Is waqt sub sa bra concern yahe hy crypto community ka ky price aur necha jya ge, side way move kra ge ya oper jya ge. Filhal oper jana ka chances to kam he hn mera to yahen khayal hy ka price shayd 60,000 sa 65,000 ka dermyan move kra ge mazeed kuch arsa. Us ke main wajha ya hy ka ab bhe kafi companies ka paisa Bitcoin ma ETF ke form ma invest hy aur ya support dy da price ko mazeed necha jana sa. Bahr hal ya mera guess he hy, jaisa ka ap na kaha ka hum wasooq sa to kuch nhi keh saqta. Binance ka hack aur recently Nvidia ka crisis bhe price ko mazeed necha ly kr ja saqta hy.
Asa hi hai bro, Bitcoin market possible hai from now on kuch aray ke liya 60k sy 65k ke darmeyaan consolidate kary abhi ki sorat e haal ke mutabik. Aur Allah na kare koi aur market mein scene create hota hai, to the market can dump even further below the 60k level again. Aur abhi agar ya NVDIA ke recent CEO ko wapis esko position par ly aty hain jo ke hota howa nazar to nhi aa raha haha to market again pump kar skti hai little bit. Kiya kehty ho?
As Salam alaikum....
....
Baqi Bitcoin kee price ak crucial zone kaa pas ha to agar break kartaa haa to pir mazeed fall kar skataa haa like 48k to 40k. But maa samjtaa hoon kaa price ko abb yahaa saa toraa kuch reversal karnaa caheya. Friday, Saturday tak maaa toraa kuch rise dakha skataa hoon.
Let's see what happens next.
DYOR !
Wa Alaikum Asalam WaRehmatullahe Wabarakatuhu!
Well, aap ne real-time analysis ki hai to correct hogi, main es liya asa bola q ke ya to fact hai ke log leaves enjoy karne ke liya kuch na kuch selling karty hain. Lekin aap ki baat zayda correct hai humain os data par zayda focus karna chaheya jo more disclosed hai aur chart-based hai.
Acha, abhi ka market support level I think 57k ya 58 ka hai na, right? Agar market is level ko touch karti hai, to chances hain ke market further dump kar jayee. CMIIW!