Well, bro, jo bhi ho raha hai, chass a rhi hai, haha. Ab maybe aap sochain ke mujhy maza q aa raha hai, wo esliya es saray dramoon ki waja sy bitcoin dump ho raha hai, jo ke achi cheez hai hum sabke liya, as is dip main hum aur accumulate kar skty hain aur is opportunity ko hath sy naa he jany denaa chaheyaa to bethr rhy ga. Baki baat rahi, bro ya sab kuch jo ho raha hai, sometimes really feel hota hai ke sab drama banaya jaa raha hai, taa ke ya log market ko manipulate karke khud paisa bana sakatin. Aur dekhna, kuch time baad sab kuch asa ho jayee ga jasy kabhi kuch howa he nhi tha.
Abhi in all that, hamara kya role honna chaheya ke bitcoin ko accumulate karain es low par, agar hor dip hota hai hor buy karain. As DCA strategy is the best strategy, I think. Enko karne do jo ya kar rhy hain. Hamain is moment ka faida layna chaheyaa.
Agr Bitcoin sa fayda lena hy to usko abhe uthana ho ga. Bitcoin ke price kafi necha gai the pr shukr hy ab price ma bahtree a rhe hy aur jin jin logo na himat kr ka Bitcoin ko $56,000 pr uthya wo log is waqt apna is decision pr kush hn gy. Ma pechla 24 hours ke Bitcoin ke price check kr rha tha to kafi herani hue ya dakh kr ka aj price 64k pr bhe gai the. Umeed hy ana wala dino ma price mazeed per jya ge aur logo ko profit mila ga. Ap na sahi kaha ka ho saqta hy ka ya sub drama ho rha ho. Pr hman is sub chaos ma apna fayda dekhna ho ga aur wo ya hy ka chup kr ka Bitcoin ko buy krn aur profit ka wait krn.