Bitcoin Forum
November 26, 2026, 03:41:01 PM *
News: Latest Bitcoin Core release: 32.1 [Torrent]
 
   Home   Help Search Login Register More  
Pages: « 1 ... 1746 1747 1748 1749 1750 1751 1752 1753 1754 1755 1756 1757 1758 1759 1760 1761 1762 1763 1764 1765 1766 1767 1768 1769 1770 1771 1772 1773 1774 1775 1776 1777 1778 1779 1780 1781 1782 1783 1784 1785 1786 1787 1788 1789 1790 1791 1792 1793 1794 1795 [1796]
  Print  
Author Topic: Pakistan  (Read 7330849 times)
MusaPk
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1512
Merit: 500



View Profile WWW
November 25, 2026, 12:57:02 PM
 #35901

Haha, kasa rha mera andaza phir, mai apko pehly bataya ya sab daramy baziyoo chal rhi hain, haha. Chalo khair, abhi ki baat karty hain, ya bohat bareek point hai, agar aap note karain jab sy trump president bana hai tab ny koi na koi drama chal rha hai, kabhi tariff war, kabhi Iran war, kabhi oil supply door close, kabhi China ke sath direct tariff war, aur abhi ya Nvidia wala drama.

 aur ab ap sab ke sab mamlat ko dobara repeat kar ke dekhain sab ke sab short time fram ke liya chalai gyee thy taa ke ya log market mai paisa bana sakain aur trump wo banda hai jab har banda paisa lose kar rha tha ya paisa bana rha tha market ko manipulat karty howay. Aur jab sy ya presidnet bana hai, is ki net worth 3 times ho gyee hain, jo ke kafi surprsing baat hai. Well, rather than trading, I think holding zayda behtr hai is tamam cases ho madh e nazar rahty howay. Kiya kehty ho aap?

Ya baat to sahih y ka jb sa Trump President bna hy to mukthlif qism ka dramya chal rhya hn. Aur ab to Trump ko pata chal gya hy ka us ka pass  time kam reh gya hy as president to shayd NVIDIA jaisa dramya aur hn. To hman bhe ab aur mohtat rehna ho ga is qism ka events sa. NVIDIA ke CEO ko hatya aur stock kr price gir gai phr us ko dobara reinstate kr ka price ko wapis oper ly gya, ya sub to koe filme scene lag rha hy. Bitcoin ke price kuch zayda oper to nhi gai is event ka baad, ya eik aur acha moqa hy Bitcoin ko buy krna ka kam price pr. Price thore oper gai the pr ab eik bar phr necah ke trf revan davan hy.

Noorooo
Full Member
***
Offline

Activity: 252
Merit: 100


View Profile
November 25, 2026, 02:37:08 PM
 #35902

Bhai agar ap long term ki game khelty ho phir toh abhi jo halat chal rhy hy buying k liay achi opportunity dy rhy hy. Qk saray achy projects all time high sy kafi nechaay agaye hy ap solana dekh lo last year 200$ plus tha aj kal 100$ sy bhe nechay hy same like bitcoin ka dekh lo last year 100k k upar bhe log buying k liay interested thy magar ab jo nechay agai hy ziada tr log panic krrhe hy aur bottom ka wait krrhe hy. Toh market abhi bhe phases mein hee chal rhii hy jaisy pehle huwa krti thii bs han albata todhi boht mature hogai hy lekn movement abhi bhe purana hy. Aur agar kese k pass koi dosra source of income hy toh market as an investor hee acha faida dy gii in a long run.

Junii bhai ur right now is the time for buying also meray khyals jo log bhi bitcoin ya crypto may investments kar rahay hai unku chaye ky wo parts may buying karay na ky exact bottom ka wait karay.Mujhay lagtha hai abhi jo is time hamay achay returns desktha hai wo meray khyals say altcoins hay lakin hamay chaye ky hum os may projects doondy.Wesay ap ko kiya lagtha hai junii bhia ye downfall kab tak rahay ga kiya hum 2027 ko bullish expect kar sakthay hai ky nahi.
HustleZ
Full Member
***
Offline

Activity: 476
Merit: 243


While they gamble, DCA.


View Profile
November 25, 2026, 02:49:02 PM
 #35903


Is it right time for investment ya mazeed girnay ki bhi tawaqu hay ? Kyunke last time bhi 60k$ or 70k$ kay aas pas ghoom raha tha or phir upar chala gya or log expect kar rahay thay k 50k$ say neechay ayega.. Or kaafi investors tho intezar krtay Reh gaye.. Bahar haal its not the first time k aisa huwa hay balke mazi may bhi twist or turn dekhnay KO mila hay bitcoin kay hawalay say.

Shortcuts walay door rahay or long term walay intezar karain.. Bitcoin jald hee apna jalwa doobara dikhnay wala hay..
Bro main bahar thread main bhi yahi kehta hun or ap ko bhi suggest karongaa ke ap market ko “time” karna chorden, matlab ke aap ek perfect moqe ka intezaar na karen investment ke liye balkey ap daily invest karne ka try karen no matter the price. Market ke halat jo bhi ho agar ap consistency ke sath invest karte rahengy too ap market ke volatility ko smoothen out kar sakty hain. Abhi for example aap ko lagey ke market or bhi neeche jayega or ap buy na karey and from that exact moment price upwards jana shuru kar dey to aap ne opportunity miss kardi naa? Same goes the other side, agar ap invest kare or ap ko lagey ke ab market upwards jayega lekin wo or bhii neeche jata hai to bhi apka loss huwa. So ap es ko avoid karey and try to invest no matter the price. This strategy is DCA!!

██ ████████           R O L L B I T      │      THE #1 SOLANA CASINO           ████████ ██
█████████████████████████████████████████████████████████████████
|    5,000+ GAMES    |    INSTANT WITHDRAWALS    |    HUGE REWARDS   |    VIP PROGRAM   |]www.rollbit.com██ ████████           R O L L B I T      │      THE #1 SOLANA CASINO           ████████ ██
█████████████████████████████████████████████████████████████████
|    5,000+ GAMES    |    INSTANT WITHDRAWALS    |    HUGE REWARDS   |    VIP PROGRAM   |
AgriTrack
Full Member
***
Offline

Activity: 728
Merit: 184



View Profile
November 25, 2026, 03:09:50 PM
 #35904

Bhai agar ap long term ki game khelty ho phir toh abhi jo halat chal rhy hy buying k liay achi opportunity dy rhy hy. Qk saray achy projects all time high sy kafi nechaay agaye hy ap solana dekh lo last year 200$ plus tha aj kal 100$ sy bhe nechay hy same like bitcoin ka dekh lo last year 100k k upar bhe log buying k liay interested thy magar ab jo nechay agai hy ziada tr log panic krrhe hy aur bottom ka wait krrhe hy. Toh market abhi bhe phases mein hee chal rhii hy jaisy pehle huwa krti thii bs han albata todhi boht mature hogai hy lekn movement abhi bhe purana hy. Aur agar kese k pass koi dosra source of income hy toh market as an investor hee acha faida dy gii in a long run.
Agree bro sahi keh rahie hu miera khayel sy agar market mein long-term investment ki jaye aur achay projects ko research kar ky select kiya jaye toh aine walay waqt mein kaafi acha profit earn kiya je saktie ha. Market mein ups and downs toh chaltay rehtie ha lekin asal opportunity un logon ke liye hoti hai jo panic honey ke bajaiee patience sy kaam letay ha. Aksar dekha gaya hai ke jab market nechie aati hai toh log dar ki wajah sy buying karne ke bajaiee bottom ka wait karte rehtay ha jabke long-term investors isi waqt achay projects ko accumulate kartie ha. Bas achie project pier research ke sath investment ki jaye aur sara paisa aik hi baar laganay ke bajaye DCA strategy follow ki jayiee tiie project gain kar skatiee ha. Inshallah patience aur consistency ke sath long term mein achay results milie gaieey

JunaidAzizi
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1428
Merit: 669



View Profile WWW
November 25, 2026, 05:11:50 PM
 #35905

Bhuth mehrabani qurban bhai allah apko bhi khush rakay or apko bhi aur bhi kamyab karay.or mera ye khuwaesh hai ky qurban bai ky may apko bhuth jald legendary member dekhu.kiyu ky jo mehnath ap es community may kar rahay ho ap ky jethna koye bhi nahi kar raha hai.Ab ap zera meray liye bhi duwa karay ky mujhay jald se jald ek acha signature mill jay.
I don't know how I missed your post per abhi es post pe nzar phari aur jab agr jake check keia tu malom huwa ke apne post be keia ha apne rank up hone ka jo ke unfortunately muj se reh geya ha , kafi poste hoti ha yahan per har roz tu may be page ke sath post peche reh gayi.

Per chalo koi bat nahe abho be time ha , So congratulations to u brother ke apne ye rank achieve keia i know es ke peche apni mehnat lagan shamil ha , memeber rank se lay ke full member rank tak user bar bar demotivate hota ha discouraged hota ha but with dedication wo aoni rank kesi na kesi tareqe se hasil kar layta ha , tu muje buhat Khushi huwi ke apne haar nahe mani aur yahan tak pohanch gaye hain In Sha age be jayenge.

Huge Congratulations to you Nooroo

GbitG
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1680
Merit: 668



View Profile WWW
November 25, 2026, 06:31:10 PM
 #35906

.........
Bhai ham to Muslim ha hamay to long term hi krna chaiye or is me nuksan bi Ni ha bs time Dena pary ga Magar nuksan Ni ha. Agar to ab Jitna ho saky DCA Ki madad se dollar invest kry or btc collect kry to hamay ATH bany per kafi acha faida mil sakta ha. Magar ham pakistani kafi be sabry ha vo Zada trading krty ha q ky trading me Apko jaldi profit or loss ka pata Chal Jata ha. Halat hi asy ban gye ha ky ab all investing project losses de rhy ha agar to ap long term me ha. Baqi agar koi trading KR rha ha to usy bi Zada se Zada short term me rehna chaiye warna usy loss bi acha khasa ho sakta ha.

Gold or silver hoa krty Ty ky un se bi income ly ly Magar ab vo bi ab dump ho chuky ha is waqat trading or investment hi KR sakty ha. Is liye wait kry ya pir risk ly KR trading me Jaye q ky 2027 me hi hamay prices ka Zada barhany ky chances dekny ko mily gye. Q ky muje in last days or next month Zada pump dekny ko na mily.
As Salam alaikum......
What's up Bro....

Wasa ma samjaa nahi ham Muslim ha to kyaa....? Ayaa ham just long term holding karaa gaa Matlab kaa app kaa according agar koi short term kaa leyaa investment kartaa haa to wo tk nahi haa.....

Baqi app saa kaha kaa ham Pakistanio maa sabar nahi haa. Pakistani to chor pore dunya maa logo kaa yahi Hal kaa like wo financial markets maa enter hotaa hee jald kuch karnaa cahtaa ha anaa kaa wait kara proper opportunity kaa leya.

Gold or Silver only drop nahi kar rahaa jabkaa all market all around financial... Saraa kaa saraa fall kar raha haa iskee waja yield haa q kaa log investment kartaa haa profit kaa leya jabka DXY kaa through unhaa big % miltaa haa q kaa yield maa gain dakhnaa ko milaa haa Isley. Abb wo log apni funds ko swapped kar rahaa haa bonds maa to isleyaa just yield hee inflow mil rahaa haa.....

AgriTrack
Full Member
***
Offline

Activity: 728
Merit: 184



View Profile
November 25, 2026, 08:06:11 PM
 #35907

Mai aap ki is baat sai ittifaq kerta hu kiunkai mai bee 15 saal pahlai andron Sindh gia tha aur mujai laga mai kareeban 100 peechai chala gia hai waha per kuch bee nahi tha bas aik cheez thee sab sai achi Bhutto zinda tha kiunkai is ko zinda rakhnai kai liai Sindh ka is haal mai rahna zaruri hai agar jis din Bhutto mar gia pakka Sindh taraigee karai ga aur sab sai agai chala jai ga kiunkai waha potential bohut ziada hai laikin waha jo system hai wo kabi bee aisa nahi hai jo awam kai liai faida mund ho.

Bhutto kai baad ab Zardari chimat gia hai wo to bohut hee zalam hai is ki bahano nai jo kuch kia ha jald hee awam kai samnai aai ga to awam yaqeen karo in ko qabro sai nikal ker sumandar mai daal dai gai laikin phir wohi aik baat yaha zinda rahna asan nahi wo bee establishment kai bagair aur wo sirf corrupt logo kao sath rakhtai hai aur kissi be nahi.
Hahaha bro well said Bhutto zinda hai ka nara sun sun kar to lagta ha Bhutto se zyada Sindh mein koi aur zinda hi nahi rehie gayie. Jis Bhutto ne mulk ke do tukray kar diye agar us waqt behtar faislay kiye hotay to shayad aaj Bangladesh bhi Pakistan ka hissa hotaia. Ajeeb baat hai ke itnay saalon se Bhutto ko zinda rakha hua ha lekin Sindh ki awam ki zindagi behtar nahi ho sakie. Sindh ke paas resources ki kami nahi zameen bhi ha aur talent bhi hai lekin afsos ke corruption air wadera shahi kie seth siyasi mafadaat ne awam ko bunyadi sahulayiot tak se mehrom rakha hovie ha. Interior Sindh mein aaj bhi log saaf pani hospitals aur pakki sarkon ko taras rahe ha. Bhutto ko zinda rakhne ke bajaye agar Sindh kie awam ko zinda aur khushhal karne ki fikar kar lein to shayad Sindh waqai taraqqi kier jayi

Cheema02
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1330
Merit: 745



View Profile
November 25, 2026, 08:18:45 PM
 #35908

Is it right time for investment ya mazeed girnay ki bhi tawaqu hay ? Kyunke last time bhi 60k$ or 70k$ kay aas pas ghoom raha tha or phir upar chala gya or log expect kar rahay thay k 50k$ say neechay ayega.. Or kaafi investors tho intezar krtay Reh gaye.. Bahar haal its not the first time k aisa huwa hay balke mazi may bhi twist or turn dekhnay KO mila hay bitcoin kay hawalay say.

Shortcuts walay door rahay or long term walay intezar karain.. Bitcoin jald hee apna jalwa doobara dikhnay wala hay..
I think abi investment karne ka time hain but sara paisa aik sath market ma lagna samajhdri ni hoga qkh Bitcoin ma mazeed correction ka chance abi ba maujood hai. Market ke halaat dekhte hue $55k tak dobara gir sakta hai aur agar yeh support break hota hai to seedha $52,000 ke levels par land kary gay ya phar mazeed girti hovi dekhne ko mil jaye ge. Baqu agar Fundamentals ki baat karein to US interest rates or economic uncertainty ki weakness aur Bitcoin ETF outflow abi price par pressure daal rahe hain

Baqi meri nazar ma bhter strategy yahi hai ke investment ko 3 say 4 parts ma divide karke DCA karein taky agar market mazeed neechy ayy to lower prices par ba buying ka mauqa mile skatia hain. Agar recovery shuru ho jati hai to apki kuch investment phly se market ma hogi. Long-term investors ke liye yeh approach zyada bhter hai bas leverage aur jaldi profit kamane ke chakkar se door rehna chahiye or ya koi finicial advise ni hai apni research lazmi kar lay

JunaidAzizi
Hero Member
*****
Offline

Activity: 1428
Merit: 669



View Profile WWW
November 25, 2026, 08:49:37 PM
 #35909

Bhai ap Meri bat Ni samjy me ye Ni keh rha ky Satoshi ny 2 din pehly account Bana Lia Tha pir forum banaya. Me ye Kaha 19 November ko Satoshi ny APNA account registration Kia or 22 November ko first post Ki jis se forum introduce hoa. Bat ye keh rha ho ky ye hold Satoshi ky elawa Kisi ky pass Ni ha Tha or Satoshi hi janta Tha ky ye is tarah forum Bana Lia ha. To is liye ap jaha bi deky gye to Apko 22 November hi anniversary ky tor per forum ka mily Ga.

Ab ye deky apny Kaha 22 November ko forum open KR dia Gia to ham bi yahi keh rhy ha 22 November ko hi forum Ki date count ho gi 16 ya 17 November ko Ni ho gi. Is liye 19 November ko Satoshi Ki anniversary ha date registration Ki or 22 November ko forum Ki anniversary ha. Q ky is se hat KR koi or date Ni ha forum ky open hony Ki right ?
Acha ab sahe ha os time pe apne kaha ta ke Satoshi ka account pehle ban geya ta aur forum os ke bad bana deya geya ta jo ke misinformation type lag raha ta asal ma agr daika jaye tu real date wahi ha jes din os ne forum ko install keia os ke bad apna account bana deia geya , tu agr aysa kaha jaye ke forum 17 ko ban geya ta aur logo ke leye open 22 ko huwa tu zyada accurate lage ga . Bat apki be dahe ha ghalat nahe ha per aap ne bs thora sa confuse type kar deia ta muje es waja se muje date batani phari.

Pakistani Shaheen
Jr. Member
*
Offline

Activity: 56
Merit: 12


View Profile
November 25, 2026, 09:11:48 PM
 #35910

I think abi investment karne ka time hain but sara paisa aik sath market ma lagna samajhdri ni hoga qkh Bitcoin ma mazeed correction ka chance abi ba maujood hai. Market ke halaat dekhte hue $55k tak dobara gir sakta hai aur agar yeh support break hota hai to seedha $52,000 ke levels par land kary gay ya phar mazeed girti hovi dekhne ko mil jaye ge. Baqu agar Fundamentals ki baat karein to US interest rates or economic uncertainty ki weakness aur Bitcoin ETF outflow abi price par pressure daal rahe hain

Baqi meri nazar ma bhter strategy yahi hai ke investment ko 3 say 4 parts ma divide karke DCA karein taky agar market mazeed neechy ayy to lower prices par ba buying ka mauqa mile skatia hain. Agar recovery shuru ho jati hai to apki kuch investment phly se market ma hogi. Long-term investors ke liye yeh approach zyada bhter hai bas leverage aur jaldi profit kamane ke chakkar se door rehna chahiye or ya koi finicial advise ni hai apni research lazmi kar lay
Market abhi zyada chances girawat ky hi dikha rahi hy. Or mujy lagta hy. Gir bhi jaye gi iss weekend tak. Sure nahi hun lekin lagta kuch esa hi hy. Or ye baat ap ki durust hy or pichli post main my ny bhi yehi kaha tha ky ye buying kaa time hy. Or mujy ap ki opinion bhi achi lagi ky investment karni hi hy to uss ko 3 4 hisson main divide kar diya jaye. Or DCA to phr wesy hi behtreen strategy hy ye ham sab janty hen. Or overall ham ye bhi jaanty hen ky aakhir Bitcoin up jata hy or holders ko profit dy kar hi jata hy. So abhi kuch buy kiya jaye agar mazeed nichy jaye to phr buy kiya jaye or issi tarah step by step buying complete ki jaye. Panic nahi hona chahye.
Abdul Sami786
Full Member
***
Offline

Activity: 252
Merit: 151


View Profile
Today at 05:27:29 AM
Merited by General_Bitcoin (2)
 #35911

Aslamualikum umeed hai ke AP sub thek ho ge gold or silver ke bare me bht he important bt hai market kabhi donw ho Rahi hai to kabhi up Kuch pata nahi ke itani market q niche I par ye Jo 29 November aa Raha hai ye bht important hai or 4 date or 9 date ye b bht important date hain agar to ye date pe market niche I to samjo age niche he Rahe gi agar up Jo Gai to dono gold or silver ki market b up he Rahe gi is Liye bht soch samj ke teriding Karen soch samj ke gold silver buy Karen Kuch samj nahi aa rahi Kal Jo market 3400$ tak chali Gai thi abhi dekha to 3600$ tak chali Gai hai is Liye kaha hai ke soch samj ke qasam uthaye Kuch pata nahi chal Raha hai kiya ho Raha hai.
Junii
Full Member
***
Online Online

Activity: 406
Merit: 181


Not chasing hype just accumulating freedom


View Profile
Today at 10:17:00 AM
 #35912


Sahi keh rahay hain Aap.. Market down hay lekin is may bhi aik musbat baat hay.. Overall market down hay bitcoin Or altcoins ka.. Even gold or silver bhi kaafi neechay agaye hain.. Jaisay investors KO aik awaz hay k "opportunity is knocking at the door".
Baqi Jo invest krtay hain wo Michael saylor ki tarah hotay. They don't wait for the right time but they make the time right. Khair Michael Saylor tho aik alag level ka banda hay.. He has nothing to lose because he always anticipate before jumping in to the market. Hamaray
Haan shortcuts walay buhat hain isliye unko ihtyat krna chahiye before taking any sort of step in trading.
Agreed buddy. Aik famous investor hy ken fisher wo kehte hy k time in the market beats timing the market. Baqi bt sari perspective kii hy jaisa k ap nay kaha k market down hy magar is mein bhe positive signs hy.


Agar to koi long term holder hy to iss waqt uss ky liye discount offer chal rahi hy. Or market mazeed nichy bhi jaa sakti hy or mazeed discount barh sakta hy. So long term holders ky liye to masla hi koi nahi hy because buy kiya or chor diya. Masla to un ko hy jo traders hen or quick profit ki talash my ghoomty hen.
Bhai sach kahun toh mein dono chezay krta hoon like trading bhe aur investing bhe aur mere liay abhi dono chezay kafi achii tareqay sy work krrhe hy. Grin

Junii bhai ur right now is the time for buying also meray khyals jo log bhi bitcoin ya crypto may investments kar rahay hai unku chaye ky wo parts may buying karay na ky exact bottom ka wait karay.Mujhay lagtha hai abhi jo is time hamay achay returns desktha hai wo meray khyals say altcoins hay lakin hamay chaye ky hum os may projects doondy.Wesay ap ko kiya lagtha hai junii bhia ye downfall kab tak rahay ga kiya hum 2027 ko bullish expect kar sakthay hai ky nahi.
Nooroo bhai lgta hy JJG k thread k kafi chakar laga rahay ho ajkal qk boll ap rahay ho magar alfaz un k hy.  Grin . Anyways i agree with you bottom ko predict krna yaha par majority logo k bas ki bt nahi hy bs agar koi dosra souce of income hy toh DCA kafi acha step hy especially aj kal jo market chall rhii hy in halat mein. Also altcoins ki agar bt karay toh kuch blue chip projects hy jo k return de sktay hy magar phir bhe bitcoin is the king toh first priority bitcoin hy mere qk market majority of the time is k mood sy chalti hy. Aur high risk high reward walay kuch hy projects jo mere nazar mein hy un py socha ja skta hy.   

qurbanshah02
Hero Member
*****
Offline

Activity: 826
Merit: 623



View Profile WWW
Today at 12:10:10 PM
 #35913

As Salam alaikum......
What's up Bro....

Wasa ma samjaa nahi ham Muslim ha to kyaa....? Ayaa ham just long term holding karaa gaa Matlab kaa app kaa according agar koi short term kaa leyaa investment kartaa haa to wo tk nahi haa.....
Walaikum Asalam
G Alhamdulillah thk ap bataye.
Muslim se murad ham shariyat ko follow KR ky hi business Ki taraf Jaye gye. Ab deky ham holding kry ya DCA kry to vo investment Haram Ki taraf Ni Jaye gi Jesy hi ham trading Ki taraf Jaye to vo Haram ky zamry me AA jati ha. Is liye as a Muslim hony ky naty long term holding Ki bat Ki me ny.



Acha ab sahe ha os time pe apne kaha ta ke Satoshi ka account pehle ban geya ta aur forum os ke bad bana deya geya ta jo ke misinformation type lag raha ta asal ma agr daika jaye tu real date wahi ha jes din os ne forum ko install keia os ke bad apna account bana deia geya , tu agr aysa kaha jaye ke forum 17 ko ban geya ta aur logo ke leye open 22 ko huwa tu zyada accurate lage ga . Bat apki be dahe ha ghalat nahe ha per aap ne bs thora sa confuse type kar deia ta muje es waja se muje date batani phari.
Chaly achi bat ha ky misunderstanding khatam ho Gai. Ni deky na ab Bitcoin jab launch hoa ha tab Kisi ko idea Tha ky ASA aik coin aye ga. Ab Jesy hi vi aya ha to Satoshi ny bi to hold kiye ha na. ISI tarah forum pehly aye ha pir Satoshi Ki registration hui ha pir forum open hoa ha. Magar Satoshi Ki registration se pehly forum Ki date or time Ni ha balqy bad me ha. Is liye ye Meri wording me confusion KR Gia ha. Halaky Banta yahi ha pehly forum pir Satoshi Ki registration Magar forum Ki date hi 22 November ko count krty ha is liye forum opening date 22 November Kaha Jaye ga or ISI se uski anniversary count Ki ja rhi ha. Shaid ab Zada clear ho Jaye ga apky liye ky me Kia keh rha ho baqi na ap Galat ha or na hi bityar Bhai or na hi hamary ZAINmalik Bhai. Baqi thanks apny Jo order ID detail ky sath bataye.

Ab de villiers
Full Member
***
Offline

Activity: 602
Merit: 197



View Profile
Today at 01:25:29 PM
 #35914

Aslamualikum umeed hai ke AP sub thek ho ge gold or silver ke bare me bht he important bt hai market kabhi donw ho Rahi hai to kabhi up Kuch pata nahi ke itani market q niche I par ye Jo 29 November aa Raha hai ye bht important hai or 4 date or 9 date ye b bht important date hain agar to ye date pe market niche I to samjo age niche he Rahe gi agar up Jo Gai to dono gold or silver ki market b up he Rahe gi is Liye bht soch samj ke teriding Karen soch samj ke gold silver buy Karen Kuch samj nahi aa rahi Kal Jo market 3400$ tak chali Gai thi abhi dekha to 3600$ tak chali Gai hai is Liye kaha hai ke soch samj ke qasam uthaye Kuch pata nahi chal Raha hai kiya ho Raha hai.
Sabhi markets ke conditions ache nazar nai arahe, sb kuch neechy ke traf jata dekhi dy raha ha bitcoin gold silver sabhi markets down jarahi hain. Kuch din phely ma soical media per analysis dekh raha tha jo gold ke price ke thi Jis ma wo kehty ha ky gold ke price ka last dip bs ab 20 November tk tha isky baad iski price ma oraan aye ge. J

Per asia nai hua continuously prices us din ky bad bhi giri ha. Mjuhe yun mehsos hota ha ky media khud involved ho raha ha or logo ko gold buy krny ky liye encourage kr raha ha. Ye sb pny views ky chakar ma ha.  Jbky haqeeqat ma mjhe khud bhi mehsos ho raha ha December ma bhi koi khas betri nai aye ge. Jb tk ky international level py betri nahi ati tab tak kush b behter nhi ho ga.

snowpega
Hero Member
*****
Online Online

Activity: 1134
Merit: 560


AntiSwap.io - NO AML/KYC EXCHANGER MONITORING


View Profile WWW
Today at 01:33:38 PM
 #35915

Ya baat to sahih y ka jb sa Trump President bna hy to mukthlif qism ka dramya chal rhya hn. Aur ab to Trump ko pata chal gya hy ka us ka pass  time kam reh gya hy as president to shayd NVIDIA jaisa dramya aur hn. To hman bhe ab aur mohtat rehna ho ga is qism ka events sa. NVIDIA ke CEO ko hatya aur stock kr price gir gai phr us ko dobara reinstate kr ka price ko wapis oper ly gya, ya sub to koe filme scene lag rha hy. Bitcoin ke price kuch zayda oper to nhi gai is event ka baad, ya eik aur acha moqa hy Bitcoin ko buy krna ka kam price pr. Price thore oper gai the pr ab eik bar phr necah ke trf revan davan hy.

Abhi ek do din pehly agar aapko yaad ho to jab Bitcoin ke price quick gain hui thi, 64k par chali gyee achanak haha, phir jab raat ko dekha dobara 60k se below aur main sach main surprise tha ke chal kya raha hai. Market mai thoray time ke liya pasia phank kar logon ko show karya jata hai ke ap wo profit earn kar skty hain, aur jab wo market main enter hoty hain, market ek dum sy dump kar jati hai.

Ya I think os he din howa ja ya CEO waspis aya NVDIA ka. Bhai, mohtaat to on logon ke rehny ke zaroorat hai jo log trading karty hain. Apun logon ka chill waala scene hai. Holding kro safe raho. Aap trading kar rhy ho? Abhi ap ny wo neya drama nhi dekha, kal wala? Trump sahab ne phir dobara kafi countries par tariff laga diya hai haha.


 AntiSwap 
█████▄▄▄█████▄▄▄
█▄████████████████▄▄▄
▐█████████████████████▄
█████████▀▀█▀██████████
███████▀▄▄▄██▀████████▌
██████████▄▄█████████▀
██████▀▀████▀███████▀
▐█████▄████▄███████▀
████████▄█████████▀
█████████████████
███████████████▀
████▀████████▀
██████▀███▀

│❌ NO AML / KYC
███████████████████████
█████▀█▀▀▀▀██████████████
█████▀▀▀▀▀▀███████████████
███████████████████████████
███████████████████████████
██████████████████████████
████████████████████████▀█▄
███████████████████████▀██▄█▄
█████████████████████████▀████▄
███████████████████████████▀████▄
█████████████████████████████▀██▀
🔎︎ 900+
EXCHANGERS

██ ██ ██ ██ ██ ██
│
3 TIER
RATING
SYSTEM

🟢 Fair
🟠 Neutral
🔴 SCAM!
│
 BTC   ➤ 
Pages: « 1 ... 1746 1747 1748 1749 1750 1751 1752 1753 1754 1755 1756 1757 1758 1759 1760 1761 1762 1763 1764 1765 1766 1767 1768 1769 1770 1771 1772 1773 1774 1775 1776 1777 1778 1779 1780 1781 1782 1783 1784 1785 1786 1787 1788 1789 1790 1791 1792 1793 1794 1795 [1796]
  Print  
 
Jump to:  

Powered by MySQL Powered by PHP Powered by SMF 1.1.19 | SMF © 2006-2009, Simple Machines Valid XHTML 1.0! Valid CSS!