internet par, aur ap Islamabad ky halaat jaty ha ayai din waha strike hoty ha aur response Mai government internet service down kar daite ha Jo logo ky Liya bohout masail paida kar skate ha agr logo ky pas aisy halaat Mai cash na ho.
Han ye ek important concerning point hai. Wahan agar strikes hon or sath hi internet muatal ho Jaye to bohat problem hogi. Laikin ab to strikes Bhi Kam ho gai ab to direct goli chalti hai. Islamabad ki hudood tak aany hi nai Diya jata logon KO. Or bahir sy hi un KO nipta Diya jata hai. By the way glitches to hon gy lekin har cheez Ka hall hota hai koi NAA koi. So wo Bhi Karen gy. Lekin Mera still concern wohi hai ky next door internet kaa hai or cyber attacks kaa to iss KO kesy handle Kiya Jaye ga. Agar hackers system my hi ghuss jaty hen to Kaya Kiya Jaye ga. Because sab to online ho Jaye ga because idhar Ka pesa udhar or udhar kaa idhar. Or hacker issi KO move Kar ky direct buying Kar leta h crypto or phr Blockchain or ye sab karta hai to phr to bohat problem ho Jaye gi.
|
|
|
|
Fragrance1122
Member


Activity: 196
Merit: 14
|
 |
Today at 08:13:25 AM |
|
So what does @ZAINmalik75 think about it??
Well thanks you so much guys for your suggestions but current halaat ko daikhty ho Mai Apna Faisla mehfooz rakhna chahunga aur definitely Sahi time aany par Jo necessary Howa zaroor karunga aur InshALLAH mujy pora umeed ha usse Mai he hamare balai Hoge. Baki it's true Atleast current Jo rough waqaat paish ayai aur Jo sy ko bad image hamara create ho usko thoora thoora behtr karna hoga tabhi cheezy hamary haq Mai behtr hoskay ge.  Baki iss news ky baary Mai ap logo ke Kya Rai Kya yeh best ha for our economy, Kyu ka jitna paper note ka demand Kam hoga definitely uske new printing Kam hoga jis sy paper as well as printing cost haamy Bach skata ha. but at a same time hum aisy system ka part ban jaingy jisy use karny ky Liya hum totally internet par dependent hojai which is 🚩for me. Step tho acha hoga lekin implementation itni jaldi mushkil nahi balke na mumkin hay.. Itni kam muddat may itna bara decision lena mujay tho nahi lgta hojayega.. Bahar haal aisay sheikhi buhat say governments nay Mari hay.. Lekin output almost zero raha hay.. Aik banday nay tho 90 din may tabdeli ka elan bhi Kya tha.. Lekin tabdeeli nahi ayi albata mehngai asman say batain kar Rahi hay.. System fiatless hoga anay walay Chand salon may or kuch hadd tak huwa bhi hay.. Especially baray baray transactions may Lekin overall cashless hona kafi time lay skta hay.. Internet could be a big problem , or awareness of online transaction can be an issue. Parhay likhay log tho jugar karlengay lekin Jo slum areas walay log hay jo Islamabad ki maintenance may aham kirdar ada krtay hay unka Kya hoga.. Wo zyada tar illetrate hotay hain.. Ye log phenktay hain or hum yaqeen kar letay hain..
|
|
|
|
|
Misbah2002
Member


Activity: 144
Merit: 17
|
 |
Today at 08:19:31 AM |
|
Assalamualaikum warahmatullahe wabarakatuho. Ap sub ko tu waise be market ka pata ha ke kia ho raha ha aur kes waja se market ka ye hal ha mere khyal ma os ko dubra batane se acha ha es per bat ki jaye ke market kab tak ayse rahe gi , ayse kia factors ho sakte hain ke ane wale time ma market uper ja sakti ha aur filhal ketne chances ha market ke aur neeche jane ka.
Mere khyal ma markets ke neeche ayr be ja sakti ha kafi zyada trades lag chyki ha market ka down jane per matpab ke logo ko lag raha ha ke markets neeche ja sakti ha per market hamesha apne hessab se chalti ha tu kia pata ek dam se uper ke stop loses ko engulf karne ke leye chali jaye . Abhi Anthropic AI ek IPO la raha jes ma investment ke leye logo ne kafi zyada outflow deia ha market se , ab jab tak paise wahan per ha market es support ma jo abho ha ghoom sakti ha aur may be yahi reason hoga logo ke down trades lagane ka . Abhi kuch dino bad jab listing ke bad paisa wapes markrt ma In hoga tu hum kuch behtri dek sakte hain.
Baqi CPI data aur baqi cheezo ke bare ma already pata ha ke jab wo ayega tab confirm ho jayega market ke halat , abhi ap logo be apni kuch analysis share kar de take dek sake es ke elawa ap ko kia kia malom ha .
Waalaikumsalam. Is waqat market situation jo hai bohut hee ajeeb hai kiunkai tech companies mai bohut hee ziada negativity aa gai hai aur uncertainty ki waja sai investors bohut hee ziada houf mai mobtala hai Europe in internal politics bee bohut hee ziada tense hai jis ki waja sai bitcoin mai bee bohut ziada panic selling ho rahi hai halankai holidays mai aksar hee yai apna level per rakhta hai laikin is baar aisa nahi lag raha jis ki waja sai logo ka confidence level bee neechai ja raha hai. Mujai ziada lag raha hai yai $65K or $63K kai darmian hee rahai ga aur is sai neechai nahi ja raha laikin jaisee baiyaqeeni hai is mai kuch bee kahna mushkil hai aglai kuch din bohut aham hai kunkai ab December bee sir per aa gia hai aur agar kuch positivity na aai to yai phir $60K level sai neechai ja sakta hai.
|
|
|
|
|
|
MusaPk
|
 |
Today at 02:34:26 PM |
|
Wa Alaikum Aslam warahmatullaahi wa barakaatuh!
Kiya hal hai bro aap ka? Acha bro, jo filhal 2 major things main market ke dump karne ki, pehli ya jo ke abhi Binance ka recent hack scene create howa aur on the other hand result of mid-term election on dono ki waja sy market mai FUD or uncertainty create houe jis sy kafi investors market sy nikal gyee aur apni positions leave kar di jis se kafi zayda liquidation hui aur traders ko kafi bharay bharay nuqsan otana para.
Baki bro baat rhi hor, dump hogi ya nhi to is par to just speculation hi ki ja skti hai. Lekin agar main apna point share kroo to I think further dump possible hai because apko bhi pata hai December ka month aa rha hai to log on dinno ke chotiyoo main selling karty hain, jis se market mai selling pressure aa sakta hai. Aur on the other hand, apko pata hai ke kal ya parso GTA 6 aa rhi hai, jo ke history ke most biggest game ever made hai in terms of development cost. So dekhty hain ke market further dump hoti hai ya nhi. DYOR!
Is waqt sub sa bra concern yahe hy crypto community ka ky price aur necha jya ge, side way move kra ge ya oper jya ge. Filhal oper jana ka chances to kam he hn mera to yahen khayal hy ka price shayd 60,000 sa 65,000 ka dermyan move kra ge mazeed kuch arsa. Us ke main wajha ya hy ka ab bhe kafi companies ka paisa Bitcoin ma ETF ke form ma invest hy aur ya support dy da price ko mazeed necha jana sa. Bahr hal ya mera guess he hy, jaisa ka ap na kaha ka hum wasooq sa to kuch nhi keh saqta. Binance ka hack aur recently Nvidia ka crisis bhe price ko mazeed necha ly kr ja saqta hy.
|
|
|
|
HustleZ
Full Member
 

Activity: 476
Merit: 223
While they gamble, DCA.
|
 |
Today at 02:42:13 PM |
|
Hackers inject credit card, crypto-stealing malware into 178 major websites Asalam-Alikum. So haal hi mai Hackers ne Optimizely naam ke ek platform ko ek type ka Hijack kar liya hai, is platform me Bari companies jese CNN, BBC, IKEA,ZOOM or OANDA naami crypto exchange bhi shamil hai. Optimizely platform ek Digital Experience platform hai jis ka main kaam bari companies ke websites or apps ke performance behtar karna hai. So is optimizely platform ke andar Hackers ne “Optimjack” naami malware daal diya hai jo ke users ke Clipboard ( Yaani jo ap ne copy kiya hai ) ke andar addresses access kar ke change kar deta hai. Matlab agar aap kisi wallet par koi crypto send karna chahtey hain to yeh malware us wallet ko change kar ke kisi specified wallet se replace kar dega or wo amount hackers ke wallet me chali jayegi. Mere khyaal me to yeh ek genius way hai chori karne kaa, what do you guys think? Is malware ke barey me kisi everyday user ko pata bhi nahin chal pata so yeh boht important hai ke ap sab amount send karne se pehle address ke first and last digits ko double check karen take ap kisi bhi loss se bach saken.
|
██ ████████ R O L L B I T │ THE #1 SOLANA CASINO ████████ ██ █████████████████████████████████████████████████████████████████ | 5,000+ GAMES | INSTANT WITHDRAWALS | HUGE REWARDS | VIP PROGRAM |]www.rollbit.com██ ████████ R O L L B I T │ THE #1 SOLANA CASINO ████████ ██ █████████████████████████████████████████████████████████████████ | 5,000+ GAMES | INSTANT WITHDRAWALS | HUGE REWARDS | VIP PROGRAM |
|
|
|
Junii
Full Member
 

Activity: 392
Merit: 179
Not chasing hype just accumulating freedom
|
 |
Today at 03:23:44 PM |
|
Baki iss news ky baary Mai ap logo ke Kya Rai Kya yeh best ha for our economy, Kyu ka jitna paper note ka demand Kam hoga definitely uske new printing Kam hoga jis sy paper as well as printing cost haamy Bach skata ha. but at a same time hum aisy system ka part ban jaingy jisy use karny ky Liya hum totally internet par dependent hojai which is 🚩for me.
Zain bhai sach bataun to mein toh na is k favor mein hoon aur na he yeh itna easy hy k impose hojaye. Qk pehle toh Pakistan mein ziada tar logo k bank accounts tak nahi hy secondly internet issues aaj bhe mulk k kafi elaqo mein hy even agar internet aik ghantay k liay bhe bnd hojaye toh logo ko kafi nuqsan uthana parhta hy. Is k elawa agar cash khtm hojayega toh logo ka control apnay he paiso py khtm hojayega aur waisy bhe printing cost py agar kharcha aa bhe rahahy toh logo ko cash chahiye agar khazanay par bojh ko kam krna government ka maqsad hy toh yeh fazool kharchiya kam krday beaurucrats ki aur baqi chezo ki toh shyd kuch na kuch bachat hojaye.
|
|
|
|
|
AgriTrack
|
 |
Today at 05:27:59 PM |
|
Islamabad ko December tak cashless city banana economy ke liye acha step hu saktie ha
Bhai jab tak hamay sach Ni bataya Jaye ga or hamary liye Government APNI BHuk jab tak khatam Ni krti tab tak ham is system ky liye ready Ni ha. Agar to is tareeky se hamary mulk me kuch acha effect parta ha to ye bohat hi achi bat ho gi. Hamari Government ny much achy se step liye ha Magar jab bat jooth or na Hak Ki ajati ha to muje is Governments se bi gutan ho jati ha. Pakistan me itni Zada electricity ha ky ham aik second bi load shedding ko dek na paye Magar sari Ki sari chori krty ha or hamary Zada se Zada bill deny ky Bary me ye plan Inka kafi acha ha. Internet per ham issue keh sakty ha ye kafi mulko me issue ha Magar dusri cheezo me inko Sai hona chaiye Tha. Ab is system me tori se tezi honi chiaye ta ky awam bagawat na kry. bro meri samajh mein nahi aaya ke aap cashless system ki baat kar rahie ha ya government ki overall performance par tanqeed kar rahie ha. Cashless city banana koi asaan kaam nahinis ke liye strong digital internet, ki seth electricity jo jaiye nhae aur awam mein awareness zarorie ha. Sirf kahi m dene se koi system successful nahi hota. government ko pehle basic issues solve karne chahiei aur phir aise projects implement karne chahiie. Har baat mein government ko bura kehne phier rahie ha is system se awam aur mulk ki economy ko asal mein kya faida mil saktie ha cashless city saie. huim har naye faltui system ko uske implement hone se pehle reject karonege. Kya humein isay ek chance de kar iski new system ka faida nahi dekhni chahie?
|
|
|
|
|