MONSOON WEATHER IN PAKISTAN
Assalam o Alaikum kesay hai ap sb umeed krte hn khairiat say hon gay jaisa k ap sb log jantay hai k moonsoon ki barishsay pakistan k baishter ilaqo may ho rae hain kahe km or kahe zyada barisho ka silsila jari hai Lahore k mukhtalif ilaqo may suba say lagatar barish ho rae hai .
LAHORE MAY RECORD KI JANAY WALI BARISHNushter Town 86.4 mili meter
Johar Town 51 mili meter
Lahore Airport 36 to 41 mili meter
Upper Mall 33 mili meter
Gulshan Ravi 30 mili meter
Samna Abad 27 mili meter
Iqbal Town 22 mili meter
And so ooooooooon......
jiski wja say kafe saray ilaqo may arzi tor py pani khara ho gya hai( WASA ) ki team sarko say pani nikalnay ka kam taizi say kr rae hain pichly kuch time say barish ka silsila ruk chuka hai lkn mehkma mosmiat k mutabik pakistan k mukhtalif ilaqo may barish ka silsila phr say shuru ho skta hai or barisho k paishay nazar kafe saray areas may electricity b muatal hai .
AZAD KASHMIR ( NEELUM VALLY ) Zila Neelum k ilaqay ATHMUKAM may sailabi soraty hal hai jiski wja say kafe saray makanat gario or gharo ko nuqsan hua hai cloud brust ki wja say kafe shadeed sailab aya hai wha py majood logo ko kafe mushkilat ka samna krna pr ra hai mehkma mosmiat k mutabik abhi wha or b bht barish honay ka khadsha hai barisho ki wja say land sliding b bht zyada ho rae hai jiski wja say roads bnd ho rhy hain hakomati machinary roads ko kholnay k leyay hama waqt apna kam sar anjam daynay may sar garam hai sth sth he land sliding say bund honay walay rasto ko sth sth clear kr k open kr rhy hain .
RIVERS KI SURATAY HAL River Chinab may Marala k muqam py pani ka bahao may bht zyada taizi daikhi gae hai jiski wja say darmyanay say unchay darjay k sailab ka khatra Hai jiskay paishay nazar ( NDMA ) nay high alert jari kia ha darya k kareebi logo ko darya say dur muntakil honay ka kha hai
RIVER JEHLUM Balae jehlum Mungla dam k kareeb or azad kashmir k daryay neelum k kareeb shadeed tughyani or pani ki sata may bht zyada izafa record kia gya hai jiski wja say high alert jari kr dia gya hai
RIVER QABUL Swat chitral or daryay qabul may b pani ki sata may b kafe hud tk izafa hua hai nichlay darjay k sailab ka khatra hai .