السلام عليكم ورحمة الله وبركاته
Umeed hai saare Bhai kher kheriat aur aafiat k sath honge. ek week thak mai ghair hazir tha us k liye mazrat chahta hoo. mere parche che salana imtihan aur lagatar 6 parche the tho time dina bahot mushkil tha. ab shukar hai Allah Kareem ka k thora free huwa hoo.
------------------
Hamary most ullmah modern technology ky baary ma nahi janty unfortunately
eski bari waja ye hai k technology saare angrez aur ghair muslim bna rahe hai aur hamara school, colleges, Css ka tabqa ko ye b pata nahe hotha k mai jo sabaq par raha ho eska usecase kaha hai. Math ki bath ki jar tho Matric, Algebra wagira ka aj B 90% logo ko pata nahe hoga k ye hamare math book mai q the.Css wale test pass kar k bas officers banne k khwahish rakhte hai. technical kaam mai khas kar KPK bahot preche hai.
Pehle ye hotha k Ullama aur science dan ek hee chath k neeche sabaq parte hai q k dono ilme nafi(nafa dine wali) hai aur agar ap pichle scientist ko dikhe tho sare daari wale nazar aege aur un k aur Ullama mai apko farq nagr mile ga. trigonometry ko bnaya gia qible ki simat maloom k liye. sab se top class hakeem hamare guzre hai. magar bad mai angrezo ne wo chal chali k hame technology se door kar k mola aur mister ma farq samja dia. ab jab angrez technology bnae ge tho zahir hai k wo tho deen ka lehaz nahe karege aur jo cheez raijul amal b na ho tho per uski haqeeqat ko janna aur mukhtalif pehlo ko wo thora mushkil ho jatha hai.
dosri bath ye k Ullama masla bthathe hai jab un se poocha jae q k chahe koi b new technology aa jae magar Islam ne aise jame osool bnae hai k qayamat thak k liye har masle ka hal maujud hai. ap apne elaqe k darul ifta jae muje umeed hai ap k saare ye shukook i shobhat door ho jaenge. karachi mai chunke karibari system ziada hai aur new jadeed masail se samna hotha hai lehaza waha k Ullama apko es field mai tez nazar aege khas taur par Mufti Taqi Usmani sahib jo maashiat mai bahot aham maqam rakhte hai .
I have one idea I know bahoot se log agree nahi karin ge... but In Sha Allah future main kabhi moka mila tu I will arrange aik face to face gathering on bitcointalk Pakistani community members in Islamabad... zaida lush push nahi bus aik dinner type gathering... and aur meri taraf se don't worry UmerIdrees apko apne USDT nahi nikalane parin ge :p
100% agree. Allah k siwa kisi se nahe darta. Shero ki kahiniya sunni hai gedaro ki nahe. Ehtiyat zarori hai magar had se ziada nahe. Ap jab b bulaega Insha -Allah mai hazir honga.
Next month ko meri shadi hai. agar koi aana chahe tho meri taraf se open dawat hai magar hamara elaqa thora backward hai matlab k Islamabad ki tarah saare road etc nahe hai magar apko desi fiza mil jaegee.
1: Hero (Shahzadafzal)
2: Sakhi (Shahzadafzal,Hamza2424)
3: Fighter (UmerIdrees,Galadiatorcomeback)
4: Anti-Spam (Gladitorcomeback) ek becahre ko tho banned kia.
5: Advisor (Themepen)
Han yad aaya iss voting ka kia hua? i forgot kise ne start ki thi?
Kisi ne result compile kia ya need any help acha idea tha... let's keep it rolling guys.
Compile how jaega insha-Allah jaldi. mera vote abe rehta hai.
1: Hero (Shahzadafzal)
2: Sakhi (Hamza2424)
3: Fighter (UmerIdrees)
4: Anti-Spam (Gladitorcomeback, Themepen,)
5: Advisor (Themepen)