Assalamualaikum to all community members Umeed hai aap sab khairiyat se hongay bht aham or Khushi ki bt hai ke property text khatam Kar diye hai 2027 me property text khatam government ko aise faislay karne chahiye jo aam logon ke liye asani paida karein or property sector me b behtari laayein Is faislay se un logon ko relief milega jo apni property rakhte hain or is tax ki wajah se pareshan thay dono ko Lene or dene walo dono ko ab koi pareshani nahi ho gi itana text he Chala jata tha awam pareshan thi bht.
https://www.facebook.com/share/r/193QBpXuJZ/!........وعلیکم السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
Hmm iss se property sell karny koo faida haa broker koo faida nahi haa pehly seller koo be tax daina parta taa aur buyer koo be tax daina parta taa (right) ab iss tax koo remove kar ke seller aur buyer koo kaafi benefit hoa haa aur broker koo iss my se kuch nahi mily gaa aur government be iss se apna hisa khatam kar rahi haa joo ke achi baat haa kuin ke voo tax uno ne apne uper he lagana taa iss se behtar ya decision kaafi acha haa ab public isy next government earn karny ke liye ya samjy ge kuin kw aksar government pehly years my apna profit banati haa aur last year my logo ke liye achi cheesy banati haa jis se voo khush hoo aur again votes dain